Political uncertainty nay US dollar ko khob kamzor kar deya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Political uncertainty nay US dollar ko khob kamzor kar deya hai?
    Agar recently ap Us dollar ko daikengay tu apko pata chalega k dollar kafe mar ka chuka hai khas kar US stocks bore tara fet chuke hai aor ye sub kuch political issues ki waja say ho raha hai trump iteezamia aor opposition k darmiyan kafe cheezo par deadlock hai jeske waja say market mai dollor weak howa hai USD/ JPY eski best example hai ap osko daik sakte hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother app ko phelay bhe main nay warn kia tha k ye month fundamental hai us man app trade na he lain to better ho ga app diekhain gay k next month k first week k guzarnay k sath he market main sab khuch normal ho jeay ga us main ap ko ache technical base pay trades milain geen our us main pher app ko acha profit milay ga abhe dollar unsertainhity issues waghera chal rahy hain Brexit chal raha hai
    • #3 Collapse

      Dollar ka week hona koi itna barra eshu nhi hai aur main smajhta hoon k usd united states of America ki crunccy hai aur ye kafi had tak down nhi ja sakti hai balke ye kch had tak hi down aaye gi
      Isliye main smajhta hoon jo log usd papair pe trade lete hain ya usd index pe kaam kr rhe hain unhen usd ki trades ko long term k liye sell nhi krna chahiye
      • #4 Collapse

        yeh bat ap ki theek hai k political uncertanity ki waja say dollar up gya hai jis say hamari econmoy ko bhut he zayada dakchka laga hai or hum es mien aa ker bhut pechy rhah chuky hien es lye political halat ko qabu mien rakhna ho ga.
        • #5 Collapse

          yes dear waqi us kafi weak ho chukka hy or yi bi theek hy ky waqi us mai jo masail chal rahy hy un ki waja sy is liya yi sab ho raha hy ager tu bat ki jay ky ap ko kiya kern achhaiay tu mai kehta hun ky ap abi us ko mazeed sell nahi kern awesy chance tu hy ky us weak ho jay ga mazeed laikn mai ap ko batata chaly ky us ik bahut hi strong currency hy ager tu ap is proper analysis ker ky nahi kery gy tu ap ko kafi loss bi ho sakta hy.
          • #6 Collapse

            dear blkl sahi kaha ap ny in politics ki waja sy dollar ko buhat hi zyada nuyqsaan ho raha hai aur sub sy zyada iun sy NY stock ko ho raha hai agar ye issues blkl bhi na hoty to shayad aj dollar ka koi bhi currency muqabla na kar pate lekin aisa huna na mumkin hai.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              G bilkul my dear sir,kisi b mulak k political affairs ka us country ki currency pr bohot ziada asar parta hai.IS ko hm fundamental analysis bolty hain.OR waqei aj kal USD boht weak ja raha hi jis waja se kal Gbp/usd b aik dam 80pips tak up chala gya tha yani k 1.2655 se 1.2725 tak movement hoi thi. Isley hmen technical analysis k sath sath fundamental analysis ko b check krty rahna cahahye.
              • #8 Collapse

                Bro dollar k week hony se itna zeada effect ni jahan tk mre information haii baqi ap senior members se concert kr skty
                 
                • #9 Collapse

                  Dollars abi itna bhi weak nai howa hai lekin yeh bat bhi zain na seen kar lein ke is ke weak hony ke bahr hal chance hein koun ke halat ko agr dekha jay aur phr is ka is tarh pehle strong hona bhi yeh btata hai ke jesay yeh strong howa hai wesay yeh weak bhi ho skta hai
                  • #10 Collapse

                    Bhai kisi bhi mulk me jab political government change hoti tu us wkt market disturb hoti haii r ye natural process haii but tension na lain kuch he dino me sb kuch thek ho jaye ga
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Political uncertainty nay US dollar ko khob kamzor kar deya hai?

                      forex aik online business hain is mai political uncertainty us ky waja sy dollar rate km ho jata hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai apne zarorto ko pura karty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Political uncertainty nay US dollar ko khob kamzor kar deya hai?

                        political uncertainty ke waja sy us dollar weak ho jata hain forex aik online business hain hum is mai kam karty hain to hamy bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain yai aik international business hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X