Na umeed hona ghalt ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Na umeed hona ghalt ha.
    Dear members Assalam o alaikum.
    Dear members forex trading main ap pa ups and down aty rehty hain aur maximum traders loss ki soorat main khud ko depression main shikar kr daity hain aur na umeed ho jaty hain jo apki himmat ko bht km kr daita ha apki himmat jb khatam ho jaye to mean ap agy ni chal sakty is lia khud ko purummed rakhen. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ups and downs to trading ka hissa hain forex men ups and downs to chalte hi rehte hain hamen iss waja se preshan nhi hona chahiye
    Agar hamen loss bhi ho jata hai to hamen himmat se kaam lena chahiye q k jab ham himmat se kaam lete hain then hi ham achi tarah se kamyab ho pate hain
    • #3 Collapse

      Hum Logo Ko Na Umeed nahi hona chahiye daal ke mehnat karna chahiye Agar Hum logo ko loss hota hai To Phir Hum logo ko kuch Mil Jayega
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        w assalam friend
        jaha tak umeed k bath h to umeed per to dunya chal rahi h is ley umeed kabi nahi chorni chahey or kam ko himath se karna chahey jo loge umeed harjaty h wo kabi b agy ch nahi paty is ley naumeede ko dor kana chahiye or agrar app kisi ko deky jo is ka shekar h to os ko hosla dy or agy barny ki talqeen kary or us k himath barany ki kosh ki jay
        • #5 Collapse

          dear ap kabi kise kam mai us time tak kamyab nahi ho sakty hy jab tak us mai pori mehnat nahi ker sakty hy ap us mai kamyab nahi ho sakty hy is liya ager ap ny kise bi kam mai kamyabi hasil kerni hy tu ap ko mehnat kerny hi ager hm log is bat ko sochy ky forex mai ap ko lazmi loss ka bi samna kerna pery ga is liya is mai umeed k o nahi chorna nahi chahiya.
          • #6 Collapse

            g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih pak forex men tarders shb ko aik to na umeed nh hona chahye or dusra k jb wo tarde open karey to phly signals dakhy k markit ki movement kasey ja rahi hey phr us k mutabik wo trde ko achi tarha profit men la sakta hy is lye sab sey pehley traders ko demo accounts per practice kerni chahye ............
            • #7 Collapse

              Dear member na uneedi waisy bhi gunnah hai kabhi bhi zindagi mai na umeed nai hona chahiye agar aaj kuch bura hua hai to kal bohat acha bhi ho sakta hai q k waqt sada sa ik jaisa nai rehta. Bus kabhi bhi apni learning ko nai choren aur lagay rahen ik din zarur kamyaab hun gy.
              • #8 Collapse

                apki bat tkh hy forex tradig mn ye hota rhta hy kio ky is mn loss or profit dono hoty rhty hn is liy hmay chahy ky hum na umeed na hn kio ky hr bissnes mn up down ata rhta hy is liy forex mn bi esa e hy kio ky is mn loss profit sat sat hota hy or ye hr bissnes ka hisa is liy hmy brdst krna chahy ta ky hum na umed na hn
                • #9 Collapse

                  Na Umedi to waisay bhi bohat ghalat bt hai and zindagi k har mor per mehnat karni hai or br br success k liye koshish kartay rehna hai , esi tarhan ap forex mei bhi Na Umedi bohat ghalt hai forex is for making money.
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto forex sy agr ap ko kbi b loss ho jta hy chy wo loss chota hy to chy wo loss bra hy ap ko kbi b Umeed ni chorni chy Kiun k Umeed ko chorna galt hy ap ko ye sochna chy k mjy loss hua kiun or os galti ko set kr lyna chy tak phr kbi loss na ho future or aisy ap aik din zroor bry success ho gy
                    • #11 Collapse

                      ap ny suna hoga k umeed sy duniya qaim hai agat ap umeed chor dy gy to ap kuch nahi kar pao gy lekin agar ap umeed rakhy gy to na b kamyaabi milni hui to b mili gy q k umeed hogi to hi ap try karo gy or earn karo gy.
                      • #12 Collapse

                        na umeedi bohat buri bat hai agr ap forex market me new aye hai or apko trading ka knowledge nahi or apne is field me apni money lose kar di hai tu ap naumeed na ho balke ap ya soche ke apne kya galti ki hai jis ki waja se apka paisa zaya ho gaya hai sub se pahle kisi b kam ko start karne ke liye iska knowledge hona lazmi hai so ap b aphle forex ko learn kare phr trading kare phr lose nahi hoga
                         
                        • #13 Collapse

                          Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager hum ha umeed hote hai to ham kabhi bhi kamyaab trader ni bun paye ge ager apko kamyaab trader banna chahty ho to na umeed ha ho lose to hota rehta hai magar umeed rakhni chahye ke hum recover kar le ge
                          • #14 Collapse

                            G ha bilkol na umed hona bhot zeada galaat hota hy ham ko kbhi bhi na umed nai hona chiya ham ko chiya k am hhot zeada paarctis jry our hhot zeada ham hard work k sath trading my rahy kbhi bhi hemat na hary takya ham is my kbhi bhi tang na ho our sahi trha sy kam kr sgy is bisness my
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji Bhai Hum logo ko Umeed Rakhna chahiye Phir Hai Hum logo ko kuch Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X