Assalamualaikum aap sab dosto khayal mein Hame Forex pe kam karne ke liye zyada zaroort in dono mein se kis cheez ki Hoti hai Hame forex pa kam karne ke liy experience ki zyada zarurat parti hai ya phir experience ke bagair kaam chal sakta hai agar hamare paas capital ho ya phir hamare paas capital Na ho aur hamare paas sirf experience ho to kya usse bhi hum Forex pe kamyaab trader ban sakte hain aur apna kaam kaise Chala sakte hain waiting for your response thank you...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим