Students forex sa kya fiada la sakta han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

    Forex trading business sab k liye acha business hy aur students k liye bhi forex trading acha business hy aur students bhi forex trading business mein kaam kar k learning knewledge aur experience hasil kar k achi earning kar saktay han aur apni study ko achy taareeke se jaari rakh saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

      jo student part time job karna chata han pasay kamane k leya or wo time nahe nikal sakta to in k leya bohot zarori ha k wo forex ko part time k tor par istamal kar sakti han or wo jub chahe market ko dakh kar trading kar sakta han or in ko kisi khas jaga jane k zarorat nahe hoti.
      • #18 Collapse

        Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

        Student forex say kia fida lay sakta hay. ager dekh jaye to forex say hamen earning ka hi fida hota hay is kay elawa to koe aisi cheez nahi hay jo forex trader forex say hasil kerta hay. isi trah student bhi forex say profit hasil kerta hay. lakin student ko forex per kam tawaja day ker study per pori tawaja deni chahye. ta kay un ka future kharab na ho.
        • #19 Collapse

          Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

          ya students ka lia boht achi part time job ha ager wo is ko krta hain.students is ko part time job kr sakta hain or is sa profit kama ka apna paresnts ki help kr sakta hain or is ka ilwa apna sutdy expenses bhi utha sakta hin.
          • #20 Collapse

            Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

            g haan bhai jaan ham as forex trading se bohat sec fayde utha sakte hain as main se ham money earn kar sakte hain aor as main ham jab kam karte hain tu ham as main kam kar kee happy rihte hain as main ham ko chahiy hai kee cool mind se hi ham ko trading karny chahiy hai tu hi ap as main se profit hasil kar saken gee as main ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat se kam karen agar as forex trading main kamyab hona hai tu
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Students forex sa kya fiada la sakta han

              hello dear brother student is sa bahot fayda ota sakta ha q k student k dimag bahot taz hota ha our wo isa asani sa samj jata ha os forex sa apna fees da sakta ha apni hostel our books our sat sat apna waladain hi help b kar sakta ha

              اب آن لائن

              Working...
              X