Same strategy say ik trader kamyab dosra nakam q hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Same strategy say ik trader kamyab dosra nakam q hota hai?
    Aksar aisa be hota hai k ik trader dosre trader ki strategy ko adopt kar laita hai copy kar laita hai lekan ache strategy k bawajod be wo nakam hota hai so apke khyal mai aisa q hai k ik trader tu kamyab hota hai par dosra nakam asal mai eski waja ye hai k jes nay strategy banae hai jes nay mehnat k saat ik ik cheez par kam kiya hai wo kamyab hota hai q k wo janta hai k bad situation say kaise nikalna hai jabke os strategy ko copy karnay wala es leye nakam hota hai q k wo sirf basic par trades he lagata hai aor oskp kesi cheez ka pata nahe hota..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Har trader ka apna mind setup aur apni soch hoti hai aur zaruri nhi hai k aik hi stargty se sabhi traders market ko aik hi angle se dekh rhe hon
    Jo trader jiss stargty ko creat krta hai wohi usse better smajh sakta hai aisa kabhi bhi mumkin nhi hai k kissi aur ki stargty ko ham hundred percent smajh saken
    • #3 Collapse

      Naka me aur kamyabi to Allah Ke Haath Mein Hai Lekin Insaan ke haath mein minute zaroor hoti hai kuch Log nahi Naat nahi karti abhi ghar mein hain atke Kamyab Hona Chahte Hain isliye Woh na kahan rehti hai
      • #4 Collapse

        dear jo banda strategy bannata hy zahir si bat hy us ky pas us ky bary mai ziyada achi knowledge hoti hy banisbat un ky jin ky pas abi us ki ziyada malomat nahi hoti jo bi strategy bannata hy wo lazmi us ko pehly demo per practice kerta hy tabhi tabhi us mai us ko ziyada experience hasil hota hy or wo profit earn kerta hy or jo is ko demo per practice nahi kerta hy wo phr ziyada ter loss kerta hy.
        • #5 Collapse

          Dear ager tou ap aik time mein aik he pair py aik he strategy use karte hain usme chye ap aik se 10 trade laga le tu ap ko sab mein same loss ya profit ho ga asa nai ho sakta hai ke sab mein different ho lekin ager apke pair different hain tou phr is mein yaqenan changing ho gy
          • #6 Collapse

            Yes my dear sir ap ne theek btaya hai. Jo insan strategy bnata hai wo apni strategy k positive and negative sb sides ko janta hai.Or agr uski trade loss me aa jaey to usy pata hota hai k aesi surat me kia krna hai konsa rules apply krna hai etc.
            Jb k new traders jo is strategy ko copy karty hain wo is k sb sides ko nai janty hain.Wo sirf positive side ko daikh kr copy krty hain.Islye wo loss me aa jaen to iska solution nai smjh sakty hain.
            Isley hmen kisi strategy ko real me use krne se pehly demo pr test zror kr lena chahye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              dears friends mn ap ki bt sy agree hon insan strategy bnata hai wo apni strategy k positive and negative sb sides ko janta hai.Or agr uski trade loss me aa jaey to usy pata hota hai k aesi surat me kia krna hai konsa rules apply krna hai etc. Jb k new traders jo is strategy ko copy karty hain wo is k sb sides ko nai janty hain.Wo sirf positive side ko daikh kr copy krty hain.Islye wo loss me aa jaen to iska solution nai smjh sakty hain.Isley hmen kisi strategy ko real me use krne se pehly demo pr test zror kr lena chahye.

              اب آن لائن

              Working...
              X