Na umeed hona ghalt ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Asslamo aaliekum brother, agr ap ko forex online trading business me loss ho gea ha to na umeed na hon balke forex trading market ko achi trah sekhen aor demo account k zarea maharat hasal kren aor es k alawa forex News se istafada hasal kren jis se ap ki trading skill me azafa ho ga.
    Aor ap phr se acha profit kama saken ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jee haan na umeedi kufr hai,loss aur profit tu business ka hissa hein,zarori nahi k her dafa aapki trade profit mein ho kabhi loss bhi ho sakta hai bus himmat nahi haarni chahiye tension bilkul na lein balkeh loss ki reason search krein tah k phir loss se bacha jaye.
      • #18 Collapse

        Yes brother apny thk kaha hay kh forex main sab traders kay sath ups or down chaltay rehtay hain hum ko jab profit ata hay to hum khush hoty hain or loss par mayos ho jaty hain or disheart hoty hain hum ko eysa nahi hona chay balkh apni loss ko be Profit ki tarha dekhna chay qn kh os say hamin apni galti ka ahsas hota hay or hum osko thk kar kay achi trade kar sakty hain
        All The Best Dear Friends
        • #19 Collapse

          Brother kisi bhi business main apko profit bhi hota haii r loss bhi hota business k lae zrori hai k ap learn kren r experience gain krny ke koshish krn apky lae forex forum aik bhut acha platform haii jahan se ap bhut kuch learn kr skty hain so first you need to learn and practice and then go to Forex trading.
          • #20 Collapse

            na umeed honewala ghalt bhi hay aur na umeed honewla bahut bara gunnah bhi karta hay aur kabhi bhi kisi bhi kaam main wo kisi bhi halat main kamyab nai ho sakta hay hamain thora sa lose milnay pay ham himmat haar jatay hain aur yeh soch laitay hain k yeh to kaam he fake hay so agar ham apna mined itna chotta rakhangay to ham lose ko kabhi nai bardasht kar sakaingay.
            • #21 Collapse

              Hanji bhai yhe ap ne bohat hi pari bat ki hai biznass koi bhi hoo us main na umeed hum ko ni hona chahiye q k na umeed hona galat hai q k nafa nuksan tu kismat ki bat hai is main hum ko na umeed ni hona chahiye
              • #22 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma na umeed na ho to per hum ko achi earning hoge laken ager hum apna trade sa na umeed hota ha to per hum ko achi earning nhi hoge esleya hum ko chaheya ka hum apna trade sa khush ho to best rahaa ga............
                • #23 Collapse

                  W/salam dear yeh baat to theak hai ky na umeed hona ghalt hai qk umeed py to dunia qaaim hai yeh bhi suchh hai ky hm ager kissi kaam mn nakam hojaty hein to usy apna muqdar maan lety hein r mayousi aor naumeedi ka shikar hojaty hein jo ky bht ghlt hai esy mn to kui b successfull naii hoskta kindly tamam members see guzarishh hai apny aap ko purumeed rakhein shukria...
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #24 Collapse

                    agar hamy forex mai kam karty howe loss ho jy to hamy na ummed nahi hona chahey dbalky saber sy kam krna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit hasial kar sakty hain
                    • #25 Collapse

                      W.salam dear bilkul forex ek trading ha jahan ups and downs aaty rehty ha jaise k life main mushkalt aaty ha tuo hum jeena nh chorti ha waise e forex main khbi loss kbhi profit hota rahta ha tuo na umeed nh hona chahye balake lesson hasil karna chahye
                      • #26 Collapse

                        G han na umeed hona ghalta hay. aur wesay bhi islam main na umeedi ko gunah kaha gia hay. forex main kuch log start say hi kamayab ho jatay hain aur kuch ko thori mehanat zayda kerni parti hay. aur wo bhi kamayab ho jatay han. koshish karen kay forex main kam kertay rahaen aik na ik din ap kamayab ho jao gay. koshish kabi bhi zyada nahi jati.
                        • #27 Collapse

                          agar hamy forex mai kam karty howe loss ho jy to hamy na umeed nahi hona chahey balky saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                          • #28 Collapse

                            asslamoalaikum my dear naumeedi gunah hai aur ye hmare Nabi(SAW)aur ALLAH pak ko bi pasand ni hai Quran pak men bi is se mana farmaya gya hai hmesha apni soch ko positive rakhna chaheye aur apny ap par aur apny Allah par bhrosa rakhna chaheye aap kbi naumeed ni hun ge loss hone par bi naumeed hone ki bjae mehnat kren aur ache ki umeed rakhen INSHALLAH kamyabi ho ge.
                             
                            • #29 Collapse

                              forex trading main proft bhi hota hai or loss bhi hta hai tu jesy hum profit main loss ko face karty hain tu boht udass or dil chota kar lety hain es liye kbhi bhi apni himat nahi harni chahye q k trading aika ysa business hai jis main ap ahista ahista he kamybhi ki traf jaty hain tu na umeed nahi hona chahye confedence khud par ho tu sub kuj ho skta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k humain kabhi kisi bhi surat main na umeed nai hona cahiay kiu k kisi bhi kam main mehnat karain tou ap kamiabi hasil kar sakte hain aur aik ache trader ban sakte hay is liay is liay naumeed kabhi nai ho hamesha aik ache aur kamiab business men bane ki kosish karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X