forex trading aik aisa business hay keh esmain humay tab he trade karni chahiye jab humay acha moqa fraham ho kyun keh agar hum moqay kay bgair esmain trading karen gay to es trha hum market main profit kamany ki bijaye hum nuqsan kar bethty hay market ka analysis kar kay he humay achy chance dikhty hay jin ko use kar kay profit bnaay ja sakta hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим