Forex trading ko chorny ki wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko chorny ki wajah
    Friends ye dekha giya hai ky kafi sary dost forex trading ko chor jaty hain.
    Us kj wajhah jo mery zehn mein ai hai. Wo ye hai k shoro mein hum jab trading start kerty hain to kam experience ki wajah se hamein loss ho jata hai.
    80% log ka account wash bhi hota hai. Kuch ye soch ker ky itni mehnat ker k bonus ekatha kiya aur zaye ho giya. Aud forex ko khair baad keh dety hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear member ap ny bilkul sahe baat ki kafi sary log trading ki waja sy na umed ho k apna account chor dety hain halan k asy nae hona chiay kamyabi or na kami zindagi ka hisa hai so humy pur umed hona chiay or khud py bhrosa kar k kam karna chiay sabar sy kam kary to kabi b na umedi nae hoti Forex main bas mehnat ki zarurt hai or sabar ki.
    • #3 Collapse

      Forex trading ko chaornay ki bri waja ham sochay samjhy bgair trade lafa dety or loss krwa betgty hain.
      Ham bht jald ameer hona chahty hai to ham isbleye loss krwa bethty hai so friends hamain chahye patient ka muzahra krain
      • #4 Collapse

        Forex trading ko chorne ki sab se barhi waja ye hoti hai ke jo log forex quit karte hain wo ek proper waqt spent nahi karte hain forex main forex trading koi khel nahi jo jaldi main aap kuch bhi hasil karlo uss main forex trading ko ek barha time acha required hota hai jis ke baad jaa kar hi aap ko kuch achievement hasil hoti hai forex main iss liye main reason yehi hota hai logo ko jab loss milta hai to wo loss ki waja se ye mind bana lete hain ke forex trading mein faida to hasil ho nahi raha is liye wo apne trading ko quit kardete hain.
        • #5 Collapse

          Brother forex trading ko chorny ki bahut si wajohat hain. Account ka wash ho jana intial stage per. Bonus ka monthly milna aor account ka first week main wash hona. Basic learning period main trading kerna aor musalsal loss main jana. Proper traing ka na hona. Kem waqt main ziada paisy kamany key khawab dekhna per uska pora na hona.
          Brother forex trading aik long term business hey aor isko seekhny main time legta hy.
          • #6 Collapse

            mostly forex trading ko chorny ki waja loss ha jo log investment kar k loss kar chukay hoty hain wo depress hho kar chor dety hain ya wo log jinko iski smhj ni ati k yeah kesa or kya business ha..oe kafi log jinko iska knowledge thora ha wo to isy haram business smhj kar chor dety hain,
            • #7 Collapse

              hum bilkul sahi kaha k ziada tar log isi waja sy chor jaty hain k itni mushkil sy bonus ikatha kia aur wo bhi loss main ganwa dia phir hath mal k side pe ho jaty hain jab k disappoint hony ki bajaye thori mehnat kar k learning k sath is main aayen aur ziada sy ziada kamayen.
              • #8 Collapse

                g is mn nkam hony ki wja sirf ilm ki kmi hy log forex trading ko easy smjty hn or invst kr dty hn forex trading ik almi mandi hy or is mn kam krna itna asan nhi hy log aty hn one weak muskil sy practis krty hn or invst kr dty hn phr loss pr loss krwty hn zhr hy kitna loss krya ga phr ik din chorna prta hy agr forex mn kam krna hy to time or mhnt chahy km az km 6mnth prctis ky bad tradding krni chahy
                • #9 Collapse

                  G han ye bat blkul sahi he zyada log forex isi waja se chorte hn q ke ya to unhe trading nhi ata ya phr unhe trading me bhot hi zyada loss hota rehta he isi liea wo forex leave kr dete hn lekn hme forex leave krne ke bajae apni trading ke traike ko change krna chaiea.
                  • #10 Collapse

                    forex trading ku koi bhi trader nae choorna chata ager wu profit man hu tu. haan wu trader zarur choor jaty han ju earning nae ker pattay short term k liye log in hu ker loss k baad chalay jaty han or wapas nae aaty forex man.
                    • #11 Collapse

                      Han ji me ap ki baat sy agree karu ga jab log start karty hai to loss hony ki waja sy chor dety hai q k unko pta nahi hota trading k bary me to jab tk practice nahi kry gy to trading nahi aye gi lekin log jald hi chor dety hai.
                      • #12 Collapse

                        FOREX ko ap kaysa b business bolay mager ya haqeequt hay k ya eik mushkil kaam hay is mian bunday ko active rahna perta hay her chaze k khayaal rakhna perta hay jub log is main kaam start kertain hain to in ko lagta hay k bus post ker loo phir is ko trade per laga lo bus phir kia hay pasa he pasa ho ga mager assa nai hay is kaam ko time bhi dana perta hay or hardwork b kerna perta hay
                        • #13 Collapse

                          G dost forex ko chornay ki sab se bari waja yehi hai k shuru men experience na hony ki waja se loss ho jata hai hai aur kabi to account b wash ho jata hai to log forex ko chor detay hain.
                          Mera b 2 dafa account wash hua to mai ne b chor d thi aur phir 4 maheny k bad dobara shuru kya hai
                          • #14 Collapse

                            forex ko nahi chorna chaieay kyon k ju bhe new trader ata hai us ko loss hota he hai ju bhe successfull trader banny hoty hain wo bhe iss loss ko kar k he guzry hoty hain ager ham ko loss na ho aur account wash na ho tu ham ko forex ka expereince bhe nahi hota iss lieay loss ka hona bhe aik tra say app k lieay lesson he hota hai iss lieay loss say sekhain aur himat na harain aur forex ko na chorain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han dear ap nay teak kaha hai kay forex trading main aksar trader es kam ko chor daity hain aur es kam main jab wo start krty hain too un ka khayal hota hai kay aik din main ameer ho jain ga es laiy wo es kam ko krty hain per un kay pass knowledge nhe hota hai aur wo un experience hota hain aur apnay knowledge na honay ke waja say loss kr daity hain aur loss ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X