kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?
    Greed par depend karna kabi be traders key greed ki waja nahi ban sakti hay me samjta hon key greed some time traders ko profit de kar khush to kar sakty hey magar regular base par traders ki success me important role play kabi be nahi kar sakta hay, greed ko jetna be ignore kia jaye traders key ley es me behtri hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Geeed ki waja se ham kabhi bhi successful to nhi ho sakte hai .han yye zarur hai k ham jab bhi ziada greed kren ge ham nakaam zarur ho jaen ge isliye hamen nakaami se bachne ke liye greed se door rehna hi better hai jab ham greed nhi kren ge then ham bahy hi a ha kaam kr saken ge so hamen greed ko avoid kr hi trade lena better hota hai
    Kabhi koi trader greed krte hiye kamyab bhi hi sakts hai
    • #3 Collapse

      Greed bahot buri cheez he, balky yun kahen k ye aik bimari he, aor jis ko lag jay wo babad he, han waqti taor pr to kuch kamyabi mil sakti magr permanent greedness ka shikar banda kabi kamyab nai ho sakta, is liy greedpn ko apny andr jaga mat deb, itna ho saky is factor ko kil kren.
      • #4 Collapse

        Yes dear forex member apki bat bulkul darost hay greedy hony say hum ko na to acha experience milta hay or nahi hum koi technical knowledge hasal kar paty hain es ly greedy seraf or seraf hum ko loss ki taraf ly kar he jati hay lehaza greedy say har mumkin had tak bacha jay takh ap achi tradeing kr sakian
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar greed se ham success full nhe ho sakte lekin is ke liye agar hamare pas knowledge ho to us ki waja se ham is bissnuss me bahot success full ho sakte hen bhai jan ap ne achi bat kahi he me ap ki is bat se agree karta hun
          • #6 Collapse

            Bilkul sahi kaha apny greed hamesha se he hamy aise gadhy me pohncha dete hai jiss se nikala mumkin ni hota aur ham trade karny ke qabil ni rehty hamy hamesha greed se door rehna chahye
            • #7 Collapse

              Yes bro greed se hume lazmi bachna chaiye ye hume lose ki traf le jati ha hum is mn experience ur knowledge se kam krna chaiye ye hamre liye acha business ha demo account mn daily work krn chaiye analysis ur chart ko hume daily fallow krte rehna chaiye ur new ko be hume lazmi fallow krna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?

                forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada bonus hasial karny ky liye over confidence mai apne galtiyo ko ignore kar ky kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex pakistan mai legal ban cuka hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?

                  Lalach jo hotq hy is sy ya emotional ho k jo ham kam.krty hy is sy sirf our sirf loss ho sgta hy is sy profit nai ho sgta hy profit k liya ham ko bilkol relex rehna hota hy hamy chiya hot hy k ham bilkol hi relex ho jaya kry our sakon k sath thora thora kr k ham profit bnaya kry ayk sath nai bnta hota profit hamara
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?

                    forex mai hum kam karty hain hamy bonsu milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky liye over confidence mai apne mistakes ko ignore kar ky kam karty hain or inhy loss ho jata hain lakin is mai maket ka koi qasur nahi hota forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kia traders ka greed karna success ki waja ban sakti hay?

                      Trader ka greedy honay say trader kay baray main kuch idea ho jata hay kay greedy trader hamesh kam ilam aur kam aqal hota hay. wo greed ko samnay rakhta hay aur apnay ilam ko pechay ker deta hay jis say wo loss leta hay. greedy trader kabi bhi apni trading strategy ko follow nahi kerta. que kay ager wo apni trading strategy ko follow keray to wo greedy nahi ho ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X