Double post se kia hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double post se kia hota hai
    Aik thread per 2 bar post karny se post aik hi count hoti hai aur sirf time ho zaia hota hai lehaza aisa na kia jay aur ahleda ahleda thread per post karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamen aik theard pe only aik hi post krni chahiye q k ham aik post se bhi kissi bhi theard ko better reply de sakte hain isliye hamen aik theard pe bhi aik hi reply dena chahiye
    Jab ham aik dafa kissi theard pe post kr rhe hon to hamen uss waqt hi explain k sath aur full of knowledge reply dena chahiye jab ham acha knowledge share kren gevthen hamare liye aik hi post krna kafi ho jay ga
    • #3 Collapse

      Ap es forum par doble post na kray. kyu k douuble post krnay sayt ap forum ki policy ko follow nahi krtay ho. es lye ap es forum mai jo bhe thread post kray tou ap es forum ki policy kay mutabique thread post kray. jis say ap ko forex market mai regular bonuses miley gy.
      • #4 Collapse

        G haan ek thread mn ek e post karni behtr hai kiou kay ek se zaida post krny se forum ki policy demag hojati hain jo k rules k khilaf hein so humy avoide krna chaiye wk wesy b count to ek hi hota hai to tym bhi waste hota hai humara r rules b spoil hoty hein..
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          Dear app thread par ek he post kar sakty hain ager duble post ho jati hai to ye pak forum ky roule ky khlaf hai app ko app ke kuch time mistak chor de jati hai likn ager app duble post ke mistakk bar bar krain gy to app ko spam mail aa jain ga jis main sakhat warning ho ge our app ko post delet karny ka b kha jay ga us ky bad b mistak ke to app ka account band kar dia jai ga es liy dubble posting mat krain
          • #6 Collapse

            Ek Thread par ek post hi karni chahiya kiyon k agar ham ek Thread par ek say ziada post karty hain tu hamy uska koi faida nai ham apni post ko zaya kar dety hain acha thread hu tu us par ek post honi chahiya achi si knowledge full taky bonus acha mily aur like bhi
            • #7 Collapse

              g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke ham tread ko ek hi bar post ka reaply den agar do dete hen to us ka koi hamne bonus nhe milta is se hamara accont be beend ho sakta he to is se bihtar he ham ek bar hi post ka reaply karen to wo acha rahe ga
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha ot per hum ko lot of bounce lana hoga jo hum ko post ka karna sa aytaa ha esleya hum ko chaheya ka hum ak tread pa ak post karaa q ka bakee post ka trade pa hum ko kuch faidia nhi datee ha or ya be khatar hota ha ka hamara account banned ho sakta ha............
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Double post se kia hota hai

                  mery khyal main doulble post koi nahi karta es ka nuqsan say har koi waqaf hay aur ye ziada tar internet speed ki waja say hota hay keh aik he post 2 bar show ho rahi hoti hay agar humay pata lag jaye keh 2 bar show ho gai hay to humay chahiye keh aik post ko delete kar dain kyun keh es trha he hum esmain nuqsan say bach sakty hay aur safe reh sakty hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X