Kia seb indicators aik terhan key hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia seb indicators aik terhan key hain?
    Pakistan forex forum key respected members main ap sey yeh pochna chahta hon keh kia seb indicators past ki movement show kerty hain? Aor kia koi aisa indicator bhi hey jo future ki prediction dey? Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nahe dear aisa ni hai ais market mai diffrent type k indicators hai ain mai se kuch hai jo legging hai kuch hai jo leading indicator hai aor ais mai kuch osilator typer k hai jo sirf range mai kaam karty hai ab her indicator ko use karny ka aleada tareeka hai agar ap ne ais mai koi indicator use karna hai to aus k hisab se ap ki trading strategy bhi honi chaye kun k ais mai ye hai agar ap range mai trend wala indicator use karo gay to aus mai ap ko loss hi ho ga.
    • #3 Collapse

      No dear indicator ki bahot si qismen hoti hai aur ham indicators ko mukhtalif tarah se use krte hain
      Kch indicator lagigin kisam k hote hain jo hamen results to achay dete hain but dair se dete hain aur kch aise indicator hain jo k leading indicators hote hain aur unke results hamen kch khaas nhi milte hain q k wovtrend bnne se oehlay hi signal de dete hain jo k aksar wrong ho jate hain
      • #4 Collapse

        nhi bro hr indicator alg hota hy hr ksi ka signls alg hota hy aj kl bht sy indictrs hn market mn webcites bari pri hn indicatrs sy ye indctrs koi candles ko dkh kr signal deta hy koi suport ya restense ko dkh kr dta hy lkn hr indctrs ky pchy mhnt hoti hy tjrba hota hy apko ksi ik indicators pr trading nhi krni chhy blky ak do indctrs use krny chay agr 2 ky siglns same hn to trust krna chahy agr alg alg hn to nhi krna chahy indicators ky sat kch chzn add krni prti hn phr hum insy sahi fada utha skty hn
        • #5 Collapse

          dear forx m sub indicator past ki market moment ko analyse kar k ap ko future ka andaza deraha hota h lekin sub ak jesy nahi hoty or sub ak jesy kam b nahi kar rahy hoty h lykin maqsad sub ka ak hi h k loss kam ho or profit zyada
          • #6 Collapse

            My dear friend indicator bhot sare kisam ke ho sakte hai in istmal Karke Hum Log accha profit bana sakte hain
            • #7 Collapse

              Dear aisa koi bhi indicator nhi hay jo mustaqbil ki movements show kerta hu kiun kay ager aisa koi indicator hu tu pher tu humay loss hu hi nhi sakta laiken indicator hamesha past ki moving show kertay han is liye humay in per bharosa nhi kerna chayi balkay humay khud chart ko read kerna chayi aor candle stick ki madad say analysis kernay chayi ta kay profit easily earn hu sakay.
              • #8 Collapse

                indicators aik he type ky nahi hoty yai ahmy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy
                • #9 Collapse

                  no dear forex markeet main indicators k sath sath kuch bhi aik jaisa nai hay har ik cheez alag alag hay na koi indicators aik doosray say milta hay aur na ko robots aik doosray say miltay hain na aik din ki markeet doosray din say milti hay aur na next din markeet same move karti hay is main kuch bhi fix nai hay har roz har ik cheez change hoti hay jis say hamain har roz apnay apko change karna hota hay .
                  • #10 Collapse

                    nahi bhai forex main sub he indicators aik jesy nahi hoty hain aalag alag hoty hain jis ka use bhi alag alag hota hai kuj hmain paste ki information dety hain or kuj hmain future ki dety hain sub ki aik he side nahi hoti hai or na he sub k aik jesy use sab alag alag hoty hain or sub ko hmain achi trah se use karna chahye galat indicators se hmain loss ho skta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia seb indicators aik terhan key hain?

                      forex mai indicators hamy market mai enter hoy mai madad dety hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique or legal business ban cuka hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia seb indicators aik terhan key hain?

                        aik jessay tou nahin hotay hen bhai aap ko kis nay yeh keh diya hay , jiss nay bhi aap ko information di hay uc nay ghalt information di hay , indicaters bohot say hen or different qisam kay bhi hen kuch legging hen kuch leading hen matlab kay kafi saaray hen jo use hoty hen un ka basic maqsad or hota hay, yeh woh aor trhamn kay naam aap ko nazar aatay hen aisa tou kuch bhi nahin nazar aata hay aap ko.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia seb indicators aik terhan key hain?

                          forex mai indictors ke bohat se iqsam hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hamy indictors py kabe be 100% itbar nahi karn chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik real or kabe be band na hony wala international business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia seb indicators aik terhan key hain?

                            indicators muktalikf qisam ky hoty hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin hamy in part 100% itbar nahi karna chahey forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X