Success is a long way

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    friend forex aik bohat wasee subject hay, is main koi shortcut nai hay , har din aap ko aik nai cheez seekhnay ko mil jati hay, forex main master honay kay liye aap ko boat time chahye hota hay, agar aap hard work kartay rahay during learning process to aap bohat jald forex main kam karnay kay qabil ho jayan gay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ji han ap ne sahi kaha k kamyabi hamesha mustaqil mehnat se hi milti there is no way to get success throu short cut trading me ap ko sabar o tahmul se kam karna hot hy.
      • #303 Collapse

        I am completely satisfied with you experience is necessary for all type of fields and from hard work u can acheive your goal so keep posting in forum and learn forex properly with good instructor so u can earn money in forex trading focus on your mission:D
        • #304 Collapse

          ha success ak journey hai destination nahe hai ye kabi be khatam nahe ho ge es mai ap ko sari life he kaam karna parta hia aur ap kamyabi k leye lagay rehtya hai
          • #305 Collapse

            forex buseinss ak bht hi zyda risky buseinss hai r is main kamyabi hamen hamare experience r knowldge ki bina par hi mil skti hai agr to haamare pas iska acha experience hai to hi ham is main se kamyab ho skte hain r is main se paise kama skte hain,,,,,,,,,,,,,,
            • #306 Collapse

              1 Successful or expert trader bnnay k liye time or patience required hotay hai Q k time k sath,sath hi trader ko trading say kafi kuch learn krnay ko milta hai jis say trader ki trading knowledge mai izafa hota hai.or kbi b trader ko jldbazi mai trading nhi krni chahiye blkay complete patience k sath trading krni chahiye taakay trader profitable trading krnay mai kamyab ho paye.
              https://t.me/pump_upp
              • #307 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen succcess hasil karny k liye kafi mehnat karni parti ha kyun k success hmen asani se nahi milti ha or hmen is business me success hasil karni ha tu us k liye hmen achi mehnat karni chahe tb hi success ho sakty hain
                • #308 Collapse

                  Successful hona koi easy kaam nahi hota hai or agar forex trading ki baat ki jaye to specially is mien to yeh bhot he mushkil hota hai kiyoun key yeh jitna easy lagta hai na is mien successful hona itna yeh hota nahi hai or mostly traders isi waja sey he is mien loss kar jatey hain.
                  • #309 Collapse

                    hume trading me success hasil karne ke liye long time tak trading karna ho gi trading ko learn karna ho gi demo account me trading ki paractice karne hume trading ke bare me knowledge or experiamnce mile ga jis ko use kar ke hum achi trading kare ke ge long time tak phir ek success full trader ban sake ge
                    • #310 Collapse

                      I agree success is long way but we can achieve it with hard working. It is not impossibly.
                      Kashhif Khan
                      • #311 Collapse

                        G bilkul thake kha hy forex trading ko jub new traders join kerty hy tu unko chahye hy k wo is mai jald bazi na karain kun ke is mai success bohat dour or uski liya time lagta hy
                        • #312 Collapse

                          jab hum trade main long term main kam karty hain to humain hard work kar kay practice kar kay market main kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #313 Collapse

                            Success aik din main nahi milti hy aur aik din main rich nahi bana jata. Jo log tezi main hotey hain aur aik din main rich banna chahtey hain, woh profit ki bajaye loss kamatey hain. Experience bananey main time lagta hy aur yeh aik ya do din ka kam nahi hy. Is leye pehlay experience banayen aur phir success ka sochain.
                            • #314 Collapse

                              g han forex trading mine kamiyab hoen ke liye apko kaafi long time ke liye mehnat karn hoti hia apko chahiye ke ap is mien apni mehnat ko continue rakhen aur kabhi bhi haar nahi maanen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                sir baat ya ha ky hamay forex ma sucess tab hi ho sakta ha jab apkay pas experince hota nai to apko forex ma loss bhi ho sakta ha lakin agar apko forex ma sucess hota ha to thori late hota ha qk agar ham lalch krty ha to hamay forex ma loss bhi ho sakta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X