Waqat ke sath trading main bhtri a jati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqat ke sath trading main bhtri a jati hai
    Waqat ke sath logon ko sekhny ka moqa milta hai jis per bhtr hony kI tawaqo rakhi ja skti hai agr aisa na ho tu phr trading per aur zaida mehnat ki zarorat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamen trading men kamyabi k liye a lot of time chahiye hota hai ham kam waqt men kamyab nhi ho pate hain hamen kamyabi k liye zaruri hai k ham alot of time oracprac kren jab ham achi practice kr lete hain tab hi ham kamyab ho pate hain jab tak ham achi practice krte hain
    • #3 Collapse

      zahir hy janab wo kehty hy na ky waqt ap ko bahut kuch sekha dyat ahy is forex mai koi bi 1 ya 3 mah ky ander trader nahi ban sakta hy lazmi pehly wo is ko sekhata hy phr is ki pracrice kerta hy phr is mai kam kerta hy or yi sab kerty kerty 1 sal lahg jata hy tab ja ker us ko is ki samj ati hy or wo profit bananta hy is liyais ko jitna time dy gy yi ap ko utna hi profit dy gi.
      • #4 Collapse

        Dear aap bilkul thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online international bussniss hay jo k aak bhot he difficult aur different tarha ka bussniss hay iss bussniss ko samjana k laya bhot time ki zarrorat hoti hay jo trader gorex trading start kartay hain start main un ko bhot problem face karna pharta hay lakan jasay jasay forex main time guzartay hain wasay wasay aap khuch na khuch trading main bahtry lay aatay hain
        • #5 Collapse

          Jee bhai main aapki baat se agree krta hoon hamein chahiye hum daily routine bana lein us waqt sirf forex trading pe work krein,regular work krny se hamary knowledge aur experience mein izafa hoga kuch log aisy hoty hein jo kabhi kabhi work krty hein aur un k account mein itna balance nahi hota kabhi kabhi work krny se trading mein behtri nahi aati iski regular practice krni chahiye phir trading mein behtri aati hai.
          • #6 Collapse

            janab sai keh rahay hain ap waqt kai sath sath duniya ka koi bhi kaam ho us main behtri aur nikhar aa hi jata hai lakin agar us kaam ko lagan aur mehnat say kiya jaye agar hum mehnat bhi na karain aur us kam main result mangay tu yeh ziyadati ho ki us kam say aur yeh tu phir aik volatile market hai forex trading.
            • #7 Collapse

              g han dear waqat k sath sath trading mein bohat he achi behtrai a jati ha is liye ap is mein behtar trading krna chahty hein or ap apny experience or knowledge ko or behtar kareen market mein enter houn kar forum py acha work kareen phir ap ahista ahista achy trader ban sakty hein
              • #8 Collapse

                hanji dear asa he hai jitna ziada app markeet k sath time pas karty hain hamra expereince utna he gain hota jata hai kyon k ham nay markeet ki har halat ko daikhna hota hai jiss say app ko ziada expereince ho jaata hai iss lieay app ko forex main har time practice karty rhna chhaieay aur kuch na kuch zror new sekhty rehna chahieay.
                • #9 Collapse

                  trading aysi chiz ha ju trader ku waqt k sath sath improvement daiti ha. aik din man ya aik week man trader ku profit nae daiti. waqt k sath sath ku day night work kerta ha oc ki earning man bhi izafa hota ha.
                  • #10 Collapse

                    g bilkul apki bat tkh hy wqt ky sat sat experinse ho jata hy koi b bissnes ho forex ho teaching ho doctri ho experinse ahssta ahsta e hota hy forex b esy e hy jesy dusry bissnes is mn b mhnt ki zroty hy or is mn to 6mnth ya 1 sal lg jta hy iski smj e nhi ati or iski demo practise km az 6mnth hoti hy forex krny ky sat sat isko learning b sat rkhna chahy idr udr net sy jhan sy forex sy relted knowldge mily hasil krna chahy or apny skills brhany chhay
                    • #11 Collapse

                      G brother apki bat thek hay jesy jesy hum tradeing main thora waqat lagty hain to humy tradeing ki achi samaj any lagi hay or experience be barta hay to hum waqat ky sath sath es business main expert ban jaty hain
                      All The Best Dear Friends
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jaan ap ne hek hi farmay hai kee as forex main wakat kee sath sath hi tarding main bhi bihtary a jaty hai as liy ham ko as main maihnta kaqrna chahiy hai thek hai bhai jaan
                         
                        • #13 Collapse

                          Asalamualikum hnji sai bat hy waqat k sat bhtri aa hi jati hy.....
                          Wasay ager ap is kam ko waqat detay hn... to ap is kam mn mazeed behter ho sktay ho...
                          • #14 Collapse

                            g han apki bat shai hai forex trading main insan main trading expiernce waqt k sath sath barhta rahta hai es liye hmain es chze ki tension nahi leni chahye k hmain expiernce nahi mil raha hai or hum kuj sikh nahi pa rahy hain tu aysa nahi hota hai hmain apni trading main ahista ahista bahtri ati rahti hai or hum apni trading main boht kuj sikhty bhi rahty hain laken ahista ahista
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han waqt ka sath sath humey pakistan forex trading main bhatri ati hai q kay agar hum forex trading par trade karry jarty hai to phir humey ahista ahista trading ke bary main malomat hoti rahti hai or is main experience be hoty jaty hai. Agar hum achi trade karyn gan to phir hum prifit be kama saky gan or achy se forex ko be use kar saky gan.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X