forex k business main hamain aik he acha withdraw milnay pay ham lose ko bhool....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k business main hamain aik he acha withdraw milnay pay ham lose ko bhool....
    members main aap say aik baat share karna chata hoon k jub bhi hamain forex ki earning hoti hay aur ham jub usko withdraw laitay hain to hamaray saray lose ka dukh khatam ho jata hay kia hamain aisay withdraw lainay k liye is main sabar say kaam karna chaye.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G BHAI agr to withdraw jitna loss hua us se zeada ho to loss ko bhola ja skta hy .agr aik dafa withdraw acha AA jae to bhi loss ko zehn main rakhna chahy Ku k forex main kuch pata ni chalta kabi bhi loss ho skta .safe trading karni chahy .kabi bhi jaldi na Karen slow and steady win the race.good luck
    • #3 Collapse

      Yes dear ap teahk kah raha hai jab huma profit hota hai tu hum loos ka dukh bohl jta hain kiun ka loos ka bad hum kafi upset hota hain kafi tention mai rahta hain kiun ka loos hona ka bad humara balance kam raha jata hai is lia dukh hota hai lake jab profit ho hai loos recover krna ka bad tu othni hi zayda khushi hoti hai
      • #4 Collapse

        trader ku hamesha forex man aik professional attitude rekhna chahye ta k oc ku profit perminent basis per milta rehy or loss ku wu hamesha k liye apnay account say avoid kerta rehy. pehla withdraw buhut sakoon daita ha.
        • #5 Collapse

          Jee ap nay bilkul theak kaha hai kay agar hum ek achi kamyabi mil jaye to hum guzray huay nuksan bhool sakty hain.lekin us kay liay humain yahan bohat dhyan aur imandari sy kam karna hai.apny knowledge aur experience ko increase karna chiay demo account par kam kar kay.sath main threads par parh kar seniors kay experiences sy seekhna chiay.
          • #6 Collapse

            sir ap ny bilkul sahe baat ki hai jab insan ko apni mehnat ka phal milta hai to wo apna nuksan bhol jata hai yahan b asy he hota hai jan trading k baad apna profit withdraw krwaty ho to buht khushi milti hai or baki jo loss hota hai us ka dukh be khtam ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Iss business men wo banda bohat kamyab hai jo sabar kar sakta ho. Bohat sary log trade laga kar sabar nahin kar sakty wo sochtay hain k jesy he unki trade open ho to wo profit men close ho. Jab k haqeeqat men aesa nshin hai kabi kabi jab unki trqde loss men jati hai to wo panic ka shikar ho kar foran close kar dety hain jis se un ko loss hota hai. Aesy logon ka forex men kamyab na mumkin to nahin lekin bohat mushkil hai....
              • #8 Collapse

                yes ap ki bat theek hy asal mai hm log harr ko bahut jaldi bhol ker jeet ki khoshi mai jis waja sy hm log ko jeet ko ziyada enjoy kerty hy is liya ap ko bi chahiay ky ager loss howa hy tu us ko bhol ker hm log sirf profit ko hi ehmiyat dy tu hi kamyabi jaldi mumkin hy.
                • #9 Collapse

                  G app ke baat say Mai zaroor agree Karin ga .
                  Forex trading Mai mehnat Kay baad trader ko withdraw ka mouqa milta ga tu yeh feeling zaroor Hoti ha . Kisi b kam ka Jab reward milta ha tu khushi hona lazmi de baat ha .
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ki bat bilkol theak hay jab hum aek axha withdraw ly lety hain to ham picly loss ko bhool jaty hain aor withdarw k bad aek naye josh aor jazby sy trading karty hain jaisa k aek mazdor ko jab mazdori mil jati hay to wo fresh ho jata hay isi traha same forex business mein bhe hota hay jab aek acha withdarw mil jata hay to aek josh aor jazbay sy next trading start ki jati hay
                    • #11 Collapse

                      G bilkul aesa he hota hai jab hamen ek acha profit mal jata hai ya ham ek acha with draw ly lety han to jo jo hamen loss hoa hota hai sab ka sab dukh khatam ho jata hai or us time khushi ki koi intiha nhe hoti
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bhai yah bat tu hum sub janty hain k jub hmain profit hota hai tu sub ko be had khusi hoti hai infact hum apny hony waly sub he loss ko bhol jaty hain jo dukh hota hai wo bhi khtam ho jata hai tu yah aik natural effect hai k jub insan ko allah ki traf se koi umeed milti hai tu wo apny sary dukh bhol jata hai esi trah hum kah skty hain k jub hmain rofot hota hai tu hu apny losss k sary dukh bhol jaty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X