Take profit lagany ky fwaid
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit lagany ky fwaid
    Dear friends
    Jab hum trade lagaty waqt stop loss aur take profit lagaty hain to stop loss hamary capital to safe rakhta hai aur take frofit hmary profit ko.
    Jab ap ka ka take profit laga hota hai aur ap offline hoty hain to market ky reverse per ap ka profit safe ho jata hai.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    take profit lgany k faida ye hota haik app 24 hour tu markeet main beth nhai sakty hain is lieay jab app out hoty hain markeet say tu app ka take profit aker hit ho jata hai uss price par iss lieay app ko tak profit lazmi use karna chahieay phir he app aik achy trader ban skaty hain.
    • #3 Collapse

      jis waqt hum take profit lagaty hain to is sy humy ye faida hota hai k markete ki movment aik had tak buy jata hai aur us waqt k baad jab wo kuch movment jaha tak hum ny apna stop lose lagay hota hai markete main j trade hum ny lagay hua hota hai wo cancel ho jati hai.
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Dear take profit ky boht faidy hai sab sy pehly jab app markeet ko watch nhi kar rahy hoty to us waqat app ka tak profit app ko app ka profit ly kar deta hai our app ko profit me ek limit mil jati hai jis sy app laluch sy bach jaty hain our kabi kbar market tez moment main up ja kar down ho jati hai jis main app ko trade close karna mushkil ho jata hai to us waqt take profit atou close ho jati hai jis sy app ko sahi profit mil jata hai
        • #5 Collapse

          take profit ko kam karty howe zaror use karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai take profit ka bohat faida hain or is ko bohat ahmeyt hasial hain forex aik international business hain yai students ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahci earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma take profit ka option ko use karna start karda q ka ager hum es option ko use karta ha to per hum ko ak limit ma profit hotee ha or es sa hamara greed be control hota ha esleya i think it is better for us ..............
            • #7 Collapse

              Humain stop loss k sath take profit lazmi lagana chahe take profit ek order hota he jo makhsos level k profit pr pohnch kr trade close kr deta he is se ye faida hota he kah hum hr waqt market ko follow nahi kr sakte take profit aap ki gair majoodgi main bhi trading k risk factor ko kam karta he oar aap ko loss se bachata he
              • #8 Collapse

                g bilkul jab hum take profit lagata hn trade krta howa to is sa huma kafi faida hasil hota ha jis sa hamra profit safe rahta ha isi trah ager hum stop loss ko lagata han to wo bhi hamara loss ko kam rakhna mn madad krta ha jis sa hamara capital kuch na kuch safe rahta ha.
                • #9 Collapse

                  Bhai jaan take profit lagany ka maqsad ye hai ky ap ka profit safe ho jaye. Hum akser trade lagaty hain aur take profit nai lagaty to jab hamein profit hona shoro hota hai to take profit na hony ki wajah se market wapis jati hai to hum trade band nai ker paty to apna profit bhi gawa bethty hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Market Mein kaam karne ke liye Hamare Pas positive planning wale methods available hote hain thik methods, utilised kar sakte hain working experience planning karaoke business develop kar sakte hai nationalism apne business ko Apne kaam ko samjhenge score Karenge Hum Yaadon Se Zyada Sunny ke sath working Karke apne aap ko apne business ko Aage Ki Taraf Le Jayenge Aur Main kabhi bhi Jhukta Nahi Hota Hoga Na Jayega
                    • #11 Collapse

                      dear ham jantay hain k sab say pehlay hamain forex ki bunyadi knowledge k baray main bataya jata hay aur in bunyadi baaton main say forex main hay take profit ka lagana take profit k laganay k bahut saray fawaid hain agar hamara take profit na laga ho to hamar account hamaray targets ko touch kartay he opposit move kar sakta hay aur hamain bahut sara bhaari lose bhi ho sakta hay hamara profit bhi gaya aur ulta hamain mazeed lose bhi ho sakta hay so hamain order kagatay he take profit ko must lagana chaye.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                        Dear friends
                        Jab hum trade lagaty waqt stop loss aur take profit lagaty hain to stop loss hamary capital to safe rakhta hai aur take frofit hmary profit ko.
                        Jab ap ka ka take profit laga hota hai aur ap offline hoty hain to market ky reverse per ap ka profit safe ho jata hai.
                        take profit lagan k kafi benefits hain jo k shayed ak post me bata pana mumkin nai lekin ak common sa faida zaror ho jo me bata don wo ye hai k ager incase ap k light chali jati hai or ap k pass koi dosra way nai hai trade close krny ka toh take profit esy me apko bahut faida deta hai apki trade khud hi close ho jati hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bhai koshish yehi kare k jitna ho sake utna sambhal kar forex me kam kare ku k ye ek esa business he jis me ap ko bohat experience hasil karna parta he phir ja kar ap ek ache trader bante hen or is k liye ko thora time to lagh hi jay ga lekin agar ap ache trader bannana chahte he to ap ko apna time forex me dena ho ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X