forex main learn from your mistakes......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main learn from your mistakes......
    aoa dear hum log forex pa kam krty hway kbhi na kbhi koi na koi mstake kr lety han tu hamen us sa jazbati ho kr koi galt fisla ni krna chiya blky hamen us sa seekh kr usy futur main apny fida k liya istmal krna chiya aor apni us galti sa hony wly nuksaan ko futur main apny fida main tabdeel krna chiya....what you think..?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapne bilkul sahi kaha ke Hame Forex trading Main Apni galtiyo se sikhna chahiye Jo log apni galtiyo se nahi sakte ho kamyabi nahi hote aur baar baar Usi Galti ko Dur Rehte Rehte Hain isliye mistake ko kam karne ke liye isliye mistake ko kam karne ke liye galtiyo se sikhna chahiye
    • #3 Collapse

      Waalikum assalam.
      Dear ap ki bat sahi hy dear ap ny achi bat ki hy mistakes ko humein smajhna chahiye aur un mistakes ko set karna chahiye humein bilkul ap ki bat sahi hy har trader sy mistakes hoti hein lekin un mistakes ko set karny wala trader trader kehlata hy
      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
      • #4 Collapse

        G han bhai jb tak trader apni mistake ko smjh k un sy sahe lesson hasil ni lr sukty tab tak kamyab ni ho sukta koi bhe trader forex market mn as liay jb bhe ap ko loss ho tu apni mistake ko accept krna chahy aor apni mistake sy seekhna chahy
        • #5 Collapse

          Forex market me traders agar mistakes ho jati hey to (learn from own mistakes) se apni weakness ko bahot zeyda had tak door kia ja sakta hay, ye bahot hi achi learning es time sabit hogi jab ham apny har mistake ko control karny me kamyab ho jaye gey.
          • #6 Collapse

            mistakes training Mein hoti rehti hai dear Forex trading members clever or intelligent Forex trader wohi hai jo apni Galti mujse speaker subba hasitle Kare aur unko repeat Na Kare Forex trading member aap ko apni mistakes ko identify karte huye note on karna chahiye trading journal main unko nose Karke aap ko Dobara se apni Galti nahi karna chahiye
            • #7 Collapse

              G bhai forex main wohi kamyaab hota hai jo waqt k sath sath apni mistakes se sekhta rahe aur learning pe mehnat kare aur apni skills ko improve kare forex ki feed main wohi kamyaab hai jo jazbati faisla na kare condition k lehaz se kare faisla kare aur kabi b market k sath zid mat karen market jis simat main ho usi taraf ki trade lagain aur usi ko follow karen
              • #8 Collapse

                Ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hame apni galtion say sikhna chahiye aur unko Apne future mein Apne profit Mai convert Karke fayda le Na Chahiye na ke hum log apni galti ki wajah se jazbaati hokar Forex pe kaam karna hai chod de...
                • #9 Collapse

                  Forex trading aik risky business hay aor is ma ghalti ka matlab loss huta hay laiken ager hum say koi trading ma mistakes hu jaye tu humay pareshan nhi huna chayi balkay apni ghalti ko taleem kerna chayi aor osay kuch na kuch seekhnay ki koshish kerni chayi ta kay next time hum say aisi mistake dobara na hu sakay aor hum loss say bachay rahay aor maximum profit earn ker sakay.
                  • #10 Collapse

                    H g ham forex me aksr aise koi choti se ghalti kr dte ha jis ki waja se ham ki loss hota ha hmre 1st priort ze hone chye k ghalti se seekhe or aias ghalti ko correct kre ta k next time knhe bhe loss na ho
                    • #11 Collapse

                      G bhai apka khaya bilkul theek ha or ma bhi aisa hi sochta ho ka ka insan apni ghltio sa hi seekhta ha . forex trade ma nhi ager koi ghelti ho jao or lose ho jai to huma tension nahi lani chahiya . or agerager ghelty nahi ho gi to huma seekhna ko bhi kuch nahi mila ga . or ager hum chta ha ka humari forex pa koi ghelti na ho to hum logo ko forex acha sa use kerna ana chya forex trading ki her choti sa choti bat ka pta hon chya jis sa hamara trade ghelet na ho or koi ghelty bhi na ho
                      • #12 Collapse

                        g han bhaia pki bat sahi hai or maina pki bat se semat krta hun forex rading main boht se tradors apny emotions par control nahi rakty hain or jald bazi main kam akrty hain jis se un ko loss ho jata hai esi trha hmain apni tradin main galti khud nahi karni chahye jis se hmain loss hony k cjances hun or jub aik galto ho jay tu osko dohrana nahi chahye
                        • #13 Collapse

                          G bhai ap na bulkul teak kha hai. Agar hum apni mistake ko nazar andaz kary gan to phr hum kamyab nahi ho sakty hai is leya hum forex trading main jo mistake karty hai on ko dakhy kay is main kay mistake ke hai to phr is se humary knowledge main be izafa ho ga or trading main be profit earn kar saky gan. Is leya humey apni mistake ko dobara karny se apny ap ko bacahy. Tab he hum successed hasal kar saky gan.
                          • #14 Collapse

                            G han galti se b sikha ja skta ha h k firex trading main ap ne kon si asi galti ki ky ap ko nuksan huwa .us galti ko ap dobara nahi dohrayn gy .next time whi trika use krny se ap guraiz krain gy ..to agr ap ne apni galti man li to ap ko faida ha nahi to ap whi galti bar bar krain gy or nuksan pe nuksan krayn gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main learn from your mistakes......

                              forex may jab hum kam karty howe galti karty hain to hamy loss ho jata hain lakin jab hum kam karty howe apni galtio par gor kar kay kam karty hain to hum loss say buch jatay hain yani hum apni galtio say learning hasil karty hain forex ak word wide business hain ya doniya kay bary bary momalik may yonik bun choka hain
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X