Luck or Hardworking in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Dekhain janab qismat aur mehnat ki forex trading main apni apni jaga hai. Laiken aksar ye hta aur jis ka luch hota hai wo hard work nahi karta aur jo hard work karta hai kabhi uss ki qismat ka sath nahi hota. Tu janab maza tu tab aaey ga jab banda hard work karay aur qismat bhi uss ka sath day.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      mery khyaal say to trading main hardwork ki he zyaada importance hai.agar ik trader hardwork karta hai to phir he wo achi earning lay sakta hai.forex main thoora luck bhi hai lekin hardwork he zyaada importance hai.
      • #378 Collapse

        forex market ma luck tu kabi kabi kam ayta hai like forex ma hard working sari zaindagi k lea ap k kam ayti hai our earning ma madat dati hai
         
        • #379 Collapse

          ji han forex trading business mein jtni ahmyat forex trading ki knowledge or experience ko hai utni hi luck ko bhi ahmyat hasil hai forex trading business knowledge or experience k sath sath luck par bhi depend karta hai
          • #380 Collapse

            Luck of the pakistan forex forum trading agar ap pakistan forex forum trading my agar ap is my agar work kar
            • #381 Collapse

              bilkul g luck boht achi cheez ha lekn ham luck par depend nai kar sakte ha...forex ek risky business ha is ma luck ka b sath hona boht zarori ha ..ham apne hardwork pe depend hona chayhe k ham ne kitna kam kiya ha...kitne effort ki ha...knowledge gain kiya ha k nai
               
              • #382 Collapse

                True. We all have believe in luck but we make our luck by our own hands. We just can sit and relax and wait for the things to come in but have to work hard to bring those things home that are written for us.
                • #383 Collapse

                  Sir luck and hard working both zaroori hain forex trading business main success kay liay, but luck ko use karnay kay liay first hard workign in learning and practice main karna zaroori hay, jab aap kay pass good knowledge ho ga to aap apni luck ko use kar saktay hain.
                  • #384 Collapse

                    forex trading main luck bhi kaam karti hai laikin hardworking ziyada kaam aati hai because luck say tou hamen loss bhi ho sakta hai aor bohot sara earn bhi laikin agar hum hardwork karen gy tou yaqeenan hum loss ko kam he face karen gy aor earn ziyada karen gy
                    • #385 Collapse

                      mere opinion mein to hardworking karna zyada important hai kyun k aap sirf luck par he depend nahi kar sakte. agr aap market k trend ya mareket ko watch kiye baghair trade karein and just luck per chore den to ye theek nahi. agar aap sahi trade lgao gy to luck bhi aapka he sath de gi.
                      • #386 Collapse

                        bhai jaan is business main hamain luck par depend nai karna chaye balky khud par and hamain is business main mehnat karni chaye kyu k mehnat kar k he hum ek expert trader ban sakty hain.
                        • #387 Collapse

                          dear ham jitba yada forex nain mehnat kertay hain hamin is ka zaror phal milta hai haminsakhat mehnat ker k apna ap manwana ho ga.
                          • #388 Collapse

                            Hard work of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap is my agar ap is
                            • #389 Collapse

                              dear as per my thinking k hardworking is very important to earn in forex, luck b hona chahey but jab tak aap hardworking ni kro ge aap kamyab ni ho pao ge forex main,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business forex market aisee market hay jis main luck kam nahe atte hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X