Kya ham ko apni galtion sa fiada hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ham ko apni galtion sa fiada hota hai
    Assalam alaikum frnds mera ap sab sa aj ya sawal hai ka ham ko forex trading main apni galtion sa fiada hota hai ya nea plz share information with me thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mistake krty hain to faida khan hota ha loss he hota hai but faida tb he hoga jb hum jo mitake krty hain woh phir sy na ki jay jo mitake bar bar ki jay woh bewkofi hoti hai os sy loss hota hai faida nahi
    • #3 Collapse

      Jee q nai hm ghaltion se hi to seekhty hen, balky is tarah kahen k ghaltian hmen bahot zeyada sikhati hen,aoor jo sabaq ghalti se milta he wo kabhi nai bhoolta , ustad ka samjhaya bhool sakta he magr ghalti ki waja se samajh ai bat kabhi nai bhoolti, magr koshish to yehi krni he k ghalti na ho aor jb ho jay to us ko hmeshha zehhn me rakh kr next time trading kren ta kk wo ghalti dobara na hoo.
      • #4 Collapse

        Dear jab ham galti krty hain to first time to naqsan he hota hai likn next time us sy zaida faida hota hai ku ky jo galti ham ny first time ke the next time wo galti ham nhi karty ku ky pehly ham ko us galti ke waja sy naqsan hova hota hai es liy ham dobara wo galti nhi karty jis sy ham naqsan sy bach jaty hai
        yehi waja hai ky galtia b faida deti hain
        • #5 Collapse

          G bilkul hamen apni ghaltiyon sy faida uthana chahye wo kahty han na k aqal mand k lye eshara kafi hota hai to jo ghalti ham ek bar kar len ya jis ghalti sy hamen loss ho usy dobara nhe karni chahye balky us sy sekhna chahye
          • #6 Collapse

            G friend bilkul insan ghlti sy he sekhta hai insan ghalti ka potla hai jub tak ap ghlti ni kry gy os waqt tak ap ni sekhy gy forex mai ghalti ager na bhi kry to ho jati but soch samjh kar tradind karni chye
            • #7 Collapse

              Agar to ham trader hain to pehli bat trading main galti ka sochna nahi chahye .
              Han agar galti ho jati hai to dobara kabi galti jo duhra chuky ho nahi krni chahye agar wohi galti dobara ho to means ap ne apni galteon se kush nahi sekha or ap ko is se koi faida nahi milay ga means ap apna nuksan he krwao ga.
              • #8 Collapse

                Dear ap bilkul apni ghltion se faida haisl kar skte ho wo sirf s waqt ho skta hai jab ap wo glti dobara nhn karo gy lekin agar ap ne aysa kiya tu mere khiyal mai ap ko ap ki ghltii ka koi faida hasil nhn ho sake ga lehaza ap ko mehatn karni ahi arus mjhna hai ap acha kam tab he kar skte ho jab ap seekho gy aur tradign ko apne mind k hisaabse karo gy,,,
                • #9 Collapse

                  Walekum salam bhai.
                  Bilkul hum forex trading mein apni ghaltion se sab se ziyada seekh sakty hain. Baqi ki batoon pe to hum wasy bhi kam kaan dharty hain. Jab hum ko loss hota hai to hum us loss ky pechy chupi ghalti ko donty hain. Ager hum us ghalti ko dryst ker lein to ye bahut best hai.
                  • #10 Collapse

                    g han jitna hamen apni galtion sa fida lay skty han utna fida hamen ksi aor cheez sa fida ni ho skta .agr ham apni galtion sa jazbti na ho aor sabr sa apni us galti sa seekh kr futur main us galti ko apny fida k liya istmal kr skty han........
                    • #11 Collapse

                      Agar hum log apni hone Wali galtiyo se sikhate hain aur in galtiyo se sikhe huye experience kofuture mein istemal karte huye Apne dost ko bhi profit mein convert karte Hain to hum logon ko galtiyo se fayda hota hai aur agar hum log apni on Galti mujhse this Bharti hokar Forex pe kaam karna chod dete Hain to ye bahut badi bewakoofi hai...
                      • #12 Collapse

                        forex trading business mein wo trader hi acha trader ban sakta hy jo trading mein galti karta hy aur phr us galti ko dekhta hy aur us galti ko theek karta hy kiok galti tu kise se bhi ho sakti hy js se loss bhi ho sakta hy aur agr hum wo galti bar bar kartay han tu kabhi bhi achy trader nhi ban saktay aur us galti se har bar loss hi ho ga is liye apni galti se faida utha kar aur galti ko theek kar k hi achy trader ban saktay han
                        • #13 Collapse

                          Ap ka question good hy as ko 2 sense ma lea ja sakta hy first k galti say loss ho ga to faida khasa? Second ya k insan apni galtio say he seekta hy koi insan as a nai k wo galti nai karta to agr hum aik bar galti karian gay to us ko next time nai kar in gay as ley second sense ma insan apni galti say sekhta hy bhai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G Bhai belkul apki bat Thek he. Insan apni he ghaltion se sekhta he.hamen apni ghalti ko Hamesha yad rakhna chahye ar ghaltion ko repeat karny se bacha Jay. Jub ham aik ghalti karty hen to wo hamary liay bht acha sabaq chorti he jo future men Wohi ghaltion hamary kamyabi ka sabab banti he.mistakes hamary best teacher hen. Mgr is se b bari bat Ye he k ham dosron ki ghaltion se sekhen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X