Trading mai nakami kamyabi ki first step hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai nakami kamyabi ki first step hoti hai?
    Trading mai nakami say apko kabi be gabrana nahe chaheye balkay nakami ko be positive attitude k saat accept karna chaheye q k yahe nakami first step hoti hai kamyabi ki matlab jab ap kesi cheez mai nakam hotay ho tu ap apne nakami k bare mai zaror search karte ho k akhir kiya waja hai k ap nakam hogae jes say apko learning hoti hai aor ik waqt aata hai jab ap kamyabi ki taraf chal partay hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear trading mai loos ap ka learning ka sabab banta hain in s door nahi baghna chaya kiun ka agr in s door bahga gain tu ap kbi learn nahi kr saka gain jab ap ko trading mai loos ho is ko accept karain or sochain kiun loos huwa kia mistake ki ap na trade lagata wakat ka ap ko loos ho gaya or agr loos ho gaya tu kia asa kam kro agli dafs ka loos dobara na ho or ap ko profit hasil ho ya batain ak best trsder mai hoti hai wo loos ka bad apna loos ka mowzna krta hai or dahkta hai ka loos kis waja s huwa or wo weak point jis s loos huwa os ko door krta hai thanks
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Trading mai nakami say apko kabi be gabrana nahe chaheye balkay nakami ko be positive attitude k saat accept karna chaheye q k yahe nakami first step hoti hai kamyabi ki matlab jab ap kesi cheez mai nakam hotay ho tu ap apne nakami k bare mai zaror search karte ho k akhir kiya waja hai k ap nakam hogae jes say apko learning hoti hai aor ik waqt aata hai jab ap kamyabi ki taraf chal partay hai...
      yes ap ne thek bola trading me loss ki waja 1st step hai jo k learning ka hai which mean jtna ziada learning utna ziada apko kamyabi k chances hain so apko chahye k ap learning ko kam na karen balky jab bi time mily ap apni learning barhaty jayen.
      • #4 Collapse

        g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar nakami asal me pihle kuch arse me hota he lekin bad me har kisi ka knowledge me izafa hota he aor phir ja ke ahista ahista kamyabi tak akhir aa hi jata he to is trahan se har koi acha rahe ga bhai
        • #5 Collapse

          Dear agar hum ne ais market mai kaam kia hai aor hum ko ye pata chal gia hai k hum ais mai ye ghalti kar rahy hai jis ki waja se hum ko ais mai loss ho raha hai to aus mai ye hai k hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum apni wo ghalti sahe kar ley kun k ais market mai ye hai k hum jab apni ghaltian sahe karty hai to aus k baad hum ko ais mai profit hona start ho jata hai aor aus k baad hi ais market mai kaam karny ka asal maza aata hai ais liay ais mai loss hony par pareshan na ho.
          • #6 Collapse

            g han dear jab market mein banda enter hota ha tab wo loss he karta ha lekin jab jab acha experience hasil hota ha tab tab wo behtar say behtar hota rehta ha is liye ap forex mein agar lagatar mehnat karty rheen step by step work apko bohat he acha profit dilwa sakta ha or ap kamyab ho kar apni earning hasil kar sakty hein is liye wait krna behtar ha
            • #7 Collapse

              G Bilkul Dear Right Kaha Apne Ke Nakami Se Ghabrana Nai Hy Face Krna Aur Us Nakami Ko Kamyabi Me Badalna Hy Nake Apne Apko Badlein Aur Quit Krlein Jab Enter Hogaye Hain Tu Success Lekr Dum Lena Hy. Nakami Loss Ye Sab Raste Ke Phatar Hain. Nakami Aur Loss Na Ho Sirf Success Ho Tou Maza Kese Talab Kesei Justuzu Kesi Aur Mehnat Kesi. In Sab Ke Sath Hy Tu Maza Hy Challenges Ko Face Karna Aur Phir Kamyab Hna Hy Kamyabi Hy.
              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
              • #8 Collapse

                Dear no doubt hamen nakami ki waja sy na hi stress lena chahiye aor na hi preshan hona chahiye bhalky hamen us sy learning karni chahiye ap ko waja talash karni chahiye bajay is k ap us loss ko ly kar baith jaen loss trading ka hisa hay agar loss ho jata hay to usy accept karen aor aek naye jazby k sath kam karen jahan py ap ko loss hota hay wahi py ap sy smjh k kam karen k profit bhe lena hay
                • #9 Collapse

                  trading mien ager hamain nakami ho jaye to hamain preshan hony ki zarort na hai q k jab hum preshan hoty hien to hum es mien aa ker her dafa earn na ker sakty hien es lye haain loss ko bee muskara ker qabol kerna hota hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Forex main loss to chalta hi rehta hy es dar trading ni chorni cahahy bilky apni us ghlti se seekhna chahy jis waja se loss hua .aur next time us ko ni dhorana chahy.aik dafa AGR loss hi jae to us ko ap strategy se recover karna ki koshash Karen .trading main loss recover karna itna mushkil bhi ni hota bs thori tawajo ki zarorat hot I hy
                    • #11 Collapse

                      G bilkul my dear sir apki bat bilkul theek ha.Nakamiyan hmary hosly barhany ati hain taky hm apni nakamiyon se kuch learn kren or unko improve kren. Tab hi hm successful level ki taraf barh sakty hain.Isley lye hmen kabhi b nakamiyon se darna nai chahye.or successful trader banny k lye try krty rahna chahye.
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda laken ager hum hard work nhi karta ha to per hum ko loss hoga jab hum ko loss hoga to per hum ko apni mistake ka pata chalaga to per hum ko koshesh karaa ga ............
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Agr ap nakam ho gas hain to is se preshAn nahi hona chaheye ,Agr hum nakam ho jaty hy to is she hum kamyabi ka ehsas hota hy ,failure is the pelar of success , nakami he kamyabi ka phla step hy , nakami k bd kamyab hony k koshish k jati hy PhD he humy kamyabi milti hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X