Loss wali trade close kr laina bahtar hai account wash honey sy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss wali trade close kr laina bahtar hai account wash honey sy?
    Dear members ager forex trading market mn trde krty hoy ap ki trde loss mn chli jati hai or trde ko open hoey 48hours sy ziada ho jaty hain aor market wapis ni ati tu loss mn he trde close kr Laina ziada bahtar hi bajay as k k ap ka account he wash ho jay as trade ki vjh sy ya bahut ziada loss ho jay jis ko recover krna mushkil ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro loss wali trade ko close karna hi behtar hy .thora nuqsan bary nuqsan se bachata hy.close se phele news aur market k trend ko zaror dekhna chahy. Agr markt ka trend change ho raha ho to thora w8 kar lena chahy esa na jaldi main trade close kar dein aur bad main afsos ho.jaldi main koi decision ni Lena chahy. Market ka to kuch pata ni chalta trend kisi waqt bhi change ho skta hy.zeada bari trade ni lagani chahy jitni bri trade ho gi loss bhi us hisab se zeada ho ga.trade close se phele behtar hy kisi aur se bhi info ly leni chahy.
    • #3 Collapse

      bhai bonus account per agar ap ko loss ho to dekhein recoverable ho to cut karo warna cut mut karo account stopout hony do aur dusri bat aksar esa ho jata hy k trad ko small loss mein cut karna par jata hy to trad cut karni chahiye
      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
      • #4 Collapse

        Dear baat tu aap ki theek hay aksar hamari trade lose main chali jati hay aur hum iss ka wait kartay rahtay hain abi markit wapas ho gi aur hamara lise recover ho jahay ga lakan markit wapas tu nahi hoti hay hamara account wash ho jata hay iss laya hum ko chaya k jab zayada time trade lose main ho tu us trade ko close kar dana chaya aur trade close karna sa phalay markit ka analysis kar lana chaya k markit trand change tu nahi ho raha hay ager trand change ho raha ho tu wait kar lana
        • #5 Collapse

          yes loss wali trade taap he loss main jati hain jaab hum stop loss nhe lagte hain agar hum stop loss use kare gy tu humhain itna loss b nhe ho skta hain qk small lot k sath agar stop lot use kiya jy tu is say ziyda loss ki koi tention nhe hoti hain ziyda loss main trade ko closs karna he behtar hain accoutn main kuch balance bachy ga tu hum again koi b achi entry le skte hain
          • #6 Collapse

            Ap ki baat 100% teek hai. Asal mein dekhein hum ghalti kahan kerty hain. Pehli ghalti ye hai ky hum stop loss nai lagaty. Ager hamara stop loss laga ho to baat itni door tak jati hi nahi hai. Ap ko thory se loss per trade close ho jati hai. Aur ap aik bary loss se bach jaty hain.
            • #7 Collapse

              Dear mere khiyal mai aik limit tak wait karna chaiye os k bad loss wali trade ko kaat dena zyda behtar hai ya phr ap start mai he take profit aur stop loss ki option ko use kar lain wo b ap ko acha faida de skta hai lehaza ap ko mehant k sath ka karna ho ga ta k ap ko life mai acha faida hiasl ho loss na ho..
              • #8 Collapse

                g bilkul ap nay theek kaha hai kai humay zid nai lagani chahiyay market say aur agar koi trade humari loss main ja rahi hai aur humay idea bhi ho gaya hai kai loss recover honay wala nai is trade kai andar tu humay us trade ka loss book karwa kar dosri trade main paiay laga dainay chahiyay aur apnay loss ko revocer karnay kai chances barhanay chahiyay.
                • #9 Collapse

                  Mera bhi yehi kgayal he kah loss wali trade ko close krna hi sb se bahtreen option he agr aap dekhain kah aap ki trade musalsal loss main oar market bhi ap ki favour main nahi he to jitna jaldi mumkin ho trade ko close kar dain kahin aap apna itna loss na kar lain k wo return na ho sake ya phr aap ka account pora wash ho jae
                  • #10 Collapse

                    Asalamualikum pehli bat to ye hy k ap ko trade bhht hi dehan say lagani chaye.. or ager trade galti say kisi galt yani k nuksan wali jaga lag gai hy to ap ko chaye k account ko wash honay say pahly hi band kr lay...
                    • #11 Collapse

                      Kam loss py trade close kr laina ziada bahtar hai k as intazr mn rahen account wash ho jay ya bahut zada loss ho jay q k jab markwt trend change kr ly ya ap ki trade trend k opposit hoge tu market wapis anay mn kafi time lag jata hai as liay kam loss py he trade close kr len ya stop loss ko touch honen den
                      • #12 Collapse

                        Agr ap dykhty yy k ap ko ososwa li trade sy our bhi losss ho sgta hy to ap ko chiya k ap us ko clise kr dy our us sy jo bhi loss howa ho bol jaye us ko cover ka bhi na sochy khod hi who ho jata hy jb ap relex ho k dobara trade krty y to ohr who cover ho jata hy or us ko tention lyty hy liss ko ly k beth jaty hy to ohr who our bhi zeada losss hota hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          g han apnay bikul sahi kaha ha.is business main ziada loss krnay say bahter ha.kay apni loss wali trade ko loss main close ker diya jay.jab main is business main aya tha.tab main apni loss wai trade ka profit main anay ka wait kerta tha.mager wo profit main anay kay bajay mera pora account hi wash ker dati thi.us kay baad main nay apni is mistake ko door kiya.or ab mujay jab kisi trade main loss ho raha hota ha.or wo loss mazeed ziada honay kay chances hoon.to main apni trade ko loss main bend kerna bahter samajta hoon.is say mera account wash honay say bach jata ha.or main apni next trade main us loss ko asani kay sat recover bi ker leta hoon/....
                          • #14 Collapse

                            bilkul bhai aap ny bohat hi achi baat ki hai k zayada nuqsaan sy kam nuqsaan phir bhi faidy mein hai aur forex trading market mein to is asool ka aap ko bakhoobi dehaan rakhna chahiy q k akser log market k dobara uthny k chakar mein apny account hi wash krwa baithty hain forex ki market mein apni raftaar kachuway wali rakhain q k khargosh wali raftaar mein nuqsaan ka chance zayada hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes account wash hona sa better ha ka loss wali trade close ker dani chaya . ku ka apger loss wali trade close ker da ga to phir bhi kuch na kuch balance account ma ho ga or hum dobara trade ker sakta ha . or profite bna sakta ha . ager account totlly wash ho jai ga to hum trading nahi ker saka ga next investment kia bagair. is lia jaha pa bhi apko laga trade ma lose hona ka khadsha ho ap wo trade close ker da .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X