Aik hi trade se loss recover ho sakta hai...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik hi trade se loss recover ho sakta hai...?
    Jahan tak mere opnions hai to hamen loss ko recover krne k liye sabar se kaam lena bahot hi zaruri hota hai agar ham sabra se kaam nhi len ge aur ham aik hi trade se apne loss ko recover krne ki koshish kren ge to ham loose ho jaen ge q k loss ko recover krna profit banane se kafi mushkil kaam hai
    Q k jab loss hota hai uss waqt ham kafi ziada depressed hote hain aur ham koi acha decision nhi le pate hain isliye hamen small targets se apne loss ko recover krne ki koshish krna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan bht achi bt ki hy mere khyal mein hmein sbar ka muzahraa karnaa chahye agerr ham uce waqt treding karein gy tou woh intaqami tredes meibn ajataa hy jou kay 90% los hee krati hein hmeinchahye kay forex mein ziadaa sy ziadaa aqlmandi ka muzahara karnaa chahye ager hmraa iak din ka nuqsaan poraa hjaye tou hmein treding bus kar denaa chahye
    • #3 Collapse

      G ha dear aisa ho sakta hai magar ais k liay ap ko ya to risk lena pary ga ya phir wait karna pary ga jaisy agar ap ne aik month mai 300 usd loss kia ho aor aus ko recover karna chaty ho to aus k liay ye hai k ap ko ais mai risk lena pary ga aor lot bari laga k loss recover kar ley ya phir ye hai k ap ais mai aik lot laga k choar dy aor long term mai jab ap ka take profit hit ho ga to aus mai ap ka loss recover ho jaye ga aus mai ap ko wait karna parta hai.
      • #4 Collapse

        dear loss tu part hy business ky ap koi bi kamkerty hy us mai ap ko loss ho hi jata hy per hm og wo loss ahista cover kerny ki koshish kerty hy tu forex mai bi ager hm logo ko loss ho tu hamy ahisata ahista us ko recover kerna chahaiya or us ky chaker mai ziyada loss na ker baithy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
          Jahan tak mere opnions hai to hamen loss ko recover krne k liye sabar se kaam lena bahot hi zaruri hota hai agar ham sabra se kaam nhi len ge aur ham aik hi trade se apne loss ko recover krne ki koshish kren ge to ham loose ho jaen ge q k loss ko recover krna profit banane se kafi mushkil kaam hai
          Q k jab loss hota hai uss waqt ham kafi ziada depressed hote hain aur ham koi acha decision nhi le pate hain isliye hamen small targets se apne loss ko recover krne ki koshish krna chahiye
          agar aap acche planning aur analysis Karke trading Kare aur apne dost ko acche plants recover karne ki try Karein to aap apne dost ko recover kar sakte hain isme koi matlab Nahi Hai Bus aap apne analysis ko bada Karte Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL

          اب آن لائن

          Working...
          X