Many People Loss in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: cancer پيغام ديکھيے
    indeed many people get losses in forex trading, including me, but the loss is already a part of forex trading. We suffered a loss because we do not make a good analysis when trading, and to improve the ability of our analysis we have to learn forex as possible and improve our trading experience.
    zyada tar log forex trading mai is liyae fail hotay hain ya loss karty hain q kay un ko is kay baray mai awerness nahi hoti or wo bagair samjhy kam karna shuru kar detay hain..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      forex trade mai zaida log es lia los kartey hai q k un ko information ni hoti or wo big profit k chakar main loss kar latey hain
      • #423 Collapse

        may samaj ta hun kay forex may bukhat sey log zayadaq tar lose hi kar rakhay hai katyun kay education na karna ki waja sey bhai g forex may lose kartay hai
        • #424 Collapse

          Trading aik risky business hay jismay profit k sath loss bhi hota hay aur humein loss p himat nhi harna chahye bul k aik new spirit say dobara trading ko learn krk apni knowledge aur skills improve krk trading may enter hona chahye.
          • #425 Collapse

            95% log forex ma loss karte hain jab k 5% log forex sa earn karte hain us ki sab sa bari waja ya ha k log zeda tar greed karte hain or market ko samaj kar trade nai karte hain balke without samje trade karte hain or loss karte hain. dosra un ka pass experince nai hota ha jis ki b waja sa wo loss zeda kar jate hain or earning nai karte hain. forex aik easy nai ha balke ya boot zeda hard work ha. jis ma agar ap ko lagatar loss ho raha ho to ap ki mind kam karna chore dota ha.
            • #426 Collapse

              brother forex mn loss to hota hi ha q kh ya eak busniess ha or busniess mn loss or profit dono hoty hn or mery sath bhi asa ho chuka ha par earning bhi hoi ha kafi achi
              • #427 Collapse

                bhai g jin logon ko trading main zyada nuksan hota he isal main inhen experince nai hota he or inhone forex trading ke bare main itna knowledge bi nai hota he is liye inhen nuksan ho jata he.agr ap is nuksan se bach na chahte han to phaly ap demo account banain or is par practice karen. or kuch trading ke bare main knowledge get karen.
                • #428 Collapse

                  yes bht sa trader trading mein loss karty hai aur rules ko follow nehi karty shortcut aur trick pa depend karty aur lenainrg nehi karty hard work nehi karty luck pa base karty is liya zada loss aur failure hoty
                   
                  • #429 Collapse

                    yes bro you are right that buhat say log is market main loss karwa chukay hain aur is market say wo negative ho jatay hain lakin main yeh mashwara don ga kai hamay hope loose nai karni chahiyay aur koshish karatay rehna chahiyay.
                    • #430 Collapse

                      yes bht sa trader apni mistakes wrong analysis aur lack knowledge ki waja sa wo failure hoty greed karty aur over trade karty trend ko follow nehi karty is liya un ko zada loss hota hai aur apna loss s learn nehi karty
                       
                      • #431 Collapse

                        g ha bohat se logo k sath aisa hota hai q k wo iss ko without practice k shurro karte hai or unhain koi khaas experience bhi nahi hota iss waja se un ka loss ho jata hai.
                         
                        • #432 Collapse

                          meray khyal se aisa un logo k sath hota hai jo abhi new trader houn or unhain market k behaviour ka pata nahi hota k market kab up ja rahi hai or kab down iss waja se wo log apna loss karwa baithte hai.
                             
                          • #433 Collapse

                            ha g janb,,app ki baat hundred percent thek hay janb,,i8 am agree with tyou janb...is mai insan ko zaydamartba to loss hi hota hay janb,,baki ki bat baad mai hi hoti hay jnab,,ok
                             
                            • #434 Collapse

                              g ha janab bohat se log apne kam experience or non-better knowledge ki waja se aur market mai gair majodgi ki waja se apna balance urra dete hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Forex trading mai lose tab he hota hai jab ap ko market k up and downs ko thk se nahi sumjhte. or jab ap ne demo account par practice nahi ki hoti ya ap Ko market ko analysis karna nahi ata. agar ap apni in kamzoriya par girp pa le gye to ap ko loss nahi ho ga,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X