Bulls power and bears power
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bulls power and bears power
    Forex trading main meta trader 4 per bulls or bears power ka oscilator ata hai is say kia pata chalat hain.
    Kay market main kitna buyers hai ya kitna seller.
    Is indicator main agar aap buyers ki power daikhna chatya hain to aap ko chiay.
    Kay aap jab trading karain to bulls or bears power moniter karai.
    Is tara bulls or bearbears different time chart per monitor kar kay acha trading kar saktay hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aise indicator se hamen aksar hi dhoka milta hai jab ham inhi indicator pe trust krna shru kr dete hain tab ham bahot ziada loss kr jate hain
    The isliye hamen zaruri hai k ham aone analysis oe trust kren aur bajay indicator k depends krne k hamen always hi market k levels ko dekhna chahiye jab hamen market k levels ko dekhen ge tab ham kafi had tak kamyab rhen ge
    • #3 Collapse

      G han bahot se esy indicators hey jo key market key current condition ka bull power aur bear power key base par signals provide kar sakty hey, indicators key es bull power ya bear power ko current time key ley hi samjna chaye esy signals long base ki trading loss de sakty hey.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
        Forex trading main meta trader 4 per bulls or bears power ka oscilator ata hai is say kia pata chalat hain.
        Kay market main kitna buyers hai ya kitna seller.
        Is indicator main agar aap buyers ki power daikhna chatya hain to aap ko chiay.
        Kay aap jab trading karain to bulls or bears power moniter karai.
        Is tara bulls or bearbears different time chart per monitor kar kay acha trading kar saktay hain.
        Bulls and bear power market ki accurate dimension ko show Karte Hain m a CD indicator both best indicator Hai Isko use Karke aapko bulls power and beer power ka behtareen andaza ho sakta hai dear Forex trading member actually Aapne Ye dekhna Hota Hai ke sellers market pe strong effect kar rahe hai ya buyers main market ko Jyada effect kar rahi hai iska andala lagaane ke liye aapke knowledge mein lagaane ke liye aapke paas market ki updates Hona bahut zaroori hai
        • #5 Collapse

          Forex trading mein kaam kerty howy hamein chaye ky market ko achy sy analyse kerein. Aya us waqt market mein buyer's ki kiya state hai.
          Ager to buyers ki tadad ziyada hai to hamein buy ki trade lagni chaye.
          Ager seller ki tadad ziyada hai to hamein sell ki trade lagani chaye.
          • #6 Collapse

            Bhai forex trading main bears aor bulls key dermian muqabla hota hey. Ager donon ki power equal ho to market ki mivement swing main hoti hey aor ager kusi side ki power berh jaey to market ka trend usi terf ho jata hey. Leken JCP hi best hey inki power ko bhanpny key liey.
            • #7 Collapse

              Yes brother jab hum market man ate hein tu hume market k bhre main full knowledge hona chaiye kew k market ma hum bhagir knowledge k kam ni kr sakte hein hume is mn daily analysis u chart ko fallow krte rehna chaiye bulish candle stick ur in sab cheezo ko hume fallow kr k kam krna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Bulls power and bears power

                forex mai bulls power or bears power ke market mai ahmeyat hain hamy inhy best bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bulls power and bears power

                  forex mai hamy bulls power ko or bears ko dahk kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Bulls power and bears power

                    Assalam alaikum! Dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy aj ki post main hum 2 indicators ko discuss karen gy
                    Bears power
                    Bulls power
                    hum dekhen gy k ye indicators kesy kaam karty hain or in se trading main kesy help karty hain

                    What is Bulls Power?
                    Dear members bulls power 1 oscillator ha jo k Zero ki value k gird ghomta ha agr eski values zero se opr hn to ye positive hota ha or agr zero se nechy hn to ye nehative hota ha
                    or ye indicator market main buyers ki strength ko measure karta ha or btata ha k market ka buying momemtum
                    kitna strong ha
                    Agr market uptrend main ho or bulls power above zero ho to eska mtlb hota ha k buyers power main hain or market abi mazeed opr jygi to ap market main buy ki trade le skty hain
                    laikin agr trend indicators apko uptrend dikha rhy hun ir bulls power ki value zero ya us se nechy ho to eska mtlb ha k buyers abi strong ni hain or abi market ka uptrend bhi strong ni ha so hamen buying se avoid karna chahye
                    Click image for larger version

Name:	78924E83-E934-482E-A562-21D1D791F8D9.png
Views:	5
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12362318

                    Bears power
                    Dear members ye indicator bhi dkhny main blkul bulls power ki trha ka oscillator hota ha or zero ki value k gird move karta ha frq sirf itna ha k bulls power buyers ki strength ko measure karta ha jb k BEARS power sirf sellers ki strength ko measure karta ha
                    Jab market downtrend main ho or bears power ki value zero ya us se nechy ho mtlb negative ho to ye es bat ki indication hota ha k sellers ab strong hain or trend bhi down ha to ap market main sell ki entry le skty hain
                    laikin agr trend down ho or Bears power ki value zero se opr mtlb k positive ho to apko selling se avoid karna chahye
                    Click image for larger version

Name:	90E68AE8-01F2-4F5F-AE41-0483CF5F9BB7.png
Views:	5
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12362319

                    Divergence
                    Dear members divergence us situation ko khty hain jis main indicator or price action opposite direction main move karty hain
                    aisy hi bears & bulls power or price action k drmyan bhi difference aa jata ha ho skta ha k market uptrend main ja rhi ho laikin bulls power abhi b negative ho to ye trend reversal ki indication ho skti ha es situation main apko buying avoid karni chahye or aisa hi downtrend main Bears power k sth ho skta ha tb apko selling avoid karna chahye
                    Click image for larger version

Name:	A6389103-D8AD-4C37-94FD-3C2E769DB506.jpeg
Views:	5
Size:	34.8 کلوبائٹ
ID:	12362320

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X