Account wash hone ki conditions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hone ki conditions
    Salam to all members mera ek question hai ke hum logo ko trading main jab loss hota hai ya profit hota and us ke sath sath account wash bhi hojata hai kabhi kabhi to us ka main reason kia hota hai kia humara account wash ziada profit milne ki waja se bhi hota hai ya sirf loss hone ke baad jab account main zero amount hota hai tab account wash kehlata hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Account profit zaida hne ki waja se ni hota account wash aias waqat hota ha jb ap ka loss ap ji equity k brabr ho ie aias waqat ap ka account wash ho jaat or ap ki equity account waah hne k bd Zero ho jte ha
    • #3 Collapse

      walikum salam . hamara jo account ha wo is lia wash hota ha ka jab hum kisi laluch ka chakro ma beri trade laga data ha or zyada profit ka chakero ma apna loss kerwa lata ha or . zyada lose hona ki weja sa jab account zero ho jata ha to account wash ho jata ha . or account profit ki weja sa kabhi wah nahi ho sakta . account wash hona sa bechna ka lia trading ka lia planning ki zaroorat hoti ha . is lia jab hum forex teade pa teading ker to loss na ho .
      • #4 Collapse

        Traders key accounts wash many different conditions me ho sakty hey, mera account es waja se wash howa hay key meri trading strategy powerful nahi ti aur stop loss tool ko be es situation me ignore kar dia ta, es condition me be account zeyda wash hota hay key trend key against trade open kia jaye.
        • #5 Collapse

          Jab aap yahan par kaam kar rahe hote hain aapko Dar hota hai kya aapka account watch Na Ho Jaaye is condition ke liye aapko chahiye kya aapko forest ki basic knowledge for Risk information ke baare mein aapko Sara kuch Pata hona chahiye jaise Jaise aap ka kaam easy Hota Jayega aapko Yahan Par Aadmi karne ki condition Oriya par working condition be acchi ho jayegi isiliye Jyada Se Jyada kaam karta Jo Jeeta ho sake toh message karje
          • #6 Collapse

            jab hum trading karty howe galtiya karty hain ya hamara deposit km ho jata hain to hamy loss ho jata hain or hamara account wash ho jata hain or is loss ko hum recover nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy ache learning hasial kar ky apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy
            • #7 Collapse

              Brother account wash balance zero hony ki wajhan se hota hey aor account key wash hony ki wajhan lalach hey. Kem waqt main ziada profit earn kerny ka lalach aor dosra jeb trade loss main ja rhi hoti hey usko profit main change hony ki umeed per close na kerny ki wajhan se account wash hota hy.
              • #8 Collapse

                dear account wash hony ki wja kam experience kam knoweldge forex kay bary mein or kam nalance backup is liye ap k pass acha balance hona bohat he zarori ha is liye ap ko kamyab hony kay liye hard work zsarori ha jab ap k pass kam equity hoti ha to bari lot lga kar ap loss he loss kar bethty hein
                • #9 Collapse

                  Dosto account k wash hony ki kafi soort hy jis ki wja sy ap ka account wash ho skta hy agr ap ny money ko sai trha sy manage ni kia hy or bri lot ko lga dia ho or lalch ki ho to aisi soort ma ap ka account wash ho skta hy
                  • #10 Collapse

                    Apko wash ka pata hi nahi wash ka matlab hota hai account ka balance zero ho jana ap jo bat kar rahy hai wo hai account ban ho jana or account jab ap rules follow nahi karty tab ho jata hai wesy account b ban nahi hota.
                    • #11 Collapse

                      Dear acount wash hmari apni mistak ki wja sy hota hy jb hm toky lgaty hen r glat tread order kr k loss face krty hen tu hmari equity blanc k brabr ho jati hy tu hmara acount wash ho jata hy es liy hmy soch Smjh k tread order krni chahiy r km sy km lot siz rakhni chahiy ta k acount wash hony sy buncha saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash hone ki conditions

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko avoid karny ky liye apbne galtiyo ko avoid karna ho ga pher he hum loss sy bach saky gy forex kabe be band na hony wala business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash hone ki conditions

                          forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy hamy loss ho jata hain hamara accpunt wash hony ky bad zero ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss sy bachny ky liye apne mistakes ko find out kar ky mahnet sy kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash hone ki conditions

                            account jab wash ho jata ahin to is mai hamra sara paisa or mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum apne mistakes ke waja sy oss utaty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash hone ki conditions

                              forex main jab kam karty howy ham bar bar koi br galti kty hain to hamy loss ho jata hain hamy apni galtio ko avoid kar ky is main kam karna chahey agr ham apni galtio ko ignor karty rahy gy to hamara account be wash ho sakta hain is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X