Ap ki bardasht he trading mn success ki bunyad hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ki bardasht he trading mn success ki bunyad hai ?
    Dear members forex trading market mn koi bhe trader kbi bhe kamyab ni ho sukta jb tak trader mn hosla aor bardasht ni hoga trader ko kamyab honey k liay hosly sy aor bardasht sy trade krni chahy aor wait krna chahy ager trade loss mn chali jay tu hosla aor bardasht rakhni chahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan ap nay bht khoobkaha hmri brdasht sy hee forex mein kamyabi ki asal wajah hy ic mein agerr dekhaa jayee tou bht sy nayee anay walay treders ice zaror guzarty hein jese hee nuqsaan hjata hy uc kay bd uc kou cover krnee ki koshish karty hein jou kay bger ksianlysis kay hoti hy aur hmri aik bdii ghlti bhi hoti hy jou kay hmaraa nuqsaan karati hy
    • #3 Collapse

      bilkul theek bat hy dear waqi jis ky ander saber mojood hy ap daikhy gy ky aisy log hi forex mai bahut jaldi hi kamyab ho jaty hy sirf yahi ik waja hoti hy jo log trade lagany mai bi jaldi kerty hy or trade ko band kerny mai bi jaldi kerty hy wo log ziyada ter loss ka hi samna kerty hy is mai 2 hi main chezy hy ik tu saber or 2 sra lalch sy dori.
      • #4 Collapse

        Brother main aap ki baat sa agree karta hoon aap bilkul thek kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karo us main aap ko success hasil karna k laya hosala aur bardasht sa kam lana parta hay same issi tarha instaforex trading main be jo k aak different tarha ka bussniss hay iss bussniss main success hasil karna k laya bhot zayada hosaly aur bardasht ki zarrorat hay kyun k forex trading main lose hona ka chance bhot zayada hota hay
        • #5 Collapse

          g janab ap nay sahi kaha hai patience is market main buhat aham role ada kar rahi hai tu humay chahiyay kai is market main sabar ka daman hath say na janay dain aur koshish karay kai jitni tahamul say trading kar saktay hain karain. sabar kai sath sath humay apni greediness per bhi control karna ho ga agar kamyab hona chahtay hain.
          • #6 Collapse

            G Dear sahi bat kahi apne is feed main bardash k sath sath sabar b bahut zarori hai kiun k is feed main kabi kabi jalbazi b bahut se faisle ghalt karwati aur aksar loss ho jata jis ki wja se sara din loss hota hai hamesha apni pehli trade soch samjh kar sabar k sath sahi trend main lagani chahiye ta k pehli trade main he acha profit mil jai
            • #7 Collapse

              my dear friend Sneham Itna jaldi bana sakte hain Agar Hum Log advocate Hi To Hai Hum Dono ko fayda hota hai is
              • #8 Collapse

                g apki bat tkh hy forex trading mn dil chahy hosla chahy is mn woi log kmyab hn jo hosla rkhty hn kio is mn chahy to apko ik mint loss hoajy ya apka acount wash hojay tbi ap kmyab ho skty hn jb apky ps hosla or sbr hoga kio ky is mn apko bht jldi profit or loss hojta hy logg profit to bht khusi sy lty hn agr loss hojay to phr modd off hojta hy forex ko glt khty hn frod khty hn is liy chahy isko proper sikhn phr e kmyabi mil skti hy or hosla hona chahy
                • #9 Collapse

                  100% ap nay suchi bat ki hai forex aik asa business hai jis main har insan ko loss hota hai aur age wo himat har jay aur bardasht na kary loss tu us ki mehnat zaya jati hai aur ager wo lagatar iss main mehnat aur hard work karta rahy tu wo aik na aik din zror kamyab ho jata hai iss leay ham ko loss bhe bardasht karna parta hai tu uss k lieay appko fiker nahi karni chahieay.
                  • #10 Collapse

                    gee han dear forex mein bardasht hona bohat he zasrori ha kiyon kay forex bary dil walon ka kam ha or is mein kam dil waly work na kareen to behtar ha is liye ap forex mein bara dil rakh kar work kareen kiyon k is mein loss bhe hota ha or wesy to har business mein hota ha lekin is mein kuch second mein acha profit or loss bhe ho sakta ha is liye sabar rakh kar work krna behtar ha
                    • #11 Collapse

                      g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he is me wo trader kamyab ho sakta he jis me bardasht aor hosla ho lekin ye kam ek aam admi ka nhe he ye wo kar sakta he jo pak forex ko achi tarhan smajhta he he aor del se join kar raha he wo bhi kamyab ho ga forex me
                      • #12 Collapse

                        Dear sab se phaly kam hi yahi ha is mn hune is mn aabra se kam krna chaiye jo log jald bazi se kam krte hei wo khabi be is business mn success hasil nai kr sakte hein agr hume dora sa be profit ho tu os ko hume phaly withdrawal kr kena chaiye phr next trading krni chaiye kuch log profit hasil kr key phr trading shoro krte hein esa nai krna chaiye market ka kuch barosa nai ha is liye hume lalach se door rehna chaiye
                        • #13 Collapse

                          ji bilkul thek kaha k bardasht successs ka raaz hay lekin bardasht ki bhi ek had hoti hay k ab yahan sy neechy loss nai hona chhaiye wahan ja k deal cancel karna e parti hay
                          • #14 Collapse

                            Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko patience sa kam krna ke zrorat hoti hai kiun ka forex ak bahut risky business hai us main kamzor dil bnda kam nea kr sakta han forex main kam krna ka lya bra dil ke zrorat hoti hai hamain forex trading ko patience ka sath krna chaya phr he ham kamyab ho sakta han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes main aapki baat say agreee karti ho forex main koi b 100% kamyab nhe ho skta hain forex main kamyabi k liye apko bhot mehnat karni hoti hain forex main asa koi b nhe hian k 100% kamyab ho bhot say trader hain achy achy trader accoutn wash kar dete hain qk stop loss kafi log use b nhe karte hain thora say stop loss hit acha hain account wash hone say forex mian kamyabi itni hain he hain k aap daily ka apna terget pura kar skte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X