Signals ki haqeqat kia hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals ki haqeqat kia hy?
    mery zati tjrbay ki bat hy ky nai traders ki akseriat forex ki education hasil krny ki bjay jldi jldi trading krna chty hn brokers ky kch esy ashthrat dkh kr wo smjty hn ky waqia hi forex ik esa kam hy ky idr buton dbya udr apky acount mn doller girna strt hojay gy.market analys ky liy knowldge or tjrba drqar hota hy jo hr ksi ky pas nhi hota hy or na hi itna wqt hota hy.in ki asani ky liy profeshniols bey/sell ky signals mhya krty hn jo ksi qimat pr apny clients ky mail ky zriy bjty hn ya groups mn bjty hn.market mn beshumar signals providers hn lkn ye bat mind mn rkhni chahy ky ksi bi signals provider ky signals 100% tkh nhi hoty ksi ky ntaij km ksi ky zada hoty hn.

    kn sy signals provider ki khidmat hasil ki jay?
    iska intkhab itna asan nhi hy kch free signals dety hn lkn kch fee wsol krty hn.intkhab ka acha trika ye hota hy ky signals provider trail ki shohlat dty hn wo use kr ky chk kia ja skta hy.is liy jis sy ap mutamien hn usko join kr skty hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap me bahot hi achi information di hai but main smajhta hoon k ham jo jhud se mehnat kr k apne liye ecexperien aur smiski bnate hain wo hamare liye bahot hi best hoti hain aur ham kafi had tak unki waja se kamyab bhi ho pate hain
    Agar ham other people's pe depends kren ge aur hamen signals milte bhi rhen to ham waqti tor pe to in signals se faida utha sakte hain but ham permanently kabhi bhi aik professional trader nhi bn pate hain
    • #3 Collapse

      Bro bilkul saii kaha apny market fluctuate hoti bhut jaldy jb apko kahain se bhi signal milta haii tu wo 100% accurate ni hota wo b market k sath fluctuate kr Jata so don't blame on signal provider.
      • #4 Collapse

        dear mai signal ky against hun mai kise sy bi signal lyny ky haq mai nahi hun bhaly wo kitan bara hi tarder kiyo na ho ap ko chahaiy ky ap ko us sy signal ki bajay ap us sy learning hasil kr lo wo ziyada behter hy.signal lyny ka jo sab sy bara nukhsan ho ga wo yi ky ap ki is sy learnig bilkul khatm ho jay gi or ap signal ky hi mutaj hoker reh jay gy.
        • #5 Collapse

          Dear member trading mai kisi bhi tarah k signal ki koi value nai hai behtar yehi kaha jata hai k forex trading ko khud samjh k aur seekh k karna chahiye q k signal dainy wala har dafa thek nai ho sakta q k dunya mai koi bhi aisa trader nai hai jis ka trafing records 100% successful ho to behtar hai khud isko seekhain taa k ap dosrun ko bhi is platform k barey trained kar saken taa k wo isse benefits lay saken.
          • #6 Collapse

            dear i think signal ki haqiqat yeh ha k markety mein agar ap ka acha experience hoga or us k bary mein acha knowledge hoga to ap market mein achi information k sath work kar satky hein or ap hasil kar sakty hein behtar signal jab ap khud market ki movement ko samjh jaeyn gay to us ki movement signal ban ja sakti ha ap usko dosto k sath share kar sakty hein or kamyab earning kar sakty hein
            • #7 Collapse

              g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmya he aise signal ki waja se ham kamyab trader ban sakte hen aor jo bhai thread pe achi baten btate hen to un ka bhi shukya bhai jan q ke bhai jan is se hmara experioc barhti he aor ham ache trader bhi ban jate hen
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum kisi sa signal lataa ha to per i think it is dangerious for us because us sa hamara experience nhi hota ha or hum hard work be nhi karta ha esleya hum ko chaheya ka hum apni taraf sa trade start karda takaa hum ko achi earning start ho jayaa to best rahaa ga.................
                • #9 Collapse

                  Re: Signals ki haqeqat kia hy?

                  forex mai hamy signals py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota online ke dunya mai forex aik best business hain yai east wast mai bohat taze sy phla raha hain agar hum forex mai new hain to hamy signals ko ignore karna chahey forex aik real business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals ki haqeqat kia hy?

                    forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky signals ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin new traders ko singles ko ignore kar dena chahey forex aik international business hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X