forex main kamyabi achi earning say hoti hay ya achay knowledge say hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kamyabi achi earning say hoti hay ya achay knowledge say hoti hay?
    members main yeh janna chahta hoon k forex trading main kamyabi achi earning karnay say hoti hay ya achay knowledge k mil janay say hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forum men kamyabi hamen always hi achay knowledge aur exy ki waja se hoti hai jab hamara knowledge and ecexperien acha hoga tab hi ham acha gain kr saken ge
    Forex men kamyabi hamen earnings ki waja se nhi hoti hai agar ham aik baar acha earn kr khi lete hain to ye bar bar hamare liye mumkin nhi hai k ham ussi tarah se earn kr paen
    Ham agar chahte hain k ham life time k liye successful ho saken to hamen zaruri hai k ham apne knowledge aur experience ko increase kren tabhi hi ye mumkin ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Bahi bat ya hai ka accha knowledge ho g tu acchi earning ho gi is la accha knowledge or earnig dono banda sucess ho sakta hai knowledge gain karian ta ka ap ko acchi earning ho agr ap knowledge gain nahi karain gain tu ap ko earning ki jaga loos ka samna krna pahra ga thanks
      • #4 Collapse

        bro koi b kam ho dunia mn koi b bissnes ho jb tk hum kmyab nhi ho skty jb tk hmry ps knowldge na hoga or ye glt bt hy ky ksi b bissns mn knowldge ky bger hm earn kr sky gy hum jb tk kmyab nhi ho skty jb tk hum forex ka knowldge na hasil krn gy or forexmn to ye bt glt hy sochna bi nhi chahy ky hm isko without knowldge krn gy
        • #5 Collapse

          brother maire khaal say traders ka asal maqsad to earning karna hota ha jis ke liye woh learning karty hain. iss hisab say chaiye app jitne b learning kar lain ager traders apni learning ke base per earning nai kar sakty hain tu iss learning ka koi b faida nai hota hai. iss liye maire khayl say kamyb iss trader ko he kehna chaiye jis ke earning achi ho ge.
          • #6 Collapse

            good question hmesha life men kamyabi k liye us kaam ki basics ka pata hona zroori hai na k us k liye money ka hona jb aap ko kisi business ka acha knowledge ho ga to aap usko better way men kr sako ge earning ki zroorat to sb ko hoti hai lekin earn hmesha whe krta hai jis k pas knowledge ho ga without knowledge to hum kbi earn ni kr sken ge lehaza forex bi aik aisa business ha jis men knowledge k sath sath practice ki bi zroorat hti ha.
            • #7 Collapse

              forex mien jo hamain kamyabi hoti hai wo hamari planning say hoti ai na k yeh hamari behtreen mehnat say hota ahi ager mehnat erna bee lazmi hai or he kio es meen menhnat ker k apna maqm bana sakta hai.
              • #8 Collapse

                yes forex main kamyabi tab mlti hain jaaab hum forex main long time chert ko dekte hain forex main jitna aap chert say learning kare gy forex main itna he aaap aagy nikal jygy forex main kamyabi tab milti hain jaaab demo account py hum apni invest k mutabek accoutn bana lete hain and us demo account ko apna reall account samjhte hain tab he hum 1 achi earning kar skte hain jaab tak forex k hawale say hum chert main sell entry and stop loss and take profit and exit ko thek tara learn nhe kar lete hain
                • #9 Collapse

                  Assalmo alikum ! this is very good question . forex mn kmyabii achy knowledge sy bhi htii h and and also you have to good experience in your work .agar ap achii earning kr skty hn to you are the best one . so agar ap chaty hn ap next bhi iss trah earn krn to then you should improve your knowledge after the interval of time.
                  • #10 Collapse

                    forex mien ager ap nay earning kerni hai to aap yahan par knowledge hasil karian or apny lyee aist halat peda kar lain k aap ko as main har cheez ki sab samjh aa jaye or ap ko kio b masla na ho pher jab aap as main aa kar kam karo gay to earning karna mushkil na ho ga
                    • #11 Collapse

                      Bhai Itna Zyada Hamare Paas knowledge Hoga Itni Hai Zyada Hum Log nahi kar sakte hain isliye Hum Logon Ko Apne knowledge mein izafa karna chahiye
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Dear aksar traders ye samjhtay han kay ager humay forex trading say achi earning hu rahi hay tu iska matlab hay kay hum forex ma kamyaab hu gay han laiken ma ye samjhta hun kay ager hum nay forex trading ko achi tarha learn ker liya hay aor demo account per practice ker kay apna experience level bhi improve ker liya hay tu tab hum forex ma kamyaab han kiun serf earning kerna kaafi nhi huta forex ko seekhna kamyabi hay.
                        • #13 Collapse

                          Dosto forex trading ma agr ap chaty hy k ap aisy trader bny jo hamesha success ho or success ho k aik din bry trader bny to es k ly zroori hy ap k ps Acha knowledge or acha experience ho kiun k agr ap k ps aik Acha knowledge or experience ho ga to ap khud ba khud aik Achi earning krny waly trader ban jy gy knowledge or experience k bina ap achi earning waly trader ni ban skty
                          • #14 Collapse

                            Ager apky pass best knowledge aur experience ho ge tabhi aap kamyaab trader bun sakty ho aik achy trader ke nishani yahi hai k wo pehly market ko bareek bene se jaiza leta hai aur phir trade lgana hai aur wo kamyaab bhi rehta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalamualaikum bhai knowledge he Sab Kuch Hai Itna Jyada knowledge Itni Jyada kamyabi isliye knowledge padhoo aur pasy kamao

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X