Profit Earn Karnay Kay Liye Scalping Best Method Hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit Earn Karnay Kay Liye Scalping Best Method Hay...
    Assalam-o-alaikum dosto forex trading aik profit wala online business hay aor profit lenay kay liye humay learning kay saat saat achi strategies bhi use kerni chayi ta kay humay maximum profit hasil hu sakay aor ma samjhta hun kay ager hum scalping method say trading kertay hay aor kam say kam pips per earning ki koshish keray tu hum daily base per aik acha bonnus kama saktay hay laiken lalcuh nhi kerni aor trend kay opposite trading nhi kerni warna loss bhi mumkin hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jahan tak mere opnions hain to scalping ko ham kissi bhi tarah se profit able method nhi keh ssakte hain q k scalping se hamen profit kam aur loss ziada ho sakta hai isliye hamen apne account pe scalping se bachna chahiye
    Ham scalping k doran big lots ko use kr k trade le rhe hote hain jiski waja se ham aksar hi loss men challe jate hain jo k recover able bhi nhi hota hai
    Hamen chahiye k ham scalping na krne balke inter a day trading kia kren yahi hamare liye trading ka best way ho sakti hai aur issi tarah se ham best trading kr sakte hain
    • #3 Collapse

      Dear method sary hi sahe hai bas agar hum koi bhi aik system pakar ley aor aus par kaam kary to aus mai ye hai k hum ko ais mai mehnat karni parti hai aor aus k rules bana k kaam karna parta hai jaisy hum ne agar scalping karni hai to aus k liay aik plan ho ga k kaisy entry leni hai aor kon sa pair use karna hai ye sari baaty phly decide ki jati hai aor aus k baad ais k hisab se kaam kia jata hai aor faida authaya jata hai.
      • #4 Collapse

        dear ager tu ap ky pas knowledge achi hy tu ap ko phr scalping kerny mai koi harj nahi hy ap ker sakty hy per us mai bi ap ko choti lot hi use kerni chahiya yi na ho ky ap ky pas koi achi si scalping ki strategy a gai hy tu ap ik dim mai hi ameer banay ky chaker mai perty hy or bari lot lagaty hy tu loss bi ho sakta hy is market ko ap kabi bi 100 % nahi keh sakty hy.
        • #5 Collapse

          Dear main smjhta hon k hamen scalping nai karni chahiye hamen long term trading py tawajo deni chahiye scalping karny sy ap ko expeience nai ho sakta ap profit to thora bahut earn kar len gy laikin main cheez hay forex mein experience aor skills aor wo ham scalping kar k kabhe bhe hasil nai kar sakty long term trading sy profit bhe acha hota hay skills aor experience bhe milta hay is liye long term trading ko tarjeeh den scalping ki bajay
          • #6 Collapse

            G forex trading aik acha business hy aur profitable bhi hy lakin profit tab hi ho ga jab hum forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil karain gay aur scalping forex trading business mein aik strategy hy scalping wo log hi kar saktay han jo forex trading business mein buht ziada knewledge aur experience hasil hota hy aur agr new trader scalping kartay han tu in ko loss ziada hota hy ki scalping k liye lot size ziada use kartay han market mein in hoty han is k liye experience knewledge ziada hona cahaiye nhi tu scalping se account wash ho jata hy
            • #7 Collapse

              scalping yane short cut method sy kam karny walo ke forex mai koi jaga nahi hain jo is traha sy kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ho cuka hain or yai kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Scalping ko karne k liye lot size ziada use kiya jata hy aur kam pip ka profit earn kar k market se out hona hota hy aur scalping new trader k liye theek nhi hy kiok scalping karne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur agr new trader scalping kartay han tu un ko ziada loss bhi ho sakta hy aur ziada knewledge aur experience waly log hi kar saktay han
                • #9 Collapse

                  scalping kerna her trader k bus ka kaam nae ha. scalping k liye trader kay pas balance buhut zyada honna chahye ta k pechli trades ka loss bhi recover hu sakay or new trades man bhi profit earn hu sakay.
                  • #10 Collapse

                    bilkul apki bat thek ha k hum scalping k through sary din may ek handsome earning kar skty hain agr hum zayada laluch na karain to jab b hmain apni trade may thory say b pips mil rahy hon hmain trade close kar leni chaiy or new trade ka analysis kar k entry leni chahiy.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein scalping se agr ziada profit hasil kar saktay han tu loss bhi ziada hota hy kiok scalping k liye lot size ziada use kiya jata hy aur scalping ko har koi nhi kar sakta hy aur new trader ko scalping nhi karni cahaiye kiok scalping ko karne k liye ziada knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hy aur loss ho sakta hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear forex trading main markeet ke moment kab chang ho jay es ka pata nhi chalta es liy scalping methed use krna khtra ban sakta hai ku ky scalping mai lot size barh jati hai ji sy ham zaida profit leny k liy use karty hai likn aher markeet ke moment chang ho jay to app ko profit ke jaga loss ho sakta hai
                        or ye loss big b ho sakta hai jo app ny socha b nhi ho ga es liy kabi b scalping mathed use na krain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X