Re: Who quit this business..
kamyabi to wasa dono ka lia ha mara khial ma to aap ki kamyabi ma aap ki luck bhi bht ziada matter karti ha lkn aap ko jo kamyabi luck ki base pa milti ha wo to sirf temporary hti ha lkn jo kamyabi aap ko mhnat karni sa milti ha ya aap ki real kamyabi hti ha wasa bhi jo kamyabi aap ko mhnat sa milti ha is sa aap koo trade ka bara ma acha experience bhi milta ha trading ka bara ma . is lia dono cheezi hi bht ziada matter karti ha lkn phir bhi aap ko luch pa nhi balka hmasha apni mhnat pa depend karna chahiya .
No announcement yet.
تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
03-09-2019, 09:47 AM
Advanced mode Normal mode
30-08-2019, 07:22 PM
Re: Who quit this business..
is forex main sucss hony k liy elearning karni ho gi tab hi hium real main bi trade kar k hi hum sucs ho skaty hain, so hamain market main enter hony say aphly is k bary main planing karni ho ig tab hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain, aur hamain is forex main aida ho saky ga,
is forex main sucss hony k liy elearning karni ho gi tab hi hium real main bi trade kar k hi hum sucs ho skaty hain, so hamain market main enter hony say aphly is k bary main planing karni ho ig tab hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain, aur hamain is forex main aida ho saky ga,
17-06-2017, 10:29 PM
esy traders jen ka expernice or knowledge hony ki waja se trading me loss ho jata hay wo jald es business se quit kar jaty hey forex me loss b part of business hota hay loss se darna nahi chaye
17-06-2017, 08:13 PM
dear ap ne bilkul thik bat ki hai hum mai se kai log hai jo demo par kam karny ko musibat samjhty hai aor direct live account par kam start kar dety hai jis se janb loss ye hota hai k hum ais market mai apna sara capital aurra dety hai aus k baad dekhty rehty hai.
17-06-2017, 03:45 PM
forex man trader ku enter honnay k baad quit kerny ka bilkul nae soochna chahye kun k yahan profit ha ic man koi shuk nae ha ic liye her trader ku hard work kerna chahye earning k iye
17-06-2017, 01:13 PM
Is buisness ko wo log quit krte phle to jin ko smj nhi ati aur traing theek nhi hoti aur luck pe depend kr k bar bar losses krte hy to is wja se tang aa kr is ko quit krne pe razi ho jate h
17-06-2017, 11:40 AM
is bisness ko who hi chor jata hy jo is my kam mhnat krta hy jis ko is my mhnat nai krna ata hy who hi is my kam yab nai hoty hy our who hi is ko chor jaty hy to phr ap is my agar mhnat krty hy to phr ap ko is my chorna nai hota hy our ham ko is my bhot profit milta hy agar ham is my mhnat krty hy to phr is my bhot pasy milty hy par jo is my mhnat nai krty hy who is ko chor jaty hy
17-06-2017, 08:10 AM
wo log forex trading ko choor jaty hain jin ko us karbar main ache guide line nahe milti hai or pher wo loss honay ki wja say us business ko chor dity hain
17-06-2017, 12:46 AM
Jee ap ny sahi likha hai k wo log is ko chorr dety hain jin ko ye business asan lagta hai or wo mehnat nahi karty or jab mehnat nahi karty to unko baar baar loss hota hai or phir wo log trading chor dety hain.
16-06-2017, 11:31 PM
Forex market bohot he mushkil market mai aur iss mai new anay walay ziada tar traders loss honay ke baad iss ko chor jatay hain . ager forex trading mai hard work , mehnat aur phir time laga kar practice na ke jiye tu iss mai nakami he hoti hai iss lye iss ko start karnay say pehlay learning karna acha rehta hai.
loading_messages
load_more