kua hum news read kr k os pr trade kr skty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ye to apki knowledge per depend karta hai ke aap news ko read ker ke market movement ka andaza laga ko ager apko news se pata chal jata hai to ye apky lye best ho ga aur ap kabhi fail ni jao market ka sara nachor news me he hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai jan ap news ko read kar ke apna trad open kar sakte hen lekin is bat ka khayal rahe ke news me kuch bhi ho sakta he is me bahut ziyada profit bhi ho sakta he aor loss bhi bahut ho sakta he
      • #18 Collapse

        News read ker kay us per trade kernay ka koe fida nahi hay que kay meray mutabiq new aam logo kay liye hoti hain. jin ko market ki movement ka pata hi nahi hota. sirf public ko satisfied kernay kay liye news ka sahara lia jata hay. is liye hamary samnay chart hota hay ap ko chart read kerna chahye na kay news. chart read kernay say ap ki trading achi aur accurate ho jay gi.
        • #19 Collapse

          G bilkul news 80 % theek hoti hain but jb hm news parhtay hain to woh news us time p affective nae hoti yeh news market k analysis kr k di jati hai and aksar aoqaat market news k hisaab se movement mai thora delay kr jati hai aor hm log jald bazi mai apni lgae hoe trade ko close kr daitay hain and bad mai jb daikhtay hain to market news walay target p pnch jati hai so hmein patience rakhna chaye aor market ki movement ka wait krna chaye
          Last edited by ; 31-12-2018, 10:11 AM. وجہ: Correction
          • #20 Collapse

            Bilkul dear asa he news bhout zaida effect hoti hai trading ke liye ap ki market mein kasi be pair mein break throw hota hai wo be news ke uper he depend karta hai is liye news ko fellow karna chye mere andaze mein is se ap ko pair ke bare mein beter idea hota hai
            • #21 Collapse

              New ko read kernay kay liye fundamental kay knowledge hona boht zorori hay. is liye ager ap kay pas fundamental ka knowledge aur experience nahi ho ga to forex news ko ap samag nahi paen gay que kay some time new kay opposite move hoti hay aur aam trader ko us ka idea hi nahi ho raha hota.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                yes news pay bhi trader trading kerty han kun k oc man effect hoty han countries ki economies k. ager trader technical analysis per trade kerna chahyn oc pay bhi ker sakty han or fundamental pay bhi possible ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X