Kiya forex trading ya business mai kamyabi luck par dependent hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex mien hamary luck ka bee bhut aham role hota hai jab hum forex mien aa ker mehnat kery hien or experience bee hasil ker sakyty hien or jab hum experience hasil ker lety hien to hamain es mien ager qismat acha ha to hum achi trding ker sakty hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear friend app teak kihrahy h lekin luck k b tora sa kirdar hota h baqi experience knowledge pe depend kar raha hota or ye sub kam ko learn karny se aty h is liye achy traters se sekna chahiye or demo account pe zyada se zyada kam karna chiye q k is ap ka experience baray ga or kam bihtar se behtar hota jayga
      • #18 Collapse

        Asslam o alikam dear hume kabi py hune kuck py depends nai krna chaiye is mn hume experience ur knowledge k sath kam krna chaiye kew k luck ti hamra eik do bar hi chalta ha hume is mn har trade py success hasil krni hoti ha jp hum analysis ko fallow kr key kr sakte hein trading knowledge hasil kr sakt hein
        • #19 Collapse

          g han bhai jan dekho yar is me luck bhi hota he aor knowledge bhi hota he aor mere khayal me ziyada tar knowledge ka hona zaroori hota he q ke agar luck hmara sath nhe deti to hamen hmara knowledge bhi bacha leta he
          • #20 Collapse

            G dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih pak forex per traders o apni mehnat kerty hen or apni lagan sey kam lety hen or is k lye in ki apni hi mehnat ki earning hoti hy or pak forex per aksar trader k luck bh chalty hn jn men k jo trade start kerty hen or wo profit men ajati hn is ly un traders ka lucj chalta hy j sey wo profit hasil ker sakty hen .......
            • #21 Collapse

              My dear friend Hum Log iss Mein Kitni Zyada mhnat karte hain Itna he is Jyada Hum logo ko profit Milta hai na kal raat ki wajah se hum logo ko Jyada profit Milta Hai good luck kabhi kabhi chalta hai
              Removed by Moderator.
              • #22 Collapse

                Luck yeh to zindagi mei lazmi hai bhai kyo k luck nhi to kuch nhi luck ka bhi hisa hai forex mei if you have bad luck forex is not for you. mei manta hun k skills, knowledge, and experience matter karta hai forex mei per Luck ​does matter alot.
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Ye totally ghalat concept hai k forex mai kamyabi luck par dependent hoti hai forex mai kamyabi sirf aor sirf mehnat knowledge skills aor ache experience par dependent hoti hai agar tu apke paas ye cheezay honge tu kamyabi zaror apke qadam chomegi aor agar ap sirf luck by chance par dependent rahoge tu apko kesi be khatir khwa kamyabi nahe mil sakege so ye baat ap zehan mai zaroe rakey....
                  Asalam u Alaikum bhai ap ny jo bat ki h k kamyabi sirf or sirf mehnat skils or experience py milti h to mery khyal mai ye bilkul galat h... Aesa bilkul b nai h q k kamyabi k liye in sb cheezo k sath sath qismat ka b bra kirdar hota h.. Agr qismat e sath na dy to apky skiks kisi kam k nai rehty mgr apki last wali bat bilkul theak h k sirf qismat b apko kamyabi nai dila skti balky apko mehnat b lazmi krna prti h or skills b apki kamyabi py asr andaz hoy hain
                  Thanks
                  • #24 Collapse

                    Dear bilkul b nhn agar ap luck pe chalo gy tu shyd ap ko aik do bar profit ho jaye lekin agar ap luck k sath sath learning pe concentrate karo gy tu ye bat ghlt nhn hai k ap es se apne loss ko b profit mai badal skte ho lehaza ap ko chaiye k ap jab forex ko join karte ho tu kch din demo account pe kam karo ta k ap ko idea ho jaye k ye business ap kese karo gy aur kese es business mai kam hota hai aur ap kese kam waqt mai trading kar k apni life ko behtar se behtar bana skte ho...
                    • #25 Collapse

                      bhai forex trading main hmari luck chlti hai laken hmain trading k aexpiene ho tu tab chalti hai aik yah bhi bat hai k hum har dafa he apni luck par he depnd nahi kar skty hain es liye apko chahye k ap apni trdaing main apna knowledge bhi ain karen tab he hmari luck chlti hai warna nahi es liye kamyb hony k liye luck k sath sath apni leraning bhi pori rakhen
                      • #26 Collapse

                        Dear ap ne sahi kaha,Forex mein kamyabi skills,Mehnat or experience se milti he.Hum mein se aksr logon ka ye dawa hota he,,ke jo loss hua,ye hamare luck ki wja se hua,,But aisa kuch bhi nai he.Agr ap mehnat se kam kren ge,Tu ap ka luck auto pe sahi kam kre ga.
                        • #27 Collapse

                          forex man luck ka itna kirdar ha k trader ku yahan pay login kerwa dyta ha baki tu trader pay dpend kerta ha k wu yahan pay time invest kerna chata ha ya nae kerna chahta learning kerna chahta ha ya nae.
                          • #28 Collapse

                            forex aik online business hain hamare kamyabe mai luck ka koi interfere nahi hain hamy ache learning ky liye demo accout mai trading karne chahey is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar lety hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Dear friend forex trading main kameyabi luck par nahi hoty as main expereanse ka bhi hona lazmi hota hy asi leye hamen luck ko nahi azmana chahye bam k forex ko sekhna chahye asi main kameyabi hasel hogy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X