Emotional zeyda new traders hoty hey ya professional traders?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional zeyda new traders hoty hey ya professional traders?
    new traders Forex market key kam expernice ki waja se professional trades se zeyda emotional ho sakty hey, professional traders kabi be emotional trading nahi karty, expernice aur market analyzing key base par jo be trade open ho es me traders key emotional hony ka sawal peda nahi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bhai ap nay bilkul theak kha hai kay new members senior members ke nisbat bohat zyada emotional ho jaty hain jo kay bilkul theak nahi hai.kun kay yahan par sab sy behtreen strategy hai kay zyada say zyada sabar say kam lia jaye aur apny emotions par control rakha jaye kun kay yahan par emotions ke koi jaga nahi hai.
    • #3 Collapse

      emotional ziyada tar new traders hotay hai q k wo aon mai wo control nahe hota aonke otna experience nahe hota jitna k ik professional trader mai k pas hota hai expert in sub situation ko handle kar chuke hotay hai jeske waja say wo apne jazbaat par kabo kar laite hai lekan new trader nahe kar pate...
      Zuhaib9988 Trading journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
      • #4 Collapse

        Senior trader ko loss berdasht kerny aor mistakes se seekhny ki adat hoti hey. Emotion ko control kerna woh janty hain. Emotional maximum new trader hoty hain keon keh unka experience kem hota hey isleay woh emotional ho jaty hain.
        • #5 Collapse

          professional main loss or profit ko dekh dekh ker aadi ho jata hain or ya un k liya koie musla nai hota hay un ka to account b wash ho jaya to bhi un ko yaqeen hota hay k who phir say kamiyaab ho jaya ga mager jo is forex main new hotain hain who gubra jatain hay oar is main apna lose b ker jatain hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            new traders Forex market key kam expernice ki waja se professional trades se zeyda emotional ho sakty hey, professional traders kabi be emotional trading nahi karty, expernice aur market analyzing key base par jo be trade open ho es me traders key emotional hony ka sawal peda nahi hota.
            Bhai har insaan me emotions hoty hain beshak wo koi b ho phr forex jesy business me ksi me emotions na ayen ye possible hi nai hai lekin ager ap k pass achi skill or experience hai to ye chezen apko ksi had tak emotional hony se bacha leti hain so apko chahye k ziada se ziada time spend kren forex par.
            • #7 Collapse

              bhai emotiol tu new tradors zeyda hoty hain jahn tak mera kahna hai q k un ko trading ka expiernce nahi hota hai jis ki wjah se un ko bus apni rading se earning chahye hoti hai jis k liye wo boht jald baz hoty hain es liye jub un ko expiernce mil jata hai tab wo thora smjhty hain forex ko kis rha se es ko karna hai or kis trah aes ko profiatble banna hai hum ny
              • #8 Collapse

                Mere khyaal se emotional zyada new trader ko he hota hai ku ke unn ke pass experiance knowledge practice planning kam hony ke waja se tuka trade lgaty hai aur lose bhi kar bethty hai senior member me ye cheze ni hote hai wo market ko pore tarha analysis kar ke trade karta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional zeyda new traders hoty hey ya professional traders?

                  forex mai new traders zada emotional hoty hain yai hamar su bsy bara dusman hain hamy isy avoid karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai kabe be band nahi ho sakta yai pakistan mai be legal ban cuka hain professional traders emotional nahi hoty
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X