stop loss ko lgna kitna lazmi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ko lgna kitna lazmi hai
    asalm,o,alakum frands me ap ek baat kehna chahta hon k forex treding hum kamyab hony k liy forex ruls ko follow krna lazmi hota ha jisy k stop loss ko hum log ni lgty to us ki waja se humra aconut wash hot jata hai or humri mahnat pory month ki zaya ho jati hai to hume chahye k ek hum log km lot saiz use krain or dosra stop loss ko lazmi lagya kraain thankx
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear stop loss lagan bht he lazmi hain qk humhain agar ye pata chal jy k merket wapis hamare profit main aye gi tu hu kabi b stop loss nhe use kare gy stop loss lagane say hamara accoutn bach skta hain stop loss say hum apne account ko ziyda risk main nhe dal skte hain stop loss bhot he zarori hain stop loss humhain trading main kamyab bana skta hain lot size forex main jitni kaam use ho bhot he best hain with stop loss
    • #3 Collapse

      g haan bhai jaan ap nee thek hi kaha hai kee stop loss lagana kitna lazmi main tu tu yee kahon gaa kee stop loss lagana bohat hi zarory hai q k agar ham as main aesaq nahi karen gee tu ham ko as main loss bhi hosaktaa hai as liy ham ko as forex forrum trading main aesa nahi kar na chahiy hai main tu har trade main stop loss lagata hon ta ke muje as main loss na ho
      • #4 Collapse

        Forex financial market ko liquid market ka name dia jata hay me samjta hon key agar stop loss use na kia jaye to Forex market apni liquidity ki waja se traders key single trade etny big loss me ja sakta hay key other koi be trade open nahi ho saky ga es ley behtar yahi hay stop loss jesy useful tool ko trading me zeyda se zeyda use kia jaye.
        • #5 Collapse

          Dear agar tu ap apne account ko bachana cahte ho aur risk free trading karna chahte ho tu ap ko stop loss ko use karna ho ga osi se ap ko idea ho jaye ga k ye business pa k liye sahi ya ap ko es business se door ho jana chahiye lehaza ap ko seekh k aur smjh k kam karo aur apni trading business ko mazeed behtar karo...
          • #6 Collapse

            Jabardasth working kar rahe hote hai aapko chahiye ki sabse Pehle Kisne stop loss Lagan Jab Aap Yahan Par stop loss Laga Lete Hain Phir aapko Jada nuksan nahi hota hai aap market Jab Zyada niche downside par Jati Hai to Aapka account phir bhi yahan par acchai level Tak strong rehta hai aapko Jyada effort nahi karna padta hai aur jawab market niche low level par hoti hai to aap yahan se is leaving kar sakte hain aur Market Mein kaafi Jyada long time ke liye kam kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading business mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy agr hum ne loss se bachna hy aur forex trading mein log term trading karni hy tu stop loss ka use lazmi hy kiok stop loss se humra account save ho jata hy aur account wash nhi hota aur loss kam hota hy aur hum market mein majood reh kar apne loss ko recover kar saktay han is liye stop loss ko lazmi lagana cahaiye

              اب آن لائن

              Working...
              X