Feeling se always loss and analysis se always profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Feeling se always loss and analysis se always profit
    Dosto agar aap ne profit able trading krni hai to apni feeling oe oe kabhi bhi trade na lia kren aur apne emotions ko always control men rakha kren to tab hi aap successful ho paen ge
    Agar ham feeling ki jaga pe analysis k sath kaam krte hain to ham kafi had tak market men kamyab ho sakte hain so main yahi opnions doon ga k aap always feeling se hat kr analysis pe depends krte huye trade lia kren to yahi aap k liye better hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes you are right dear forex mai ap ko apny emotion per control ka hona bahut hi zarori hota hy ager yi chez ap ky control mai ho tu ap asani ky sath is mai sy kamyab ho sakty hy kiyi ap kabi bi bina feeling ki waja sy trade open nahi kery gy lazmiap pehly market ko analysis kery gy us ky bad hi ap ko market mai sy trade kerny ka sahi maza bi ay ga lehaza ap ko is bat per amal kerna bahut hi zarori hota hy.
    • #3 Collapse

      jab hum forex mein aa ker dar dar ker trade kerty hien to es ka result yeh nalta hai k es mien hamain loss hota hai or jab hum es mien aa ker analysis kerty ien or her cheez ko deeply dakh ker trade open kerty hien to hmain kio bee masla na hota hai or hum es mien bhut earning bee hasil ker lety hien.
      • #4 Collapse

        G bilkul feeling ki base py trading karna loss ki trf ly k jata hy .forex main hamesha apni feeling ko control main rakhna chahy .analysis kr k trade lagana bahut achi bat h jis se profit k chance zeada aur loss k kam hoty hen .always soch smjh k trade lagani chahy jaldi ni karni chahy. Forex main jzbat py control hona bahut zarori hy .have a safe trading.
        • #5 Collapse

          G Dear bilkul sahi bat ki hai apne k forex main kabi b wo shakhs kamyab nahi ho sakta jo apni feelings ko control na karta hoo aur anylis he sab se best hai forex main earn karne k lye forex main learning bahut he aehm kirdaar ada karti hai jitni apki learning strong hogi utni he best skills hungi apki utna he ap asani se market ko anylis kr sako ge
          • #6 Collapse

            yes feeling k oper to app forex main kabhe bhe profit nahe ker sagty hian jab tak app technical our fundamental analysis main expert nahe ho jaty hain tab tak app ko us main kabhe bhe ache earning nahe ho sagti hai app ko us main humesha seikhna ho ga pher jo analysis app ko kahean gay isi ki favour main app ko trade lagana ho gee
            • #7 Collapse

              Dear bilkol feeling sy trading nai hoti bhalky proper analysis k sath hi trading ki jati hay agar ap forex trading mein luck aor feeling ki base py trading karty rahy to kabhe bhe ap experience hasil nai kar sakty aor na hi acha profit hasil kar sakty hain proper analysis karen har tarha sy market ki movement ka jaiza len aor us k bad hi trade open karen
              • #8 Collapse

                yes apna sahi kaha ha ka feelinf sa haisha loss hi hota ha . ku ka . logo trade ko samjhta ha nahi bus forex trade pa apna andasza sa trade set ker lata ha lata ha or bina trade ko analys kia trade kerta ha to loss hi bear kerna perta ha . so logo ko chata hamaisha trade lagna sa pahla forex market ko dakhna kera or or analysis kera phir trade kera taka un ko acha profit ho or investment zyada na hoo .
                • #9 Collapse

                  Aik acha analysis ap ko kamyabi deta hai lekin trade lgany ke bad khwa makha pershani apko aur bhi mayoos kar deti hai is ley kbi bhi kisi ke ke karny ya trade lgany ke bad tention lena besod hota hai jitna soch wechar karna ho wo pehle kar lia Jay tu hi bhtr hota hai
                  • #10 Collapse

                    Asslam o alikam bro ap ki bat thek ha sochne se hume lose hi hota sochne se acha ha k hum analysis ko fallow kr lein technical analysis ur chart ko hume lazmi fallow krna chaiye ye hamre liye sab se acha ur important business ha demo account main hume zada se zada kam krna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Feeling se always loss and analysis se always profit

                      forex mai hum news py trading karty hain is mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Feeling se always loss and analysis se always profit

                        G bilkil feeling se kaam Karen ge market AP ko buaht bura feel karwaye gi agar analysis se kaam karain ge to AP khud ki acha feel karwaye ge is liye bus knowledge gain karain experience gain karain aur practice jitni ho sake utni karain AP ache trader ban Jaye ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Feeling se always loss and analysis se always profit

                          forex main hamesha apni feeling ko control main rakhna chahy .analysis kr k trade lagana bahut achi bat h jis se profit k chance zeada aur loss k kam hoty hen .always soch smjh k trade lagani chahy jaldi ni karni chahy. Forex main jzbat py control hona bahut zarori hy .have a safe trading.
                          • #14 Collapse

                            Re: Feeling se always loss and analysis se always profit

                            forex mai hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorot ko pura kar saky gy forex aik aam business ke niabat bohat acha business hain is mai kam karny ky liye hamy kise office mai jany ke zarorat nahi hote
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Feeling se always loss and analysis se always profit

                              forox mai hamy acha knowledge hasial kar ky analysis ko istamal kar ky trading karne chahey pher he hamy profit mily ga forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy gy lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X