Up Trend kya hota hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Up Trend kya hota hay
    Market Jab aik simat ko follow karty huway upward move karna shuru kar daiti hay to eskay es trend ko up trend kaha jata hay es picture say hum esko ziada behtar tariqay say samjh sakty hay
    Click image for larger version

Name:	up trend.jpg
Views:	1
Size:	37.8 کلوبائٹ
ID:	12462495
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee aap nay sahi kaha hay kay jab market aik specific direction main move kerti hasy to uss ko trend ka naam diya jaata hay ager market continuously upside movement show keray tso wohs uptrend kehlaata hay lekin ysessh zaroori nahin kay iss main peaks or troughs dono hon
    • #3 Collapse

      Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Forex trading main
      Up Trend kya hota hay
      Places koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say
      • #4 Collapse

        aisi direction jis main markete k trend thra dow huny k baad buhat zyada up huna start kar deta hai aur isi lihaaz sy is simaat main jaany wali trend ko hum up trend kehty hain aur jis waqt aisa hota hai to kaafi lost bhi ho jata hai aur kaafi zyada earn bhi.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          yes aapne bhot he acha batya hain kafi new members ko u trend ka pata nhe hota hain up trend say ye hota hain k merket up ki taraf jati hain down ki taraf nhe aati hain asi tara agar mereket ka down trend chalta hain tu merekt down ki taraf aati hain up ki taraf nhe jati hain is liye humhaum jaab b trade karni hoo tu up and down dono ko lazmi dekhain k up trend chal rha hain k down trend chal rha hain

          اب آن لائن

          Working...
          X