delay in trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    delay in trade
    kisi bhi waqt agar ap markete main trade k liye entry letyu hain to sub sy pehly ap markete k us pair ko analys karain aur us k trend chek karain agar apko phir bhi koi acha point nahi milta to apko chahye k us waqt intizaar karain aur acha point dekh kar trade start kar dein is sy apko achi earning ho saky gi.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mery dost app nay theek kaha hai jab tak app market ko achy say analysis ker k market main enter naeh hoon gay to pehr tab tak app ko usmain acha profit nahe milay ga app jab bhe jaldi kreain gay app ko us main loss ho ga appko phelay is main achy say achay analysis technical our fundamental kernay hoon gay pher he us main app acha profit earn ker pain gay
    • #3 Collapse

      yes dear mai itefaq kerta hun ap ki bat sy asal mai tareka hi yahi hy tarde kerny ka jo bi expert log hy ya jo bi achy tarder hy wo log kabi bi market mai is terha sy entry nahi lyty hy lazmi pehly wo log us pair ka trend chek kerty hy market ko analysis kerty hy us ko fundamental tareqy sy bi chek kerty hy us ky bad hi un ko pata chalta hy ky hmy kaha sy entry lyni chahiay or hm log safe rahy gy.
      • #4 Collapse

        forex mien jab hum trade kerty hien or es mien aa ker jab wait ker k trade kerty hien to hmain es mein theek say pata chal jata hai k market kya hai or es mien hamain kis tarah say kam kerna ho ga es lye mien forex mein aa ker us waqt he trade open kerta hion jab mujhy conform hota hai k aj market mery haq mien he jaye gi.
        • #5 Collapse

          Aik trade ke bad dosary trade main delay ho bhi jay tu koi itna bara masla nai hai koun ke trade wohi bhtr hoti hai jo apko profit de aisa nai ho ke ap aik waqat main trade zaida open kar lein lekin us per loss hi loss ho aur aisa ho bhi skta hai koun ke jb a ko analysis ka waqat nai mily ga tu definitely trade sahi nai lagy gi is ley trade main delay hona bahat zarori hai
          • #6 Collapse

            G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex trading ma sbr say kam lay g bikul humy market k tamam aanalysis or trend ko check kar phr trade open karni chaya is say hum loss hony k chancs kam hoty han
            • #7 Collapse

              Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager hamy kamyaab trader bunna hai to hamy market ka bareek bene se jaiza lena ho ga tabhi hum market ka sahi tareeqy se jan paye ge ke market ke movement kiss time tabdeel ho ge
              • #8 Collapse

                Re: delay in trade

                forex aik online business hain hamy is mai daily kam karna chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik real business hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: delay in trade

                  Forex trading main kabi bhi trading kernay kay liye jaldi nahi kerna chahye. jab bhi entry leni hoti hay to trader ko chahy kay wo apnay analysis dekhay jo us nay pehlay kiye howay hon aur dobara fresh analysis karay aur dekhay kay kia abi bhi market ki move ka idea wohi a raha hay to phir apni entry ka wait karay aur jab entry point a jaye to entry lay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X