Slow and steady wins the trade not fast and agressive?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Aap ke baat theak Ha gab market ke movement zaida hoty ha to pata chal jata ha jab market ke movement slow hoty ha to es time market ke samage nahi aty or es time market moment zaida dangerous hoty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      asalam o alaikum jihan forex trading mein waqahi hame jald bazi nahi karni chaey taqe nuksan bhi kam ho aur jalbazi ki terad se kafi nuksan ho sakta hein aur is mein jab bhi koi trad lagan tu sakon se lagani chaey
      • #123 Collapse

        to analyze any merchandise that's been made. It will give you all the necessary intimation and will reduce the percentages of luck in your trading mismanagement. One of the main case should is gambling with the capital.
        • #124 Collapse

          g bilkuil ap ny bilkul thek kaha hai aik new trader ko to is bat py hi amal krna cghahiye or har kadm soch samj ky uthana chahiye or zeda jaldi maim trading nhi krna chahiye kion ky is jaldi jaldi main to wo easy points mis kar deta hai jin ki waja sy loss hota hai lekin jab wo sab kuch samj jay to speed sy trading krny main bi koi harj nhi hai.
          • #125 Collapse

            g han hamen is main trade laga kar to is main sabar karna chahye ku k agr ham is main jald bazi kar ajyen ge to hamen hi is main se loss ho ga ku k ye buseinss bht hi risky buseinss hai r is main se loss hine k chance b bht sare hote hain.......
            • #126 Collapse

              yes aap thk kehtay hain keh trading main aggressive nai hona chahye bulke slowly slowly move karna chahye agar aap tazi dikhayan gay to phir ye aap ko tazii dikha day ga aur account wash kar day ga, thora lekin countinous earn karna zyda acha hay,
              • #127 Collapse

                Forex ek business he.Or is business me ham slow slow grow karna chahie.Agar ham rato rat amir honeki kosis karenge to hame yahna loss ke sibaye or kuchh nehni milega.
                • #128 Collapse

                  I think it is true in the forex trading business that slow and steady wins the trade and those who are fast to make more and more profit of their aaagreed always lose it. It is because of their agressive behavior in the forex trading business. And it is because of their greed
                  • #129 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum ye sir gee ap nay bohat he achi baat ki hay aur me ap ki is baat kay sath agree karti hoon kay hum ko kabhi be aggressive ho kar trading nahi karni chahiye bal kay hamesha defensive ho kar trading karni chahiye tabhi is me kamyab hoon gay.
                    • #130 Collapse

                      Wo traders jo sakoon aur itmenan say forex pay work kartay hen aur wo apni investment ko apnay halaat kay mutabiq invest krtay hen to wohi log hen jo kay forex pay succesful ho saktay hen. Wo log kabhi bhi trade pay win naheen kar saktay jo agresiv hun
                      • #131 Collapse

                        g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin and is business main hum agar patience nai rakhain and lalach karain gy to hamain is main loss he milta hai issi liye sakoon se is business ko karain.
                        • #132 Collapse

                          Slow and steady working in this business of the forex trading can help you for earning money, if you want to make good profit from this business then you need to invest your time to this business along with your investement at the same time.
                          • #133 Collapse

                            jo log greedy ni hotye hain un k liyeforex trade boat esay hai or jo log forex main greed kartey hain un k liye forex bohat mushkil or loss he he loss hai un k pass trade mai
                            • #134 Collapse

                              dear friend me app ki baat se agree kerta hun mere khayal se forex trading mein jaldbazi ki koi jagah nahi hai traders ko chahye ke iss mein jaldbazi bilkul nahi karen balke saber se trading karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes ofcourse slow and steady wins the trade because is kaam may jaldi nahi karni chahye or soch samjh kar sab kaam karna chahye or apney emotions ko control karna chahye kyuin kay yeh aik risky business hai is may jazbati nahi hona chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X