loss ki wajha se trading choorna ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Forex trading main
    loss ki wajha se trading choorna chaiya ya nhi please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bbhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he mene bhi kai bande aise dekhe hen jis ko loss hua wo kam chor dete hen lekin me to kihta hu yar aisa mumkin bhi nhe ke koi bhi aisa kam ho ga ke jis me loss na ho sirf eran ho to ye soch glat he bhai jan loss aor earn hisa hota he har bissnuss ka
      • #18 Collapse

        • #19 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hotee ha to per hum ko forex sa acha loss be hosakta ha esleya hum ko forex loss ke wajaa sa nhi chorna chaheya to per hamara leya best rahaa ga laken hum ko hard work karna chaheya takaa hum ko loss na ho to best rahaa ga.............
          • #20 Collapse

            yes bhot he acha sawal kiya hian apne bhot logo ne forex ko chor diya hain qk forex main hard work k bad he apko profit milta hain forex main loss and profit dono sath sath hain loss ki waja say forex ko kabi b nhe chorna chaiye agar aapko 1 din loss milta haina nd next day apko profit and asi tara agar aap weekly apni trading dekh le tu apko pata hona chahaiye k aapne kitna earn kiya hain agar ap profit main hain tu kabi b nhe chorna chahiye forex ko
            • #21 Collapse

              Asal mein mery khayal mein to qasoor un ka jin logoon ne jion kerwaty waqt new members ko achy se breif nai kiya. New members ko batana chaye ky bhai trading mein profit aur loss ky chance 50 50 hain. Balky shoro mein to 80 % chance loss ky he hoty hain. Ta ky wo mantely tor per ready rahy.
              • #22 Collapse

                g han dear forex mein ap agar work karty hein to hard work k sath work kareen experience or knowledge k sath ap achi earning kar sakty hein or agar apko loss bhe hota ha to ye business ha isa ha is liye ap is mein trading ko mat chorna or is mein continue raheen to ap is mein kamyab or acha profit again hasil kar sakty hein is liye loss ki wja sy trading chorna bohat he galat hein kiyon k apka hard work apko forex sy ye rich bna sakta ha or ap apni life ko change kar sakty hein
                • #23 Collapse

                  jab hum forex mai trading karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakkin hamy loss ke waja sy trading ko corna nahi chahey hamy apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy yai job students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    JEE main bhi Forex pe bahut Sare log dekhte Hain Jo thoda bahut loss hone ki wajah se Forex pe kam karna chod dete hai mere yaar mein is se badi bewakoofi koi nahi hoti agar hum thoda bahut loss be bardas nahi karenge to hum likhenge kaise isliye hum logo ko Apne thoda bahut loss sikhna chahiye aur future main Us mistake use Karke Apne loss Ko be profit me convert karna ch...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X