Log forex ko chorna chahte hai par nahe chor pate waja kiya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Log forex ko chorna chahte hai par nahe chor pate waja kiya hai?
    Aise log apko buhot milengay jo kahengay k mai forex ko chorna chahta hun par wo chor nahe pate eski waja kiya hai ap kiya samajte hai k q aisa hota hai maire khyal nai chuke forex ik zabardust online business aor opportunity hai so agar loss be koi karde taab be log esko chor nahe pate q k wo samajte hai k agar osko success mil gaee tu ye oski life settle kar sakte hai..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bht sarai log isko chornaai ka tb he khtai haain jb unko nuqsaan howaa ho recently us k alawa wo yeh baat nhe krtaai haain yeh sirf ak unke jazbate bat hoote haain ..wo isko kbhi bhe nhe choor pata haain q yeh bhtt he profitable bussiness hai jo bhe usko ak baar seekh laita haain wo kabhi bhe isko nhe choorta hai
    • #3 Collapse

      Jo log forex se bahot achi qisam ki earnings le rhe hain wo log kabhi bhi forex ko nhi chor pate hain q k aur koi aisa buisness nhi hai jo hamen forex ki tarah se earnings de sakta ho
      Isliye jo llog forex men apna experience bna lete hain wo forex ko kabhi bhi easly nhi chor pate hain hamen forex pe mehnat krni chahiye aur apna mazeed experience banane ki koshish krni chahiye
      • #4 Collapse

        Dear member forex trading dunia ka sab se behtareen platform hai jis mai dunya k kisi bhi area mai aur kisi bhi time kar sakty hain jo k traditional ya kisi bhi kam mai nai hota to is relaxation ki waja se log is platform ko chorna bhi chahain to nai chor sakty.
        • #5 Collapse

          dera forex business hi bahut kamal ka hy is liya is ko chorna bahut mushkil ho jata hy dollar ka jo lalch hy wo bara hi khaternak hy ap dollar mai earning kerty hy zahir hy wo hamari currency sy bahut strong hy tu ap ko apni zaroriyat pori kerny mai kafi asani ho jati hy or jo log is mai prfit banaty hy wo log tu bahut hi asani ky sath is mai sy earning ker sakty hy per jo loss kerty hy wo log bi is ko chor nahi sakty hy.
          • #6 Collapse

            Dear forex ek aesi feed hai jis main waqt k sath sath apki learning strong hoti jati hai apka experiance barhta jata hai agar ap ek do bar loss karte hain to next learn kar k apko yehi lagta k ab samjh a gyi ab acha tp hasil kar sakta hun lakin phr wohi loss to is business ko proper se sekhen pehle demo pe trading kare ek sal tak uska acha result ae to wohi method rakh k real account main trading karen
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Aise log apko buhot milengay jo kahengay k mai forex ko chorna chahta hun par wo chor nahe pate eski waja kiya hai ap kiya samajte hai k q aisa hota hai maire khyal nai chuke forex ik zabardust online business aor opportunity hai so agar loss be koi karde taab be log esko chor nahe pate q k wo samajte hai k agar osko success mil gaee tu ye oski life settle kar sakte hai..
              bhai iski ak bari waja hai wo ye hai k forex ak bahut profitable kaam jo k har koi manta hai log is me loss karty hain apni khud ki mistakes ki waja se or jab unko realize ho jaye to wo koshish krty hain k wo next time ye na karen mistakes or esy log ak din lazmi kamyab ho jaty hain lekn jo log ak bar loss hony par chor dety hain wo life me kamyab ni hoty qk wo dil k kamzor hoty hain.
              • #8 Collapse

                Well my dear brother forex aik boht hi acha business hai or hm chah kr b isy chor nai paty hain.Qk hmen ye khyal aa hi jata hai k ye to aik business hai or hr business me loss b lazmi hota hai.to agr hmen loss ho gya hai to dobara try krni chahye. Or jin k pass investment b nai hoti wo is forum k bonus se apne forex career ko start kar sakty hain.So,Forex ko leave krna boht hi mushkil kam hai.
                Be Happy With Forex :1f628:
                • #9 Collapse

                  DEAr ap ki bat thek forex trading business mn jo eik bar profit haail kr leta ha wo khabi be forex ko chor nai sakta kew k forex hume acha profit deta ha agr hum is mn zada menat krein gy tu phr hume os ka achai success milti hai hume is mn demo account mn lazmi practice krni chaiye
                  • #10 Collapse

                    yeh bat ap ki theek hai k log forex mien jab aik bar aty hien or un ko es mien aa ker jab earning hasil hoti hai to wo es ko ager chorna bee chahty hien to na chor paty hie q k jab hamain earning hoti hai to her kio earning ko hasil kerna chahta hai or kio bee apni earning ko na chor sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko ak chees sa profit hasil hotee ha to per hum wo chees kabi be nhi chorta ha esleya i think forex sa jis insan ko earning start hotee ha to per wo kabi be forex ko chore nhi sakta ha esleya hum ko hard work karna chaheya takaa hum ko achi earning hogaya.................
                      • #12 Collapse

                        Assalam. O. Aliakum g han bhai yeh to ab ho hi nahii skta ky forex ko chor sky ku k yeh bht e trustable site hai es mn kisi fruad ka andesha nahii hai aur yeh har aam r khaas bndy k lya hai jo apni qabliat se mehnat sr kam wakt mn pht sara earn karskty hein to kon chorna chaiye ga nuqsan to hoty rehty hein but eska yeh mtlb hr giz nai k hum haar maan lein balky humy apni mhnt jari rkhni chaiy...
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Je bilkul sahi kaha apny ager koi Pakistan forex ko chorny ke koshish karta hai to wo ni chor pata iss ke waja Pakistan forex foram jo hamy bonus deta hai jiss se hamy apna paisa invest ni karna parta
                          • #14 Collapse

                            Re: Log forex ko chorna chahte hai par nahe chor pate waja kiya hai?

                            Dear friends apny theek kaha hy k log forex trade ko chorna chahty hn per chor nhe paty q k umeed py dunya kaim hy jo log iss on line bussines k mahir hn or bht ziada earnings b ly rhy hn wh to chorny ka tsawor b nhe krty mager jo log is me loss kr jaty hn wh dishurt zror hoty hn lakin unki aksaryat is sy islye b jori hoti hy k may b aagy ache planning sy wh profit k sath apna loss b pora kr ln is lye wh isy chor nhe paty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Log forex ko chorna chahte hai par nahe chor pate waja kiya hai?

                              asl me ye bat hye ke online me koyi bhe bussines nahi hye jo hum ko ye nazar aaye ke hum loss me ja rahe han ye profit me ye surf and surf forex he hye jab hum trad lagte han to hamri eyes ke samne he loss and profit show hota hye as leye as ko chorna atna asan nahi hye asl me forex traders as ko jante han ke ye real hye loss bhe real hye and profit bhe real hye as ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X