Traders ka kesi pair k strong hone mai faida hai ya weak hone mai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ka kesi pair k strong hone mai faida hai ya weak hone mai?
    Traders ka kesi pair k strong aor weak dono conditions mai faida hai q agar pair sell mai ja raha ho tu trader ko chaheye k sell ki entry lagae jes say osko faida hoga aor agar paor buy mai jaa raha hai tu osko chaheye k buy ki entry lagae jis say osko faida hoga es leye kesi pair ka strong aor weak hone say trader ko na tu nuqsaan hota hai aor na faida trader ko nuqsaan aor faida sirf osi sorat hoga jab wo trade lagaega....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye to depend karta hai k trader ne aus mai kai analysis kar k entry li hoi hai agar ap ne kisi pair mai buy kia ho to aus mai agar wo up jaye ga to ap ko aus mai faida ho ga agar ap ne aus mai sell kia hoa hai to wo pair jitna zayda down jaye ga ap ko atna hi zayda faida ho ga ab ye depend karta hai trader par k aus ne kai trade lagai hoi hai ais liay ap ne dekha ho ga kuch traders ko faida hota hai aor kuch traders ko loss hota hai.
    • #3 Collapse

      Yeh aisa nai hota hai kisi pair ke weak hony per faida ho sirf faida usi per hota hai jis pair per apki trade open ho aur us trade ki noeiat per depend karta hai is ley pair ke weak ya strong hony ke ley pehle pta kar lena aur news ko follow karte rahna bhi zarori hai jis se trade ke bare main kuch information hasil ho jati hein
      • #4 Collapse

        dear trader ko kise bi pair ka strong hony ka faida tabhi ho ga jab us nu us ko buy kiya ho ga agertu wo strong ho ga tu zahiir hy 2sra apir weak ho ga tabhi yi up jay ga or is ko profit mily ga or ager koi sell kerta hy tu zahir hy is ko weak hony mai is ka faida hy ap is forex mai 2no terha sy kama sakty hy koi masla nahi hy bas ap ko is ki knowledge honi chahaiy.
        • #5 Collapse

          Pyary bhai apny bhi thek kaha but yahan pe market main bhut sari fluctuations hain within seconds market ke direction change ho jati jis se kafi nuqsan ho sakta so phle analaysis kren r demo account per practice kren jis ka apko long time faida ho ga r is forum ko smjhny Ka moqa mily ga
          • #6 Collapse

            Jo log working experience Ke Saath Saath Hain movie mein status 1 Hafiz other nuksaan nahi kar sakte ho weekly analysis nikalenge to weekly analysis nikalne ke baad wo Kabhi B nuksaan main nahi ja sakte hain Aise condition mein humko chahiye kya hua Apne account ko Jyada stronge Bane business ko Samjha Jitna Radha Roi trade Samajh Kar Le Jayenge Woh Itna Jyada isliye Apne account ko message kar sakte hain aur long time ke liye Aaram ke sath working Karke business develop kar sakte hain
            • #7 Collapse

              traders ka faida sirf isi baat main hota hay k unkay pass forex ka knowledge kaisa hay wo is main earning kitni aur kaisi kar saktay hain markeet to apni routeen main kaam karti rehti hay kabhi up aur kabhi down side main laikin agar hamain is baat ka knowlege ho k ab is nay move kis tarf karni hay to usi main he hamara faida hay aur hamain earning bhi ho sakti hay.
              • #8 Collapse

                g apki bat tkh hy trader ko fada dono trf hy jidr b market ka trend ho udr hi jy gi market maket hmsah 3 side pr chlti hy market ky 3 trend hn market hmsa esy chlti hy 4choti koi or condition nhi hy
                1.up trend jb mrket power hoti hy
                2.down trend jb market weak hoti hy
                3.sidewy ttrend jb ik side pr chlti hy
                hmesha jb trade krni chahy jb market hmsah up ya dwn trend mn ho side way trend mn kbi nhi chlti
                • #9 Collapse

                  forex trading main jub ap trading karty hain tu apko achy order k sath trading karni chahye jis k sath ap apni trading kar skty hain es liye apko chahye k wo apko trading karty hain tu apko market ko analysis karni chahye ta k ap apni trading main pair k strong k sath trading karty hain es liye weak pairs k sath bhi trading se ap eraning kar skty hain jub ap trading karty hain full analysis se
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ka kesi pair k strong hone mai faida hai ya weak hone mai?

                    forex mai hum live trading karty hain jab pair strong ho to hamy is wat in mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zaroro ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X