Leverage aur Spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage aur Spread
    Kia koi batye ga k leverage aur spread kia chiz hain in ka withdraw say kia taluq hai please agar koi dipely janta hai tu apni knowledge share kary iska kia roll hai trading mai aur ye kitni honi chahiya dono chizay in ka balance kesey barkarar rakh sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi leverage or spread dono aleda aleda hain leverage ya samaja ka ap broker ap ko odhar data hai trading ka lia kiun ka ap ka pass kam balance ho tu ap trade open nahi kar sakta is lia leverage ka through ap ko hidden odhar milta hai ka ap bari lot bi laga sakta hain kam bonuse pr or is lia leverage ko change nahi krna Chaya or second jo ap bat kar rahin spread ki ya fee hoti hai trade lagana ki jo broker ap s pahla wasool kar lata hai masal ka toor pr gold lai lain gold pr jab ap trade krta hain tu 0.60 spread hota hai fix ya broker na set kia hota hai 0 spread nahi hota tabi tu borker ap ko trade karna data hain apni fee pahla la kr is lia leverage os spread dono aleda aleda hain
    • #3 Collapse

      Leverage aur spread ka withdrawal say koi b relationship nai hai .
      Spread woh fee Hoti hai ho buy price aur sell price Kay darmain ka gap Hota ha aur yeh broker ke fee Hoti ha jo app ko charge karta hai, iss Tarah say leverage woh izafi Raqam Hoti jo app ke investment k sath broker izafi add karta hai udhar ke toor per . Jitna ap ka lot size kam ho leverage itne kam use ho ge . Bonus account ke leverage 1:50 Hoti ha jo new trader k liye kafi munasib ha aur app ko iss ko change karny ke zaroort nai ha .
      • #4 Collapse

        Dear ap nay bahut acha question kiya hay main ap ko sada alfaz mein smjhata hon leverage wo cheez hay jis sy hum apny account py lot size set kar sakty hain matlab agar hamary account account ki leverage zyada hay to kam balance py bhe hum big lot laga sakty hain.... spread broker ka comission hota hay jo hamen trade open karny py pay karna parta hay mukhtalif pairs py mukhtalif spread hota hay kisi ka 3 pip kisi ka 6 pip aor baz pairs ka spread floating hota hay jo k market ki movment k hisab sy charge hota hay
        • #5 Collapse

          Brother leverage aor spread do mukhtalif term hain aor in donon ka withdraw se koi taluq nhen hey.
          Spread broker ka commission hota hey jo woh her trade per leta hey chaey woh trade profit main close ho ya woh loss main close ho.
          Leverage humain trader ki terf di jati hey. Yeh aik ratio hoti hey jo humain broker deta hey jaisy mery account ki leverage 1:50 hey. Is main 1 se murad meri investment hey aor 50 se murad broker ki terf se mujko trade kerny key liey balance dia gia hey. Leken yeh bhi yad rekhain jeb humain loss hota hey to loss sirf hamara apna hota hey. Leverage ko loss nhen hota. Jaisy hi hamari capital amount khetem ho to hamara account wash ho jaey ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bhai leverage wo amount yah rqam hoti hai jo broker hmain provide karta hai trading k liye jis ko hum aik limit kah skty hain na tu hmain es se zeyda chalna hota hai or na he kam es k ilwa jo spread hota hai wo kisi bhi pair main broker ka commetion hota hai jis ko hum use kar k os commetion ko pora karty hain yah do important baten hoti hain jo k trading se taluk rakhti hain

            اب آن لائن

            Working...
            X