Loss hamen apni mistakes aor greed ki waja sy hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hamen apni mistakes aor greed ki waja sy hota hay
    Dear jaisa ka ap nay bhe dekha ho ga k zyada tar traders keh rahy hoty hain k loss zyada ho gya hay bahit sy traders to apna account bhe wash kar dety hain...Loss hamen apni hi mistakes ki waja sy hota hay jaisa k market ko achi taraha analize na karna fundamental anlysis na karna aor sab sy bari loss ki waja hay greed karna agar hum in cheezon ko avoid karen gy tab hi achi trading kar saken gy otherwise loss to hota hi rahy ga in cheezon sy avoid kar k hum acha profit hasil kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik complicated and risky business hay aor ager hum isko knowledge aor experience kay bagair is ma kaam karay gay tu pher humay loss huna koi aihm baat nhi hay aor aisi surat ma hum say aksar mistakes bhi huti rehti hay jinki waja say humay loss hu jata hay aor ager profit bhi hu jaye laiken hum laluch wali aadat tark na karay tu pher bhi humay loss hu jata hay
    • #3 Collapse

      G han bahi ap teahk kah raha hain loos ka responsibility ap pr hoti hai jab ap gahlat trade lagata hain tu app ko loos ho ga is lia trade soch samaj kr lagain or analysis kr ka market mai entry lain ta ka loos na ho or ya bi ka agr ap greedy krta hain tu ap ko phr bi loos ho ga kiun ka greedy s aj tk kabi bi kisis ko fida nahi huwa hai is lia greedy chorain ta ka loos mai kami aya
      • #4 Collapse

        Bilkul sahi kaha aap ne jab hum forex main lalach rakhte hain to hum log ziada profit ke chakar main loss le bethte hain jo ke humare liye nuksaan de jata hai and hum ziada profit hasil karne ke chakar mein trade ko sahi way main understand aur analyze nahi kar paate hain ke hum logo ko trade ki analysis proper way main hi karni hai tab jaa ke hum trading ko proper way main execute kar paate hain and hum ek main mistake jo karte hain wo hoti hai market ki analysis hum risky trade open kar beth jaate hain and hum logo ko uska barha hi ziada loss hasil hota hai hum logo ko chaye ke hum apni mistakes se learn karen and unko jitna quickly recover kar sakte hain unko recover karne ki koshish karen.
        • #5 Collapse

          g han dear apki baat 200% thekha kiyon k loss ki bari wja lalich ha kiyon k jab insan apny andar lalich paida kar leta ha to loss he loss krta ha or is loye hamesha loss say bachny k liye ap k pass bohat acha knowledge hona zarori ha or sath sath lalich ko control krna bhe jis ki help sy ap kamyab earning kr sakry hein or easy success hasil kar sakty hein or forex mein lalich hamesha k liye trading me loss he loss krwa sakti h is liye ignore greedy and get success easy in forex
          • #6 Collapse

            Apki bat belkul such hay hum ko loss do he sortion main ho sakta hay ak to hum market ko analysis karny main galti kr sakty hain ya hum mistake say galt trade open kar lety hain jes ki waja sa loss hota hay dosra hum aksar lalach main a kar greedy ho jaty hain jes ki waja say zeyda loss ata hay
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              mai ap ki bat sy mukam agree kerta huin waqi yahi chezy hy jin ki waja sy hm log kise bi kam mai loss kerty hy is liya ager ap ny prfit banan hy tu lazmi ap ko apny ander sy lalch ko kahtm kerna ho ga tabhi hm log bi loss sy bach sakty hy.
              • #8 Collapse

                Bahi bat ya hai ka greedy or mistak dono sath sath chalt hain kiun ka greedy bi tu ak mistake hai janab agr ap greedy nahi krta tu loos ka chances kam hain mistake tu hoti hain trading mai laken in ko cover krna chaya mistakes s learn karian kiun hui or agli dafa asi mistakes s bachain ka dobara na ho jaya or phr ap ko loos ho jaya
                • #9 Collapse

                  ​G bilkul loss hamen apni ghalti ki waja sy he hota hai thek sy ananlysis na karna or jald bazi sy trade open karna or lalch ki waja sy bhi hamen zeyada loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    No doubt k forex man jis trader ku loss hota ha oc ku apni ghalti ki weja say hota ha. or aksar traders ku loss ki weja un ki greed hoti ha. ager traders greed say trader knera choor dayn tu profit man aa sakty han.
                    • #11 Collapse

                      G friend ma ap ko ap ki bt say agree karti hun k humy loss humy apni galti ki waja say hi hota ha humy chaya k hum market k tamam analysis ko dakhy or phr trading kary agr hum analysis ni dakhty toh humy phr hamesha loss ka samna karna pary ga
                      • #12 Collapse

                        g dear bilkul forex treding m loss hm apni mistak r greed ki wja sy face krty hen q k forex treding m apni mistak ko note kr k sekhna r apni emotion py qabo rakhna prta hy phr hi hm Kamyab treadr bn sakty hen.
                        • #13 Collapse

                          g han forex trading main loss hony kio jitni bhi wjohat hain un main lalach or jald bazi hai jis main humari yahi koshish hoti hai k hmain boht sara profit eran karna hai tu es k liye hmain yah sub akrna chahye jub k ayse kuj bhi karny se hmain profit nahi loss hota hai tu hmain aysa nahi karna chahye hmain apni trading main lalch or galtiun se avoide karna chaye ta k hmain loss na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hamen apni mistakes aor greed ki waja sy hota hay

                            forex mai kuch trade zada paisa hasial karny ky liye greed mai aa jaty hain or apne gatiyo ko ignore kar ky kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jata hain hamy apne galtiyo ko avoid karna bohat zarore hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hamen apni mistakes aor greed ki waja sy hota hay

                              forex mian ham kam karty hain or hamy is ka bonus milta hain lakin jab ham pasy kamany ky lalch main apni galtio ko ignore kar ky kam krty hain to hamy loss ho jata hain is market ka ya brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy apni galtio ko avod kar ky mehant sy or hard work kar ky kam arna chahey pher hi ham best trader ban sakty hain yai kabe be band na homy wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X