apny teachers ko advice dana thek nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apny teachers ko advice dana thek nahi
    dear bahi kbi kbi asa hota hai k koch members jb ksi apny teachers sy koch trading krna sekh laty hain phir khod ko atna expert trader samjny lgty hain k woh apny teacher ko he advice sy rhy hoty hain but woh yah nahi janty teacher . teacher he hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    main ap ki bat sy totally agree karta hon..ustad ki humain hamesha izat karni chahye q keh wo hamara mohsin hota hai.. hum sb kuch apny ustad sy learn karty hain.. learn karny k bad yeh bat munasib nhi hai keh hum apny ustad ko hi advice dena start kar dain.. humain hamesha apny teacher ki respect karni chahye..
    • #3 Collapse

      YES bhai ap ka point theek ha . teacher ki respect sub sa pahla honi chahiya . kuch log aisa hota haan jab wo wo trading seekhna ata ha to un ko kuch nahi pta ho hota forex trading ka bad . or jab teacher apna student ko seekha data ha or wo seekhna ka bad ager apna teacher ko aisa bola ka . ka wo trading kerna konsa mushkel tha ya to wo khud bhi ker sakta tha . us ka bad teacher insult feel kerta ha . is lay ager koi bhi teacher apna student ko choti si information bhi da to student ko apna teacher ka thank for hona chahiya .
      • #4 Collapse

        G bilkul ustad ustad hota hai ustad k pas wo ghur hoty han jo hamari soch ghuman me bhi nhe hoty han billi ny sheer ko sary ghur sekhay thy mgr ek ghur nhe dya tha so ustad hemesha he ustad hota hai hamen apny ustadon ki qader karni cahye
        • #5 Collapse

          g han hum teachers ko avoid dy sakte hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai be legal ho cuka hain or hum isy apna life time career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Ary han bhai bilkul esa he hy teacher ko kai traders advice dy rahy hoty hein ye bhi ni dekhty k usi teacher ny to humein forex sekhai hy aur sath mein forex ki training bhi di hy to braye mehrbani kabhi teacher ko advice mat do
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              Yes i am agree with all of you ustad ustad hi hota hai aur hum sub ko ustad ki izat karni chaiye qk wo he humy jeena sekhaty hein achy bury mn fark btaty hein esey mn unko nasehat karna munasiib nahi lgta fir bhi ustad bhi to ek insan hei hotu hein aur ghlti hr insan se hojati hrin ager apko unko ki bat nagvar guzry to ap apny khayalt ka izhar kr saktu hein but fr b basihat ka nai socha ja skta kisi b hal mn....
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Ap apnay teacher ko advice nahi dey sakty. likan ap en kay sath discuss tou kr sakty ho. Kyu k forex market mai ap jtna zada discuss kray gy tou ap ki earning bhe zada ho gy. Forex market mai discuss krna bohat zaroori hai. tou ap earning hasil kro gy.
                • #9 Collapse

                  Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Forex trading main
                  apny teachers ko advice dana thek nahi please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi the
                  • #10 Collapse

                    Re: apny teachers ko advice dana thek nahi

                    forex mai hum apny teacher sy learning hasial kar ky kam karty hain hum internet py babaypips py learning hasial kar sakty hain hamary teacher hum sy zada expert hoty hain hamy unhy advice nahi dene chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: apny teachers ko advice dana thek nahi

                      tacher ko advice nahi de jate q ky wo hum sy zada expert hoty hain forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: apny teachers ko advice dana thek nahi

                        Bhai jan meine aise kiye log dekhe hain jo is mein aa kar kam karte hain aur inko kam hi arza guzrta hain k nahi karnba chahye wo is mein apne se senoirs ko mushara dete hain apko aisa karna chahye aur apne teacher ko advice nahi karna chahye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: apny teachers ko advice dana thek nahi

                          forex aik online or real business hain ham jab apny kisi seniours sy trading karna seekh lety hain to hamy successful hony ky apny teacher ko kabe be advice nahi karni chahey ham is main apni marzi sy target bana kar din yai raat main kisi be waqt trading kar sakty hain ham isy apna life time profession be bana sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X