Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?
    Forex bilkul be gambling ki tarha nahe hai aor na esko gambling say compare kiya jaa sakta hai q k gambling totally different term hai aor trading totally different term so wo log jesko tora buhot doubt abi be hai k ye ik gambling game hai tu mai osko ye kehna chahta hun k apko ye clear hona chaheye k forex ik complete business hai jo hard work aor struggle par believe rakte hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye baat bilkul ghalat hay kay trading aik game hay ya gambling hay kiun kay forex trading aik bhot hi acha aor profit wala business hay laiken is say profit lainay kay liye mehnat bhot hi zarori hay aor jo bhi mehnat kerta hay osay profit huta hay aor jo rato raat ameer hunay kay chakar ma hutay han aor shortcut way dond rahay hutay han wo hamesha nakam hutay hay aor wohi log forex ko gambling aor game kehtay han.
    • #3 Collapse

      Dear forex member ap ny bilkul sahe baat ki buht sy log asy hai jo forex k busince ko gambling ki tarhan samajty hain or kehty hain k yeh haram hai par yeh bilkul asa nae hai firex bilkul ek alg chez hai yeh humy buht kuc sekhata hai or samjany mn madad deta gmhai yeh ek alg chez hai or online busince hai kafi sary logon ko ghlat fehmi hai k yeh kaam thek nae par meri soch alg hai forex ki samj logon ko tab he aa dakti hai jb wo khud is main kaam karain asy forex ko gambling k sath milana bilkul ghlt hai.
      • #4 Collapse

        Dear ais market mai kaam karny k liay ap ko study karni parti hai aor ais mai ap ne analysis kar k kaam karna hota hai ais mai gambling wala hisab ni hai k ap ais mai kaam kary aor ap ko ais mai se aisy hi profit hi jaye kun k ais market mai ye hai k hum agar ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai pata hota hai k market ka trend kai hai aor ais ne kis tarha move karna hai agar ap study k baghair ais mai trade karty hai to ap ye hi samjh ley k ap ne ais mai gamling wala system rakha hoa hai.
        • #5 Collapse

          bhai pahli bat tu main yah yah karunga k forex aik pure trading bsuiness hai jis main hmari mahnt boht count hoti hai jub hum mahnt karty hain tab he hum es main achi eraning kar skty hain tu hmain forex ko aik business hes mjhna chahye es ko gambling yah koi game nahi smjhna chahye es main ap aik bsuiness ki trah he intrest len achahye ta k hum apna kam sahi kar skaen
          • #6 Collapse

            Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

            nahi forex game nahi hain yai aik online business hain hum is investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

              NAhi forex trading na game hai or na hi gambling hai forex trading ak world wide business hai jo k tab hi sahi tarha sy ap kar pao gy jab ap mehnat kary gy jab ap seekho gy agar ap seekho gy nahi to ap trading nahi kar pao gy.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                nahi dear forex aik business hai isko hum ko business ki tra karna chheay ager ap iss main gambling kerin gay tu ap ko ziada dair profit nahi ho saky ga ap ko aik ager aik dfa profit ho bhe jay ga tu ap ko 10 bar los ho ga is lieya ofrex main professional ban ker kam kenry say he ap ko success mil sakti hai forex main gambler fail hota hai aik pro trader he kamyab trader banta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                  jee dear aisi baat nahi kay forex main koi game ho ya koi luck forex ek real and true business hai jo worldwide hai jis main daily trillions kay hisab say lain dain hota forex main apko kamyabi kay liye learn and hardworking krna hogi and sab say pehlay apko demo account pay khoob practice krna hogi and phir ap real pay trading kr skty hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                    Dear forex ak real business ha es main gambling ka koi ansar nahi paya jata ha es main just ap apny experiance planning ar strtgy ki base pe trading karty hain ar some time forex main during trading ap ki luck b work kar jati ha jb bhi ap professional ki tarh business kariny gay to ap ko profit mily ga but es k sath sath es main lose k bhi equal chances hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                      G bilkul bhai ap ne acha explain kiya ha forex aik game ni ha forex aik business ha es ko hamesha business ki trha hi laina chaiye kbhi bhi game ni smjhna chaye agr game smjh kr trading krean ge tu loss ka shikar ho jaen ge soch smjh kr es business ko deal krna chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                        forex koi game nahi hain yai aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik real business hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya trading be gambling ki tarha ik game hai?

                          forex trading game nahi hain yai aik best job hain hum is mai live or sada urud mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X