Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?
    Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan sirf aon logo k leye hai jesko na tu forex ki knowledge hai aor na kesi kisam ki koi khas trading experience so aise log forex ko tu join kar laite hai par koi khas lamyabi hasil nahe kar pate lekan wo log jeskay pas ache knowledge aor experience ho wo es business say ache khase earning kar rahe hai aor esko enjoy kar rahe hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear me samjta hon key Forex business me bilkul be nuksan nahi hay agar market condition ko samjny ka expernice ho jaye to es business me faida hi faida hay aur es me professional traders ki tarha trading me loss nahi ho saky ga.
    • #3 Collapse

      g apki bat tkh hy forex trading ik bht acha or muskil or riski bissnes is mn nkami ki kch wjo hat hn jis pr amal na krny ki wja sy hum is mn nkam hoty hn or hmara loss hota rhta hy ye wjo hat knsi hn mn thora explian krny ki kosis krta hn.

      1.displne ka khyl na rkhna
      2.moneymngemnt use na krna
      3.ksi ik stragty pr kam na krna
      4.over tradig krna
      5.analys na krna
      6.jldi krna wait na krna

      ye wo zrori chezn hn jis pr amal kr ky hum loss sy bch skty hn ye bht zrori chzn hn inko use krna chahy
      • #4 Collapse

        G my dear you are right. Forex me sirf wohi log nuqsan krty hain jo isy overnight rich hony ka secret smjh k join krty hain or market ko smjhy bina bs uski direction or movement ko daikh k trading krty hain.Ye boht wrong trika hai. Ye aik big business hai or duniya k professional traders ye business kr rahy hain qk ye aik professional tor pr learn kr k start krne wala business hai.So,agr kisi ko is me successful hona hai to usy is me hard work kr k or pori tyari kr k hi enter hona chaeye yani good knowledge and experience k sath.Tab hi wo nuqsanat se bach skty hain.
        • #5 Collapse

          forex trading main nuksan bhi hai laken s k sath sath fida bhi hai or nuksan un logun ko zeyda hota hai jo tradinga k aknowledge nahi rakhty hain or wo apni trading main loss ko face karty hain es liyeaghr hmain apni tading main loss ka factor kam karna hai tu hmain trading ki grip ko strong karna hoga tab humari trading main loss he loss nahi rahy ga
          • #6 Collapse

            G friend ap bilkul thk kah rahy han k trading ma bilkul b nuqsan ni ha bilky is ma humy profit b hota ha or loss b loss is lea hota ha k hum knowledge ni rakhty han Humy pora trading ma knowledge rakhna chaya phr humy kabi b nuqsan ni ho ga
            • #7 Collapse

              Dear forex aik profit wala business hy. Yahan nuqsan un ka hi hota hy Jo es ko smjhy baghair hi strart karty hen. Agr yeh smjhen k bas invest kar dia ab profit shuru ho jae ga to esa bilkul ni hy. Es k leay kafi mehnat uar practice ki zarorat hy.Agr tawajo aur interest se Karen gy zaror kamyab hon gy. Risky zaror hy but agr knowledge gain kar lein to phr profit hi profit.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hamy daily demo account mai practice karne chahey forex mai hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi galti ho jy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach jaty hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                    Dear forex trading acha business hay laiken ye aisa bhi nhi hay kay jis ma banda rato raat ameer ban jaye aor kuch log forex ko aisa hi samjhtay han kay kay bas join kernay kay baad hum ameer hu jayn jiski waja say wo na tu iska knowledge hasil kertay han aor na hi experience aor pher jab without analysis trade open kertay han tu unko loss hu jata hay laiken jo trader iska mukammal knowledge aor experience hasil ker kay analysis ki base order place kertay han unko hamesha profit hi huta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                      G daer ap ki bt thk ha jo log acha knowledge experience ni rakhty wo loss krty haen q k koi bhi business jis k ap achy business man ni bn jaty ap us ko samjh ni sakty tu phr experience na hony ki waja se ap ko loss hota ha es lye hamaen forex ko bhi proper business samjhna chaye aur es ki proper training laini chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                        dear forex main nuksan un logon ko hota hai jin k pas expereince kam hota hai iss leay hmain forex ko achi tra say sekh laina chaheay phir he is main investment karni chaheay kyon forex main looser ki tadad issi leay ziada hai wo bgair expereince k forex main entr ho jaty hain jiss say unhain nuksan uthana parta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                          Dear ap ki baat ache hy forex treding me nuqsan hota hy likan fayda bhe hy nuqsan to un k ley hy jin ko forex k bary knowldgs ni or jin ko is bary thek se malomaat ni hy to lehaza phly forex ki maloomaat bhot zarore hy nuqsan se bachny k ley
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                            forex trading main nuqsan un logo ka hai jo jaldbazeee karty hai or un ko hota hai jin ka experience nai hota to insan ko chahyeee k pehly is ko learn kary or is main experience banay jb forex trading main experience hojay to insan ko is main faida he faida hai or admiii ghar bethay is main kafiii earning kar sakta hai. sp insan ko chahyeee k tasaleee sy ye kam kary and is ko seekhy to is main us ko nuqsan ka samna bilkul nai karna pary ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai nuqsaan he nuqsaan q hai?

                              forex trading mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamara account wash ho jata hain i smai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X