Kiya US dollar k ilawa others currencies mai account open kar sakte hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya US dollar k ilawa others currencies mai account open kar sakte hai?
    Of course US dollar k ilawa GBP aor EUR mai be account open kar sakte hai aisa nahe k sirf US dollar mai he account open karna parega agar apne nay khyal kiya ho tu account open karte waqt jo form fill ke jate hai os mai ye option mojood hota hai k kiya ap US dollar mai account open karna chahte hai ya dosre currencies mai so by default chuke US dollar select hota hai tu sub k sub accounts es leye US dollar mai open hotay hai..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jan ap nay bht achi maloomat hmre sath share ki hy lakin mein apkou yeh kehnaa chahta houn kay forex merket mein hmein usd hee openkarni chahye ic ka koi reson tou nahi lakin yeh tehk hy q kay aj kal hr jagaat reding jou kay bday pemanay parr hou woh usd mein hee hoti hy hmein apnaa ziada tarr dehan forex kou smjhnay parr lagana chahye idher ap koi hi acount asaani sy open kar skty hein
    • #3 Collapse

      brother baaqi brokers ka to nahin pata mager insta aap ko doollars ay ilaawa euro or pound main bhi acocunt bannany ki sahulat deta hay to aap unn main bhi account kholsektay hain shayad aik broker pakistaani rupee main bhi allow kerta hay muje uss ka name nahin yaad
      • #4 Collapse

        G bahi forex ka under trading ka lia jo bi currencies hain un mai ap account open kr sakta hain is koi masla nahi hum usd is lia use krta hain ka usd mai huma easy hota hain or ya ak international business market currency hai dosra ya ka forex ka lia forum s bonuse lata hain wo usd mai ata hai is lia hum usd ko prefer karta hain agr pakistani currency hoti tu osa prefer krta forex mai nahi hai pakistani currency is lia paki currency ko hum nahi la sakta business ka lia thanks
        • #5 Collapse

          Ap kis account ki baat kar rahy ho agar ap trading account ki bat kar rahy ho to ap or currency me open kar sakty hai lekin sath hi apko skrill account ya jis me ap withdraw lena chahty hai wo b same currency me hona chahiye.
          • #6 Collapse

            Yes my dear ye hi theek trika hai.Q k US dollar most traded currency b hai or international b. Isley mery khyal se hmen USD me hi account open kr lena chaey. QK baki currencies k loss profit ko asani se smjha nai ja sakta hai. Or ye k hmen majority k sath hi chalna chaye jo k US me trading krti hai. Magr is pr b koi pabndi ni hai k ap gbp eur use nai kren.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g han bhai jub ap apna ccount bnaty hain tu apko apna ccount banty he currency ko slect krna hota hai or yah ap par depend hota hai k ap kis currency main apna ccount log in kar skty hain or aghr yah bat tu hai tu ap apny account ko banty he other currency par apna ccount create kar skty hain us k ilwa gbp par bhi apna ccount log in kar skty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X