Nakami ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex mai j log apny galtiyo ko ignore karty howe kam karty hain unhy loss hota hain or jo log qpny emotions or lalch ko qabo mai nahi rahkty unhy be loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai dunya ky bohat sy mumalik sahmil hain yai pakistan mai be legal ho cuka hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Haan g apki bat kafi had tak thek ha knowledge ki kami he sb say bru vja ha trading men nakaami ki jb hmain sahe tarha knowledge nai hota to hum blind trading start kr detay hain jis ki vja say ziyada tar loss he hota ha so hmain chaheay k blind trading say avoid krain aur pehlay knowledge hasil krain ta step by steo forex men kamyabi ki trf safar krain.
      • #18 Collapse

        Dosto forex trading ma nakam ki sb sy bri wja forex trading k bry ma knowledge or es ka experience na hona hy kiun k jin trader k ps a ga knowledge or experience ni hota hy wo trader hamesha nakam he hoty hy kiun k un trading krna ati he ni hy
        • #19 Collapse

          Dear friend and followers . mara khaya ha forex ma nakami ki 2 hi waja ha . ak to knowlege na hona ki weja or dosri weja ya ha to jo log forex pa practice nahi kerta or forx ko time nahi data . forex ak aisa busines ha to time mangta ha . forex ki knowledge ka sath sath humha forex demo account pa bhi practice kerni chahiya taka hum trading ma mistaks na kera or zyada profit wali trade kera .
          • #20 Collapse

            g haan sir apne bilkul theek kaha ha me apki baat ko manta hon or is hawly se me bi kuch kahna chahta hon k forex trading do wajy hoti hain wo ye k jab tak ek to lalach ko nahin choro gy ro kmyabi hona mushkil ha or dosri or sab se bari baat ye ha forex ki jab tak ap learning nahin krain to ap us waqt tak bi apko kmyabi milna mushkil ha
            ALWAYS BE HAPPY
            • #21 Collapse

              Forex me nakami ki waja jald bazi aur lalach hai. Ziada lalach insan ko nuqsan deti hai is liey is se bachna chahiey. Forex me success hasil kerne k liey knowledge ka hona bohat zarori hai jinta ziada knowledge ho ga utna ziada faida ho ga. Is liey ziada focus learning pe rakhna chahiey.
              • #22 Collapse

                Aslamoalikum dears friends......
                bilkul mn ap ki bt sy agree hon forex ma wohi log nakaam hutay han jo forex ko learn nhi kertay aor knowledge aor experience kay bagair tukkay per trading kertay han kiun kay forex trading acha tu hay laiken complicated aor risky bhi bhot hay is liye forex ma kamyabi kay liye iska mukammal knowledge aor experience hasil kerna bhot hi zarori hay warna profit earn kerna bhot hi mushkil hay hmen bus mehant karni cahiya forex mn aur learning ko ziyada sy ziyada krna cahiya tahnsk
                • #23 Collapse

                  Dears nakami ki sub sy bare waja forex mai lalach hai ager lalch ni kry gy to nakami bhout kam ho gee nakami ki aik bhout bare waja hai toky lga kar trading krna forex mai ap phly achi tara learn kry pher ap ky pas knowledge orr experience ho ga to ap os ka use kry to nakami sy bach sakty hai
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Nakami ki waja

                    forex mai kam karty howe jab hum koi galti kar dety hain ya market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko avoid karna zarore hain pher he hum kamyab hon gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Nakami ki waja

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye ki Hamein Agar Kamyab hona hai tu kabhi bhi lalach nahin karna hoga jo lalach Karta Hai vah Kamyab Nahin Hota aur use nuksan hota hai isiliye Hamein kabhi bhi e negative nahi Socha Na chahi thanks
                      • #26 Collapse

                        Re: Nakami ki waja

                        forex ma nakami ki wja forex ko time na dena yani bhot hi km time dena is sy hota ye hy k bnda knowledge aur experience gain nhn kr pata aur na achi trah sy forex ko seekh pata hy aur dosri bri wja lalch hy log lalch me ajaty hain aur lot size ziyada lery hain aur nuqsan uthaty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Nakami ki waja

                          Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien
                          tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h
                          jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h as lyee nakami ki asal waja greed h.
                          • #28 Collapse

                            Re: Nakami ki waja

                            G han my dear forex friends Forex Mein na Kami ki vajah yah banti hai Kyunki Ham Aise mein bahut jyada lalach Mein Pad Jaate Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Nakami ki waja

                              Asslam o alaikum dear friends forex trading ma nakami ki sb sa bri wajah sa ha ka AP ka experience na hona or trading ma jald bazi krna sa nakam ho jata ha forex Pakistan ka rules follow na krna sa nakami ho jati ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Nakami ki waja

                                pakistan forex mn sub sa bari nkami ki wja kmm knowledge ha pakistan forex mn knowledge hona boht zorori ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X