Nakami ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami ki waja
    forex trading main nakam honay ki sab say badi waja kam knowledge hay agar humay market kay bary main knowledge nahi ho ga to es trha hum market main acha profit nahi bna sakty hum kamany ki bijaye market main loss kar lety hay es liye humay chahiye keh esmain apny knowledge ko waseeh karen tab he future bna sakty hay esmain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bilkul teek hay forex ma wohi log nakaam hutay han jo forex ko learn nhi kertay aor knowledge aor experience kay bagair tukkay per trading kertay han kiun kay forex trading acha tu hay laiken complicated aor risky bhi bhot hay is liye forex ma kamyabi kay liye iska mukammal knowledge aor experience hasil kerna bhot hi zarori hay warna profit earn kerna bhot hi mushkil hay.
    • #3 Collapse

      jaisa k knowledge kisi bhi kaam mein kamiyabi ki kunji hai isi tarha knowledge ki kami hi kaam mein na kaami ki waja hai aap jo trade lagana chah rahy hain aap ko pehly us ki market k bary mein mukammal maloomaat honi chahiy k aaj kal us ka kya response chal raha hai ...
      • #4 Collapse

        G forex member main apki bat say itfak karta houn jab tak hum forex ka mukamal knowledge or acha experience nahi hasal kar lety tab tak hum es main kamyab nahi ho sakty kam knowledge say hum tradeing main tomy use kart hain jo kh har bar apko profit nahi dety balkh es main zeyda chance apky loss kay hoty hain es lay hum forex main kamyabi hasal nahi kar paty
        Acha Trader banay kay lay forex ka mukamal know or experience hona bohat he zarori hay tab he ap acha profit bana pain gay
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Jb ham bhot zeada alalach krty hy jb ham mhnat nai krty hy to ham nakam.ho jaty hy h jba ham mhnat krty y to gam kamyab hoty yy agr koimhnat k buna kehta hy k kamyab ho jaye ga to who ehsa naia ho sgta hy mhnat k bina koi bhi kamyab nai ho sgta hy is liya mhnat ham ko krni chiya sahi
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            dear nakami ki bari wja kam experience or knowledge ha jis ki wja say ap loss karty hein jitna jiitna ap k pass kam knoweldge or experience hoga itna he ap loss karo gay is liye nakami say bachny kay liye ap k pass acha experience or acha knowledge or experience hona bohat he zarori ha then ap market mein bohat he achi earning kar sakty hein
            • #7 Collapse

              Forex main nakami ki bari waja knowledge ka na hona hi hy .forex aik continue karny aur seekhny wala business hy.Jo log es py tawajo ni dety WO nakam rehty hen.forex k kam main serious hona bahut zarori hy.mehnat karny se hi phal milta hy .kabi bhi sochy smjhy baghair trade na lagaen jab market k trend ka pata na ho.
              • #8 Collapse

                is business main nakam wo trader hotay hai.jo kay is business kay baray main knowledge hasil nahi kerty hai.or is business main atay hi apni trading ko kerna start ker daty hai.or wo samajty hai kay is business ki madad say main rato rat ameer ben sakty hai.asay trader is business main nakam ho jaty hai.is business main kamyabi sirf unhi trader ko milty ha.jo kay is business main dil laga ker mahnet karty hai.or us kay baad is business main apni trading ko kerty hai..
                • #9 Collapse

                  Dear friend forex trading main bakami ki bahut si wajohat hain. Technical analysis aor fundamental analysis ka experience na hona. Iskey ilawa emotions ka bhi amal dekhel hey hamary loss main. Ager analysis thek hon aor lalach ko control ker key capital amount key mutabiq lot size lagai jaey to loss kem hi hota hey.
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha jasaa ka ap janta ha ka business is the name of profit and loss ager hum ko ak business ma profit hota ha to per hum ko es business ma loss be hota ha esleya hum ko loss sa gabrana nhi chaheya or loss ke bari wajaa ak lalach or ak hamari apni mistake hotee ha...............
                    • #11 Collapse

                      Assalam o aliakum. G hai kisi bhi kaam mn nkamui kii wja hmry knowledge ka kam hoba hai forex forum esa bhi naii ky sbhii kanyab hoty hu kuch log nkaam b hojaty hein ku k wo pakistan forex forum rules se follow nii kart na hi kui i frmation hotii hein unky pass wo apby demag se tread krty hei zahri baat hai hum ager kisi con nu k rules follow nii krein gy how my apny kaam k mutliq pta hii nahii hoga to hum nkam ho jaen gy nuwsan alg tym alg waste...
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jaan ap nee thek hi kaha hai kee nakami ki waja kya hai main tu ye kahta hon kee hamary nakami ki waja sirf ye hai kee ham as main greed karte hain aor as main ham mihnat nahi karte hai ye hi hai hmary nakami ki waja thek hai bhia jaan
                        • #13 Collapse

                          Nakami ki sub sy bare waja friends ya hai ky ap ky pas knowledge orrr experience ni hota orr ap losss kr baithty hai ager knowledge orrr experience ho to ap kamyab ho sakty hai orrr han nakami aik waja ya bhii hai ky ap lalchi ho jty hai jis ap ko nakami milti hai
                           
                          • #14 Collapse

                            jo log over clever ho ky lalch or emotions ky sat kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota kuch log nakame ke waja sy forex ko fake kahty hain lakin yai aik online or acha business hain hamy ache learning hasial akr ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or market mai run kar ky ache earning hasial kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brother you are absolutely right ager tarding main experience r knowledge ni hoga tu ap hmesha loss main jain gy so plz friends first you have to learn the forex trading and then make trade or invest your capital in this business. Without learning you will not earn any profit.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X