Ap ki bardasht he trading mn success ki bunyad hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han bhai ap ki bat bilkul sahe hai k trader ki patince he asal mn trading market mn kamyabi ki asal base hai aor ager tradermn patiance ni joga tukbi kamyab ni ho suky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ji haan aap ne bilkul theek Kaha hum log Forex mein jab trade lagate hai to hum logon ko itna zyada sabar karte Hain hum logo ko uska utna zyada fayda hota hai aur agar hum log koi jaldbazi karte Hain to hum logon ko usse zyada nuksaan bardasht karna padta hai...
      • #18 Collapse

        g haan bhai jaan ap bnee thek hi farmaya hai kee as forex tarding main hmary bardasht bhi as main haqm ko success delata hai thek hai bhai jaan as main ham ko aesa hi karna cahhiy hai
        • #19 Collapse

          Aslamoalikun dears friends.........
          G bhai mn ap ki bt sy agree hon bilkul hm forex trading mn bardasht hona bohat he zasrori ha kiyon kay forex bary dil
          walon ka kam ha or is mein kam dil waly work na kareen to behtar ha is liye ap forex mein bara dil rakh kar work kareen kiyon k is mein loss bhe hota ha or wesy to har business mein hota ha lekin is mein kuch second mein acha profit or loss bhe ho sakta ha is liye sabar rakh kar work krna behtar ha
          • #20 Collapse

            G han wesy to humy har kaam mn hosla mnfi r bardsht saber ka mozahra krna chaiye jb hum hyoer jo jaty hein choti choti batou mn yo hum bht bhari nuqsan kar lety hein apns jo ky theak nahii hota hsi esltra forex and trafing mn bardsht key gai kamyabhi kii yeh nahi ky humy kui loss hoa to hum esko bura bhla kehny lg pary yeh theak baat nahii h ager yahii hum brdsht krjaein saber jrein to ajj nuwsan hua h kal faida bhi hoga aor achy trafers ka yahin see pta chlta hai nd svar r bardasht se he achy traders bana ja skta hsi..
            Mehnat Me Azmat hai
            • #21 Collapse

              Forex market main bardasht aur hoslay ko lay ker hi trader kamayab ho sakta hay. Trader ko chahye kay trading kay doran kabi bhi apna himmat aur hosla nay choray jo us ki trading principle hain un per amal karay aur ager loss bhi ho jata hay to us ko baradasht keray aur emotional na ho jay. Trading main har trade ka hi positive hona zarori nahi hay. is main dekha ye jata hay kay jo loss hit ho wo kam say kam aur profit main ager koe trade ho to wo zayada say zayada profit gain karay.
              • #22 Collapse

                forex market me kam karne ke liye dil ka mazboot hona zarori hai q ke is me market ki chal apko dara sakti hai q ke jub b ap market me in hote ho tu ya tu market apke haq me jati hai ya phr against dono side per jane se apke dil ko kuch kuch hona start ho jata hai agr lose ho jaye tu phr tu dil doob sa jata hai lahaza mazboot irade se aye lose se gabrana nahi profit b ho ga lose ke bad.
                • #23 Collapse

                  g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or maina pki abt se sehmat krta hun forex trading main apk emetions bhi apk loss hony k a sabab banty hain tu es liye apny emotios par control rakhty howe rading karen ta k apko loss na ho or ap apni trading main acha proft eran karny like trading kar skaen or yah ap k saber par depend hota hai sub kuj
                  • #24 Collapse

                    Re: Ap ki bardasht he trading mn success ki bunyad hai ?

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy saber karne chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Ap ki bardasht he trading mn success ki bunyad hai ?

                      Patience is a key to success agar ham mai sabar aor bardasht nae hai to ham forex trading mai successful nae ho saktay trading mai patient ho k trading karna parta hai aor jo members apni trade lgaanay k bad foran yeh soachna start kar dain k loss ho jaye ga trade opposite move kar rhi hai is ka anjaam acha nae hoga jab yeh baatein soachna k ap apni trade loss mai hi close kar do gay ya profit honay p patience ko chor do gay ap kbi b kamyaabi nae jo saktay kuen k forex trading ka asool hai k agar trading mai jald baazi ki jaye to loss hi hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X