Forex main trend ki direction kaa Andaza kaisay lagaia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main trend ki direction kaa Andaza kaisay lagaia jay
    Forex trading main trading kartay waqat hamain chiay kay aik to trend ki direction anadaza lagana ana chiay.
    Hamain chiay kay trading kartay waqat ham trend ka andaza laganay kay liay macd indicator use karain.
    Kiun kay jab ham macd use kartay hain.
    To us main different type ki setting karain. Or us main macd indicator ki convergence or divergence per trend change or resume ki direction milti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar hum market ke direction ka andaza laga chatey hain to hamy indicator ko use karna chahey or hamy news ko be daily dahkna chahey forex aik international business hain agar hum sy is mai kam karty howe hum sy loi galti ho jy to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota yai kabe be band na hony wala business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      brother forex main market trend find out kernay kay bohat say tareekay hain aap simply trend line bhi use ker sektay hain chaahain to moving averages use kker lain ya phir Parabolic SAR use ker lain aap her cheez kay zariye trend findout ker sektay hain

      اب آن لائن

      Working...
      X